Bullish Kicker Pattern main two candles hoti hain jo kay market kay prices kay downtrend kay baad banta hay, yeh pattern ziada tar us waqt banta hay, jab bhi market main koi pause aa jata hay, jaisa kay weekend ya daily market kay starting kay waqt, Bullish Kicker pattern main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hay aur second wali candle aik long real body wali bullish candle hoti hay
Appearence of Bullish kicker pattern:
Bullish kicker pattern two candles par mushtamil hota hay aur aam tor par downtrend main banta hay, pattern ki pehli candle large bearish banti hay jab kay second candle bullish hoti hay, dono candles kay darmian gap create hua hota hay aur second candle first candle ki nisbat above ho kay open hoti hay, is pattern ki strength us waqt ziada consider ki jati hay jab ye oversold ya over bought area main banta hay, bullish pattern opposite hota hay aur uptrend main banta hay, is main bhi confirmation candle ki zarurat hoti hay, yeh pattern jab bhi uptrend kay baad spot ho to iska matlab yeh hi hota hay kay bulls main abi bhi itni strength mojood hay kay woh trend ko continue kar sakain,
Provision of buy signals by bullish kicker pattern:
Bullish Kicker Pattern main buy ka aik strong signal hota ahi, agar yeh pattern long timeframe main form hota hay to trend confirmation candle ki zarurat nahi hoti hay, laikin small timeframe kay liay trend confirmation candle ki zarurat parti hay, trend confirmation candle agar bullish hogi to yeh buy ka confirm signal hoga, jab kay ziada loss say bachnay kay liay pattern kay sab say lowest price ya pehli candle kay lower position pay stop loss ko set karain, jab ye pattern appear hota hay to traders ko market main entry ki jaldi nhi karni chaiay balkay bullish candle kay next wali candle kay end honay ka wait karna chaiay aur proper confirmation kar kay trade open karain, stoploss previous candle kay low kay kareeb place karain
Conditions for confirming this pattern:
Bullish kicker pattern ka opposite bearish kicker hota hay, traders ko bullish kicker main current trend kay continue honay ki information milti hay, pattern ko thek tarah identify karnay kay liay hamain kuch specific conditions confirm karni hoti hain jin main pehli yeh hoti hay kay iski first candle bearish honi chaiay, next condition yeh kay pattern ki second candle gap up ho kay aur previous candle kay above banti hay, jo apni moment upward jaari rakhti hay aur bullish ki surat main end hoti hay, akhri condition yeh hoti hay kay jo candles kay darmian jo gap create hota hay woh kisi kisam ki wick ya real body say fill nhi hota

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим