Employment Rate : Key Driver that show economic growth & prosperity for forex trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Employment Rate : Key Driver that show economic growth & prosperity for forex trade
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230224-195210_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	242.2 کلوبائٹ
ID:	12593340

    What is employment and how it effect forex trading.

    Employment ko ham key economic driver kay tor par consider karty hain or es sy economic growth ki strength ki bi indication melti hai. International labour organization kay mutabik unemployment ko es tarha define kiya jata hai kay wo people jo working age kay to hoty hain but en kay pass kio work ni hota yani wo unemployed hoty hain. So wo people jin kay pass jobs hoti hain en ko ham employed kay name sy janty hain. Wo jin kay pass job ni hoti en ko ham unemployed personnel kay tor par janty hain. Employment rate kay bary ma ye bi kaha jata hai kay ye infallible hota hai. Ye bhot important factor hai jb ham fundamental analysis ko consider karty hain. Secondly trader better understanding kay laye esko basic supply or demand kay law sy bi relate karty hain. Kiu kay labour ki demand or supply ka direct impact hota hai economic growth par or consumer spending par. Es kay sath sath ye gross domestick product, inflation bi es state kay sath inter related hoty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230224-195156_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	205.9 کلوبائٹ
ID:	12593341

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230224-195138_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	268.4 کلوبائٹ
ID:	12593342

    Impacts of unemployment on forex trading.

    Agr ham US kay federal reserve ki bat karyn to FED employment data kay uper relay karta hai. Es data ki base par he wo monetary policy ki necessary adjustments karty hain. Jesa kay agr US ma unemployment rate higher ho to centeral bank economy ko boost karny ki khosis karta hai. Es purpose kay laye wo interest rate ko reduce karta hai or growth ko enhance karta hai or es waja sy interest rates lower ho jaty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230224-195114_Firefox.jpg
Views:	2
Size:	149.4 کلوبائٹ
ID:	12593343

    Employment and inflation.

    Agr ham spectrum kay other end par focus karyn to strong employment rate or low rate of unemployment ki waja sy tighter monetary policy ko form ni kiya jata. Equation ko balance karny kay laye hamy equation ki other side par bi nazar rakhna hoti hai. Jis ma hamy inflation ko bi consider karna hota hai. Jesa kay unemployment rate drop hota hai to business kay laye employees ko find karna bhot tuff ho jata hai. Ye workers kay bech ma competition ko barha deta hai. Jis ki waja sy hamy higher wages ka result mel jata hai. Inflation usually central bank ka bigher motivator hota hai. Es waja sy wo rates ko hike kar deta hai or financial system ko support karny kay laye tighten policy ko implement kar deya jata hai.

    How payroll effect forex trading.

    NFP report american most influential announcement ko show karta hai. Es ko economic growth ki direct representation kay tor par jana jata hai. Es kay early release hony ki waja sy es ko bhot zayada effective samja jata hai. Ye recent complete month kay data ko show karta hai or ye market kay first barameter kay tor par jana jata hai. Es base par ham achi trades ko open kar saktyn hain or es information ko ham advantage kay laye use kar saktyn hain. Jo trader bena kisi indicator kay ya kisi or support kay trade ko set karty hain wo hamesa nakam he rehtyn hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Employment Rate : Key Driver that show economic growth &amp; prosperity for forex tra

    What are the drivers of economic growth?


    Physical capital – Infrastructure – such as factories, transport links and machinery – reduces costs, facilitates international trade, improves labour productivity and increases economic output and efficiency. Natural resources – These resources, such as oil, can boost production capacity and therefore economies.
    What are the main drivers of trade?


    The five main reasons international trade takes place are differences in technology, differences in resource endowments, differences in demand, the presence of economies of scale, and the presence of government policies.
    What are the 5 kinds of drivers?


    Types of professional driver
    • Bus driver.
    • Chauffeur.
    • Delivery (commerce)
    • Emergency medical technician (ambulance driver)
    • Motorman (tram/streetcar driver)
    • Pay driver.
    • Racing driver.
    • Taxicab driver.
    • #3 Collapse

      Re: Employment Rate : Key Driver that show economic growth &amp; prosperity for forex tra

      Assalamu alaikum I hope honge aur Market mein sahi kam kar rahe honge jaisa ki aap log jante Hain ki Forex hamare liye bahut hi achcha online business hai jismein ham log per study Karke kam karenge to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain market mein Koi bhi work hai usko Ham mukammal time den mukmmal usmein Ham study Karke kam Karen to Ham kamyab hote Hain kabhi bhi Ham without knowledge aur without experience ke ismein kamyab Nahin ho sakte kamyabi leni hai to uske liye hamen ismein study Karni hoti hai market ko jyada se jyada follow karna hota hai technical analysis aur fundamental analysis ko hamen ismein follow karke kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai yah hamare liye sabse achcha behtarin online business hai.

      trading news effect

      Market ko Ham jitna jyada follow karenge utani hai hamen ismein kamyabi milegi hamen spenuse ko dekhna hota hai market mein news ka bahut jyada effect hota hai jisko hamen samajhna important hota hai market mein jab news aati hai to hamen market ki news ki samajh Nahin lagti hai aur Market mein move tej ho jaati hai isko samajhte hamen kam karna hota hai daily hamen is mein technical agency for fundamental analysis ko follow karke kam karna hota hai market mein extra work nahin karna chahie to hamen kamyabi milati hai jyada se jyada market ko follow Karen isko samjhe aur uske bad ismein kam Karen to Ham kamyab ho sakte hain daily isko samajhna democrame work karna hamare liye important hai uske bad hi hamen ismein success milati hai

      Click image for larger version

Name:	images (52).png
Views:	1
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12453296

      Trading Explanation

      Hamen ismein extra work nahin karna hota hai kyunki Ham ismein agar Ham extra Bari karenge to hamen kamyabi Nahin milegi kamyabi leni hai to uske liye hamen mehnat Karni Hoti hai daily hamesha technical analysis ko follow karna hota hai aapko pata hai ki demo account hamari practis ke liye hota hai demo account mein Ham jitne mehnat karenge utani hi aasani se kr sakte hein koi bhi business hai usmein kamyab hone ke liye hamen mehnat Karni Hoti hai uske bad hi Ham success Le sakte hain aapko pata hai ki aajkal ke daur mein kuchh bhi Lena aasan Nahin hai Lekin ismein agar ham Sahi kam Karen mehnat Karen to Ham Ghar baithkar free mein earning hasil kar sakte hain bus hamen Karni Hoti hai isko samajhna hota hai business ke hisab se karna hota hai Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain

      Click image for larger version

Name:	images (51).png
Views:	16
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12453297
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Employment Rate : Key Driver that show economic growth &amp; prosperity for forex tra

        demo acconut aur live acconut

        dear traders demo aur live trading ke darmiyan mutadid nafsiati farq bohat se traders demo acconut per aasani se munafe kama sakte hain lekin live acconut per trading karte waqt haar jatay hain woh demo acconut aur asli acconut ke darmiyan karkardagi main farq se mayoos hain woh is farq ka pata laganay main nakaam rahay lehaza taajiron ko apni karkardagi ke farq ko jan-nay ki zaroorat hai

        demo trading ke baray main haqayiq

        ziyada tar tajir demo acconut per munafe kamate hain is faida ki kayi wajohaat ho sakti hain demo acconut per taajiron ko vrchoyi raqam millti hai is liye woh is raqam se nahi dartay inhen paisa khonay ka dabao nahi hai lehaza taajiron ko tijarat karne main ziyada waqt lag sakta hai jab woh munafe kamate hain to yeh unke sab se ziyada laat ke liye bohat ziyada ho jata hai demo acconut ke sath koi jazbaat shamil nahi hai tajir azadana tijarat kar sakte haintrading main koi ehsas achay tijarti nataij nahi laa sakte yeh demo acconut se faida uthany ki aik wajah ho sakti hai tajir demo acconut per kisi bhi khatray ko sambhaal sakte hain woh khatrah mol lainay se nahi dartay is liye woh abhi ziyada rissk le sakte hain hain aur bohat ziyada munafe kama sakte hain tajir apni khoyi hui tijarat ke baray min nahi sochte jab koi qeemat is ke khilaaf jati hai to tajir is nuqsaan se nahi dartay

        haqeeai tijarat ke baray main haqayiq

        tajir haqeeqi acconut se paisa kamanay se qassar hain jab woh haqeeai tijarat shuru karte hain to woh apni karkardagi ko haqeeqi tijarti acconut per naqal jar sakte hain is ki nakami ki kayi wajohaat hain haqeeqi tijarti acconut per tajir haqeeqi raqam ke sath tijarat karte hain is liye woh apne haqeeai paisay ke liy bohat ziyada dabao mehsoos karte hain woh apni asli raqam khona nahi chahtay is kasheedgi main woh achi terhan se tijarat nahi kar sakte hain aur paisa khonay lagtay hain jazbaat haqeeqi acconut ke liye aik soda hai tajir paisay khonay se dartay hain aur is wajah se achi tijarat nahi kar sakte aur is wajah se paisa kho dete hain


        Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	1
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12453304

        اب آن لائن

        Working...
        X