Leverage ;-
Dear forex user*Leverage basically aik credit facility hoti hai, jo broker hum ko provide kar raha hota hai. Is facility ki base per Ham minimum account balance per maximum trading continue kar saktay hain,
for example Agar hamara account balance market mein 100 units ko purchase karnay k liye enough hai, to is k against may be broker hum ko 1000 units purchase karnay ke liye leverage facility provide kar raha hay.
Kyun k Jab aap Forex trading market main completely profitable trading karna chahtay hain.to is mein aap ko hamesha different strategies ko apni trading main carefully focus karna hota hai. Otherwise app successful trading kabhi bhi nahin kar saktay hain.
Margen ;-
Dear Forex user*main Jab aap metatrader 4 ko open kartay hain, or is mein koi trade open karnay lagtay Hain. To ismein aap ko available free margin k options provide kiye ja rehay hotay hain, jo aap ko yeh indicate kar rahi hoti hai, k aap ke pass remaining balance itna hai, or aap is ki base per apni trading activities ko complete kar saktay hain.
Agar aap currently aik trade open kar rahe hain to us ke baad second trade open karnay ke liye aap ko hamesha free margin ko carefully focus karna hota hai. Jab aap free margin ki base per apni next trade ko open kartay Hain to us mein aap ko hmesha maximum advantages available ho saktay hain. Sath main yeh bhi share ker raha hoon keh jab takk is main clearity nahi ho gi aap in k interlink connection ko samajh nahi sakty hain.
Difference ;-
Dear forex members*available free margin totally aap ki leverage facility per depend kar raha hota hai, agar aap aik highest leverage facility avail kar rahe hain, to is mein aap ka minimum available margin bhi aapke liye boht zeyada important role play kar sakta hai or is main aap minimum account balance per bhi maximum trading kar saktay hain.
Lekin is ke against Agar aap ki leverage facility minimum hai, to aap hamesha minimum account balance per maximum selling or purchasing nahin kar saktay hain, is ke liye aap ko hamesha enough or extended capital ki zarurat hoti hai. Agar aap ka available free margin minimum hai, to sometime app koi trade open karnay ki position main nahin hote hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим