Assalam Walekum dear Forex member ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko daily ka hard work karna hota hai aur Market mein acche tarike se planning karna hoti hai agar aap market Mein planning ke bagair trading Karenge to aapko is market mein bahut jyada loss ho sakta hai aapko loss se bachne ke liye hard work karna chahie aur acche analysis ke sath trading Karni chahie jitne Jyada aapke anal Se strong Honge aap is market mein itna hi profit banaa sakte hain aapko Koshish Karna Hogi ki aap ismein mehnat Karen aur different important analysis per completely study Karen Jab aap is market Mein different factors per study karte hain to aapko bahut jyada advantages available Hote Hain market Mein Jab aap experience ke sath kam Karenge to aapko ismein fayda Hoga aapko chahie ki demo account per acchi Tarah practis Karen aur acche Message ke sath trading Karen main aaj aapse bahut important information share karungi jo aapki trading ko information provide Hogi to Mera topic hai cryptocurrency vs Paper Currency kia hai.
Definition of Cryptocurrency:
Dear forex member Cryptocurrency SC digital currency ko kaha Jata Hai Jisko computerised ya secure tarike se Mehfooz Kiya jata hai aur yah Ek khyali currency Hoti Hai Kyunki iska koi bhi shayari vajud Nahin hota hai cripto currency Mein Kyon Ke block chain method use Kiya Jata Hai Is vajah Se ismein do numberi aur Jali per takriban Mumkin hai criptocurrency Kisi bhi country ki taraf se shaya Nahin Ki Jaati Hai aur na hi yah Kisi government ki mudat hoti hai jo isko control kar sake cryptocurrency government control se bahar hone ki vajah se ismein government ki do numberi ke chances Namumkin Hai.
Explanation:
Dear forex member Cryptocurrency Ka Khyal 1985 mein pesh Kiya gaya tha aur iska bakayda aagaaj Bitcoin ki currency se 2009 mein hua Bitcoin is time Puri world mein na sirf cripto currency mein se balke Aam country currency mein bhi sabse powerful currency hai aajkal market Mein iski rate 11 000 dollar se upper hai Bitcoin ke alava criptocurrency mein Litecoin, Dogicoin, Bitcoincash,etc Shamil Hain digital currency bahut Sare countries mein kanuni hai aur Pakistan mein filhal Iske business per pabandi hai Pakistan mein Mani laundering aur terrorism financial ka Bada problem chal raha hai is vajah se Iske business per filhal pabandi hai.
Definition of Paper Currency:
Dear forex member Hard currency ya paper currency ka Aawas bahut purana aur purane time mein metal gold aur Chandi ke Sikke hard currency ke Taur per use hote hain modern currency ka aagaaj 1664 mein Sweden ke bank se pahle bakayda currency ka Aawas kiya tha Uske bad yah different marhil sy guzrata hua humary pas is shakal main aya hai.
Explanation:
Dear forex member Paper currency ko aamtaur per gold ki jamanat ke Taur per Jari Kiya Ja chuka hai aur is per mention hota hai ki yah government ki officials Bank ki taraf se Hamare liye ek jamanat Hai Puri world Mein Har EK country ka Apna note hota hai or is sy wo apny country main majood business k liye use karty hain. Is time paper ya bank note main sab sy strong currency kuwaiti dinner hai or saab sy weak currency irani rial hai.
Forex Trading Main Currency Ka Role:
Dear forex member Forex Trading main aj kal haar broker tareeban Dono type currency main trade karwaty hain. Hard currency k trading ka aghaz to 1973 main bretton wood agreement k dissolve dissolved hony py start ho gaya or crypto currency ka aghaz modern time main hi hua hai crypto currency abhi taraqi ky mahrahail sy guzar rahi hai forex trading asal kaam hi currency exchange ka karta hai or is main daily k lehaz sy taqreeban 5 trillion dollars ki investment ya transaction hoti hai crypto currency bhi ab is door main baraber ka hisa daar ban chuki hai.
Dear aajkal market mein aur online bahut sari currency aage hain Jo Hamen online hi use Karni Hoti Hai normal paper currency ko log use karte hain Magar aajkal detail currency available hai jo Ham online Kisi bhi website ke upar use kar sakte hain ya unko Ham purchase kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим