Short term trading in forex market....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short term trading in forex market....
    Assalamu Alaikum dear Forex friends ummid Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge aur for extreting market Mein achi working quality ke sath market share profit hasil kar rahi hongi for extreting Ek aisa business hota hai ki jismein jawab market Mein entry lete hain to usmein aapko bahut careful hokar apni working Karni Hoti Hai Kyunki is business mein aapki Chhoti si mistake aapko bade loss ki taraf lekar jaati Hai Aur agar aap Thode Se careful hokar apni kam ko karte hain to aapko market Se achcha profit bhi mil sakta hai dear friend Ham apni aaj ki post mein baat karenge short term trading ke bare mein.

    What is Short term trading?


    Dear forex Friends forex trading market mein jab aap short term trading ke mutabik apni working karte hain to ismein aap ko kam time ke liye apni trade open karte hain aur short term ki trading mein position ko mention karne mein ghanton ka ya ek din ke liye traders trade hold rakhte hain aur lekin aamtaur per 7 din se jyada Nahin ki jaati isliye iske result mein kam time mein jitna jyada profit hasil ho jata hai traders aur trading strategy ko apne liye advantage hasil kar sakte hain lekin risk ki vajah se yah trading Ek jyada khatarnak hoti hai isko trading Karne wale traders risk and reward ratio ko manage karte hue aur rules and regulations ko follow karte hue kam karte hain aur market se kam time mein achcha profit Lene ki Koshish karte Hain is surat mein achcha knowledge aur experience hi aapko market ko acchi tarike se analysis karne mein madad karta hai aur Is Tarah aap achcha fayda Le sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	1525420121-4973.jpg
Views:	1
Size:	132.2 کلوبائٹ
ID:	12593161

    Advantages of Short term trading:

    Dear friends short term training ka sabse jyada advantage hota hai ki ismein profit bahut kam time mein hasil ho jata hai aur jaise hi market open hoti hai aap apna order place Karke market se kam time mein achcha profit hasil kar sakte hain.
    Short term trading mein aap apne capital ko bhot kaam time mein increase kar sakte hain aur hasil hone wale profit per withdraw lagakar dobara Apne Bach jaane wale capital ke sath fek trading kar sakte hain.
    Short term ki training mein trader market ki muktsar mudit mein ups and down se fayda lete hain jiski vajah se kam time mein jyada fayda hasil kar lete hain yah Ek bahut best opportunity hoti hai ki market kitality ke mutabik action lekar usse fayda uthaya ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	33.gif
Views:	1
Size:	34.1 کلوبائٹ
ID:	12593162

    Disadvantages of Short term trading:

    Dear friends short term ki trading mein sabse bada disadvantages hota hai trader ko bahut jyada loss ka samna karna pad sakta hai kyunki market ki achanak change hone ki vajah se usko market ko analysis karne mein galti ho sakti hai jiski vajah se usko loss ka samna ho sakta hai.
    Short and trading mein sabse mushkil ko bahut jyada time market ko Dena hota hai aur Is Tarah aap apni technical analyse hi trader market mein price ki next moment ki production Karke apna order place karte hain lekin nakami ki surat mein loss hota hai aur Unka account bhi wash ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	short-term-trading-stocks_0.jpg
Views:	2
Size:	163.3 کلوبائٹ
ID:	12593160

    Conclusion:


    Dear jab aap forex trading Business mein kam karte Hain To Agar aap Kisi bhi time frame ke mutabik trading kar rahe hote hain sabse jaruri chij aapki analysis power ka strong hona hai aur aapke pass achcha knowledge aur experience hona chahie Kyunki trading short term ho ya long term ke liye aapke pass jitna achcha knowledge aur experience Hoga aapko usi ke mutabik market Mein working karne ka aur advantages hasil karne ka mauka milega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short term trading in forex market....

    What is Short Term Trading

    assalam o alikum dear member forex market main mukhtalif tareeko sa trading ki jati ha ham na yahan par zikar karna ha short term trading ka bary main to ye asi trading ha jis main ham thory se time main trade open kar ka market sa profit le kar side pa ho jaty han is ka ham market ko analysis bhe short time frame main karty han kuch log han jo ka long trading karty han kuch dhort karty han ye har trader apni strategy ka mutabik kam karty han mazeed ham short term trading ko samjhty han taky ap forex market main acha work karny ka kabil ho jaen.

    Short term Trade With Trend

    ap koi bhe trading akren long term karen ya short term trade karen is ka lye phely ap ko market ka trend find karna hota ha short term trend main ap reversal par bhe trade kar skty han lakin ap hamesha koshish karen ka trend ka sath he trade karen to acha ha is sa kaya hota ha ka market main loss ka chance bahut he kam reh jaty han to ye ap ka lye acha ho jata ha hamesha ap na trend ko folloe kar ka short term trade karni hai

    Analysis For Short Term Trading

    Forex amarket ko analysis keye bagir is main kam nhe kar skty han kun ka jab market ka bary main pata nhe hota ha to ham is main loss karty han short trading ka ham na market ko choty time frame par analysis karna hota ha jasy m5 ha m15 is ka elawa m30 ya pher h1 ye time frame best rehty han market ko short term analysis karny main to ap na inhen par work karna ha agar ap short trading krty han tow

    Strategy For Short Term Trading

    ye bohat he ahem topic ha ka ap na short term trading karny ka lye konse stratgey use karni ha to is main sab sa best scalping rehti ha jo short term main bahut he acha kam karti ha agar p ko scalping nhe ati ha to is ko seekh len is ka eawal ap range market main trade kar skty han ya pher voltaile market main bhe short term tading akr skty han ye woh method han jin ki madad sa ap short term trading kar skty hain
    Click image for larger version

Name:	images (65).jpeg
Views:	1
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12453062

    اب آن لائن

    Working...
    X