INTRODUCTION
KDJ indicator aik technical tool hey jo keh forex stock r option trading mein estamal hota hey takeh market mein anay wallay trend ke paishan goi ke ja sakay yeh teen lines K D and J lines par moshtamel hota hey takeh market mein anay wallay trend ke paishan goi ke ja sakay forex chart ka aalyss karnay mein har line line ka aik khas kerdar hta hey es kam karnay ka aik he rule hota hey jaisa keh teen moving average crossover laken KDJ trend kay reversal janay ke paishan goi ke ja sakte hey trend kay reversal janay mein paishgoi mein higher darustege ke ja sakte hey khordah trader trader es say profit laynay kay ley baray time frame trade mein estamal kar rahay hein
KDJ indicator ka estamal
KD or J teen lines hein jo keh forex trading mein trend kay reversal janay ko indicate karte hey yeh teeno lines mell kar KDJ indicator banatay hein..
performance K and D lines:
indicator ka estamal kartay hovay ap ko 70 or 30 ke levels par ofqi lines draw karni chihay kun keh es say ap ko over sold r overbught level ko draw karnay mein madad mellay ge
K&D lines 70 levels say opar jate hein to stock overbought halat mein hota hey dsree taraf ager K&D lines 30 level say nechay atay hein to stck oversold halat mein hota hey
purpose of J line
J line trend ke strength ka andaza laganay kay ley estamal kea jata hey forex chart par aik bare effective lehar bante hey to K&D line kay darmean mein divergence barah gay ga jes kay result kay tor par J line mein ezafa ho ga J line 100 ke level say bhe agay ja sakte hey yeh market ke movement par depend karte hey
KDJ indicator trading strategy:
trading strategy bohut say parameter par moshtamel hte hey ap lins ke aik simple cross over par amal kar kay trading say faida hasell kar saktay hein yeh sungom or monasab risk management par mobne hota hey money management kay rules ko follow kar kay trading kay imkanat mein madad karay ga
trading strategy ko increase karnay kay ley hum hamesha hum hamesha indicatr kay sath price action ko shamell karnay ke tajweez kartay hein kunkeh yeh aik simple indicator hota hey jo keh ap ko profitable result dekhata hey laken baiz time yeh bhut wrong signal paida karay ga or ap apna tamam profit kho saktay hein
buy signal
jab K D and J lines opar ke traf cross karte hein to buy ka signal teyar ho jata hey laken ap trade karnay kay ley buy ka emkan increase karnay kay chand sharait ko lago kar saktay hein buy setup ko darj zail shrait ka lago hona chihay
bullish cross over
bullish candle stick pattern
KD &J lines ko 30 say nechay hona chihay
sell signal
forex mein sell signal os wakt banta hey jab KD & J lines aik dosray ko cross karte hein to sell signal ready ho jata hey darj zail sharait ka pora hona zaroore hta hey
bearish crossover , bearish candle stick pattern crossover KD & J lines ko 70 say opar hona chihay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим