what is bearish continuation chart pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is bearish continuation chart pattern
    what is a bearish continuation chart pattern



    chart pattern jo keh bearish continuation hota hey forex market mein bearish trend ko identify karnay mein madad karta hey woh aik bearish ka continue pattern hota hey
    forex market mein bearish continue pattern mein 4 bare kesmen hote hein jen ko forex market mein retail trader continue pattern kay tor par indicate kar saktay hein jo keh mokhtalef financial market mein identify key jatay hein forex market mein bearish kay trend ko indicate kartay hein
    forex market mein es continuation pattern mein jananay kay baray mein sab say ache bat yeh hey chonkeh yeh pattern serf trend kay baray mein paish goi kartay hein or forex market mein trend kay opposite paish goi nahi kartay hein yeh he wajah hey keh trend continuation pattern mein winning kay imkan zyada hotay hein continuation pattern mein winning kay imkan hamesha forex market mein trend ko tabdel karnay kay pattern kadray zyada important hotay hein


    types of bearish continuation pattern





    bearish pennant pattern
    bearish flag pattern
    Descending triangle pattern
    bearish rectangle pattern


    Bearish Pennant pattern



    jab aik bare bearish implusive wave kay bad aik mamole retracement banta hey to yeh aik bearish pattern banta hey nechay tasweer mein bhe dekhaya geya hey
    mamole wapce kay bad teen say char choti ce wave bante hein or har yakay bad degray size small hota jata hey nechay ke direction mein size small hota jata hey or forex market mein bearish trend start ho jay ga
    bearish ke effective wabe selling kund gan mein size small hota jata hey trend bhe strong hona chihay aik he trend mein mamole ce wapce pole / flag ke sorat mein par kam karay ge yeh bearish pennant pattern nechay kay trend kay ley hota hey
    Click image for larger version

Name:	sasasas.JPG
Views:	1
Size:	19.6 کلوبائٹ
ID:	12593385


    Descending triangle pattern



    Descending triangle pattern price ka aik structure hota hey jo keh forex market mein har ochal par price mein kame ko indicate karta hey yeh pattern ochalnay wallay ball say melta ulta hey forex market mein yahan par farsh aik support zone kay tor par kam karay ga or ball ka rasta price ke wave kay tor par kam karay ga es pattern price support zone kay ochal kay tor par kam karay ga or continue har ochal chota sa ho ga es chart ko behtar samjhnay kay ley nechay de gay tasweer ko bhe daikh sakty hein
    Click image for larger version

Name:	zxzxzxd.JPG
Views:	1
Size:	26.2 کلوبائٹ
ID:	12593386


    bearish flag pattern



    kese limit tak bearish flag pattern ka concept bearish pennant pattern he hota hey important farq flag pattern he hey
    forex market mein bearish flag pattern ke sorat mein aik mamole ce retracement wave bante hey or forex market mein bullish say wapes anay ko indicate karta hey retracement bullish say wapes anay ko indicate karte hey jab keh price break karay ge or aik bearish trend start ho jay ga
    Click image for larger version

Name:	zawa.JPG
Views:	1
Size:	28.7 کلوبائٹ
ID:	12593387



    Bearish rectangle pattern



    trading mein aik rectangle pattern side way section mein he hota hey laken ager forex market mein bearish trend ko end keya jay to forex market mein consolidation pattern banta hey to yeh bhe forex market mein bearish kay trend ko start karte hey
    price ko samjhnay kay ley nechay de gay tasweer ko daikh saktay hein
    forex market mein 1st step mein aik bearish ka trend start ho jay ga yeh forex market mein lower level or kam highs ko tashkeel karay ga 2nd step mein aik price ka structure rectangle ke tarah ban jay ga price third or final step ke taraf chale jate hey jo keh rectangle ko break kar day ge or aik new bearish ka trend tashkeel pa jay ga Click image for larger version

Name:	zawaz.JPG
Views:	2
Size:	21.8 کلوبائٹ
ID:	12593388
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is bearish continuation chart pattern

    Continuation Candlestick Pattern ka matlab hai ky agar market already uptrend main movement ker rehi hai tou same uptrend main jab market ki movement normal ho jati hai tou bahot sary traders confuse Ho jaty hain ky kia an market reverse movement kerny ja rehi hai ya same direction main movement continue rakh sakti hai tou aesy main three big candles jo size main equal hoti hain bullish main creat hoti hain tou hamain yeh clear indication hoti hai ky market main mazeed uptrend main bari movement hony ja rehi hai tou agar market main aesi situation ban rehi ho jisy three white soldiers ka name dia gia hai tou hamain foran sy buy main trade enter ker leni chahiay taky hamain reverse direction main trade open kerny per jo loss ho sakta hai ham is sy bach sakain aur open trade main hamain kuch profit bhi hasil ho saky

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2023-02-25T100634.190.jpeg
Views:	4
Size:	32.2 کلوبائٹ
ID:	12453328

    Trading Strategy with Continuation

    Continuation candlestick pattern creat hota hai tou agar ham is sy pehly market ki previous big bullish movement ky bahd reverse order main trade open ker bhi chuky hain tab bhi beshak loss main hi kyun na ho hamain same trade close ker deni chahiay taky jab pennant candlestick pattern per market bullish movement kerti hai tou hamain bara loss na ho saky aur agar ham ny aesy time per trade open kerni hai tou ham buy ki trade open ker lain tou hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2023-02-25T100640.887.jpeg
Views:	3
Size:	25.9 کلوبائٹ
ID:	12453329

    Trend Indication with Continuation Pattern

    Jab market continuously buy trend main movement ker rehi hoti hai tou wahan per market jesy hi kuch time ky liay stay kerti hai wahan per her koi market main downtrend main movement ko expect ker raha hota hai lekin market ky stay kerny ky sath agar market main pennant candlestick pattern creat ho jaey tou hamain phir reverse trend ka sochna bhi nehi chahiay aur buy ki hi trade open ker ky continue rakhni chahiay.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2023-02-25T100645.533.jpeg
Views:	2
Size:	40.0 کلوبائٹ
ID:	12453330

    Formation

    Continuation Candlestick pattern ki formation ko hamy forex market ma identify karna hota hai. Ye formation three candlestick par mabni hoti hai or ye help karti hai k nex stage ma market kis tarha behave karny wali hai. Ye pattern kbi reversal pattern k tor par act karty hai jo ye show karty hain k market ka current trend end hony wala hai or kbi ye pattern continuation pattern k tor par act karty hain jis ka matlab hota hai k market apna move abi mazeed continue kary gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: what is bearish continuation chart pattern

      Dear Forex members Bearish stalled candle stick patteren chart par teen lagatar bullish candles ka aik majmoa hai, jiss k leye market ka top area hona zarori hai. Ye pattern teen bullish candles par mushtamil hai, jo k prices k leye bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Pattern dekhne main same three white soldier pattern jaisa hai, q k teeno candles bullish hone k sath sath higher high par close hoti hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish Marubozu candle hoti hai, last teesri candle bhi aik Marubozu candle hoti hai leki size main pehli candle se bohut small hoti hai. Pattern ki dosri candle upper shadow k sath hoti hai, jiss ki real body pehli candle ki banisbat kam hoti hai.



      Identification of the Pattern

      Jab aap marketplace mein last days ki candle stick ko study karte hain aur iske unique vital values as an instance iski final price iska maximum point aur iska lowest point to calculate Karke ek figure discover karte Hain to iski base per Jab aap marketplace mein access lete hain to ismein bhi aapko kuchh essential aur valuable statistics mil rahi hoti hai absolute confidence daily foundation in keeping with bhi aapke liye a success Nahin ho sakti hai lekin isiliye aapko kaha jata hai ki Jab bhi Koi technic aap utilise karte hain aur uski pictures kar rahe hote hain to uske sath aap mere se control ke roll wide variety policies ko jarur discover karna hota hai.



      Explanation of the Pattern

      Dosto Bearish Stalled ik candle stick pattern ha ya pattern h market ka chart ma uptrend ka top ma dakhna ko milta ha or ya pattern market ka uptrend ko end karna ka kam karta ha is pattern ma market uptrend sa reversal ho kar downtrend ke traf ate ha. Is pattern ma bearish ke traf strong reversal hota ha or is pattern ke deliberation chart pattern bhi kaha jata ha. Ya pattern market ma candle stick chart or price chart ma banta ha or ya huma market ke open or closing security price ka batata ha or is pattern ka market ma jo high or low banta ha wo ak specific period ma banta ha. Ya pattern market ka chart ma candles or wicks sa mil kar banta ha jo market ko current trend ka opposite ke traf move karta ha. Is pattern ko use kar ka hum limited time ka liya trade ko enter karta ha or is sa small profit ko hasil kar ka out ho jata ha market sa yani is pattern ma traders short term trade ko enter kara ga.



      Trading with Bearish Stalled

      Dear friends jesa ke opar aapko bataya ki aise hi kam karne se aap Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain aur Market Mein Achcha kam bhi Karenge Jitna market Mein Achcha kam Soch samajhkar Karenge utna hi Hamen Paida Hoga pura Majha profit bhi Hasil kar Sakenge dear Hamesha imandari ke sath aur acche workout ke sath time Den Jitna zyada aap time management Karenge ring market Mein trading for studying Mein Usi Tarah aap Achcha profit bhi Hasil kar Sakenge jitni mehnat ke sath aap study aur workeout Karenge utna hi aapko fayda Hoga aur aap market Mein kam karne ka maja bhi aaega aur aapko Achcha profit Bhi Milega aur aap success bhi ho jaaoge jo market me buying pressure dekhati hai. My pattern is shamil teeno white candles on top of close hoti hai. My pattern banni wali candle Jaisa ki maine aapko bataya ki ismein Kafi zyada fayda bhi ISI Tarah hota hai market Mein jitne moment wave ki Shakal Mein up and down ho rahi Hoti Hai

      Like tu banta hay ik🙏

      اب آن لائن

      Working...
      X