Dynamic momentum index aik technical indicator hota hay jo kisi pair ya commodity ki overbought or oversold state ko find karta hay, yeh indicator Tushar Chande aur Stanley Kroll nay develop kia, yeh Welles Wilder kay relative strength index kay identical hay laikin is main fixed periods ki bajay variable periods use kiay ja saktay hain, yeh indicator trader ko ranging aur trending market main trading signal hasil karnay main bhi help daita hay,
Main features of Dynamic Momentum Index indicator:
Dynamic Momentum Index main time periods ki variability ko prices main recent volatility hi control karti hay, is tarah prices jitni ziada volatile hon gi yeh indicator price changes par utna hi sensitive ho ga, yeh indicator quite aur slow market main ziada time periods ko use karta hay jab kay active market main time period thoray hotay hain, is main overbought ka yeh matlab hota hay kay yeh sell ki trade ko open karnay ka time hay aur same isi tarha oversold state ka matlab har bar yeh nahi hota kay yeh perfect time hai kay buy ki trade ko open kiya jay, jab market ki price fall karti hai to woh pair yeh commodity kafi time tak oversold state main hi rehtay hain, is time par dynamic momentum index oversold location say nikal to jata hay laikin iska yeh matlab bilkul nahi hota kay market ki price ab rise karnay wali hay, aisay hi uptrend main bhi ho sakta hay jab price is spot par long time rehti hay aur dynamic momentum index overbought state main out ho jata hay
Usefulness of dynamic momentum index in getting early trade signals:
Dynamic momentum index main number of period market ki volatility par depend kartay hain, jab is ka maximum time period thirty aur minimum three hota hay to yeh indicator us waqt ziada useful hota hay jab prices support aur resistance level par pohnch kar quickly move karti hain, jaisa kay yeh indicator ziada sensitive hota hay, is liay traders RSI ki nisbat is say early entry aur exit point hasil kar laitay hain, is ka aik main draw back yeh bhi hay kay yeh kafi false signals bhi generate karta hay, is main us waqt number of periods decrease ho jatay hain jab market ki volatility increase kar jati hay, jis ki bina par hum keh saktay hain kay agr is indicator ko RSI kay sath use kia jay to is main number of periods vary kartay rehtay hain,
Guidance of Over bought and oversold condition using Dynamic Momentum Index:
Dynamic Momentum Index indicator ki value jab 30 say below hoti hay to yeh particular pair ko oversold show karta hay aur jab iski value 70 say above hoti hay to yeh overbought situation ko zahir karta hay, jab prices oversold area say out move karti hain to yeh buy ka signal daita hay aur overbought area say out move karnay par yeh short sale signal faraham karta hay, long trades kay liay uptrend kay doran traders 30 say below fall honay kay baad dobara rise karnay ka wait karna chaiay aur isi tarah downtrend main short trade kay liay indicator ki value 70 say rise karnay kay baad dobara fall karnay ka wait karna chaiay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим