Williams Alligator indicator aik technical analysis tool hai jo keh smoothed moving averages ko use karta hai.Indicator aik smoothed average use karta hai, calculated hota hai aik simple moving average (SMA) sa start ka liay.
Yeh 3 moving averages ko use karta hai, set hotay hain five, eight, aur 13 periods per. Three moving averages comprise kartay hain Jaw, Teeth, aur Lips of Alligator.
Indicator applly karta hai convergence-divergence relationships trading signals ko build karnay ka liay, Jaw jo keh slowest turns banata hai aur Lips fastest turns banata hai.
Explanation:
Yeh 3 moving averages ko use karta hai, set hotay hain five, eight, aur 13 periods per. Three moving averages comprise kartay hain Jaw, Teeth, aur Lips of Alligator.
Indicator applly karta hai convergence-divergence relationships trading signals ko build karnay ka liay, Jaw jo keh slowest turns banata hai aur Lips fastest turns banata hai.
Explanation:
- Yeh aik aisa indicator hai jo keh market ko analysis karnay mein help out karta hai, yeh indicator 3 moving averages lines per mushtamil hota hai,
- jo keh 5, 8 aur 13 ka period per mushtamil hoti hain yeh indicator en moving average ko use kr ka convergence aurr divergence sa signal generate krta hai en 3 lines ko jaw, teeth aur lips kaha jata hai .
- Jaw aik blue colour ki line hoti hai jo keh 13 smooth average ki line hoti hai .
- Teeth aik red colour ki line hoti hai jo keh 8 periods ki moving averages per mushtamil hoti hai .
- Lips aik green colour ki line hoti hai jo keh 5 smooth averages per mushtamil hoti hai.
- En lines ka colour aur values aap apni marzi sa change bhi kar sakta hain.
- Yeh lines market ka trend ko indicate karti hain aur possible
- breakout aur rejection ka baary mein information deti hn inko use kar ka hum market mein achi entry lay saktay hain .
- Working of Alligator ?
- Alligator 5 ,8 aur 13 ki moving average ko mila ka convergence aur divergence ka through signal deta hai,
Es mein jaw sub sa slow turns leta hai jab ka lips sub say fast turn letay hain aur jb lips baki ki sab lines ko nechay ki taraf
cross krtay hain to yeh sell ka signal hota hai aur esay hi jab lips baki lines ko uper ki traf cross karta hai to yeh buy
ka signal hota hai .
Jb yeh lines aik dosry ka qareeb hoti hai.
To market mein trading volume bahut kam hota hai aur es time trade nahin ki jaati aur jab yeh lines aik dosra sa kafi door hon to yeh
aik strong trend ko indicate krti hain aur es time apko apni trades hold karni chahiay aur jab yeh lines converge hona start hoti hain,
ho jain to eska matlb hota hai keh trend weak hona wala hai to apko apni trade close kar deni chahiay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим