Bid price and ask price:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bid price and ask price:
    Bid price:
    Woh maximum price jo keh aik buyer willing ho kar pay karta hai jo keh kisi stock ka share ya security ka liay hoti hai.
    Ask price:
    Ask price us minimum price ko represent karti hai, jo keh seller same security ka liay willing hi kar pay karta hai.
    Click image for larger version

Name:	IMG-20211115-WA0000.jpg
Views:	5
Size:	41.6 کلوبائٹ
ID:	12592961
    Bid and ask spread:
    Jesa keh apko bid aur ask price ka difference ka oper btaya gya hai keh, jo bid aur ask price ka darmiyaan fark hota hai usko spread kehta hain. Spread matlab buying aur selling ka darmian jo farak aa rahs hota hai woh aapky broker ya trader ka profit hota hai. Forex market mein bhi baki markets ki tarah, jo broker aapko trading ki facility deta hai wo apna commission ya profit spread ke soorat mein hasil karta hai.
    Click image for larger version

Name:	IMG-20211115-WA0001.jpg
Views:	5
Size:	104.7 کلوبائٹ
ID:	12592962

    Explanation:
    • Jab forex market mein aap kaam kartay hain to apko Bid aur Ask ki terms ka pata chalta hai. Normally jab ap kisi shopkeeper sa koi cheez purchase karnay jaatay hain to woh aapko us cheez ki keemat btata hai aur woh addaa karka aap wo cheez khareedtay hain. Lakin agar wohi cheez aap os ko supply karain gy kay hamare cheez apni shop per sale karo to aap sa wo us rate par nahe khareeday ga jis rate par aap nay us sa khareedi the. Wo apny liey apnay profit ka margin rakh kar aap say wo cheez khareeeday ga. Yehi cheez bhi forex main laagu hoti hai kay jab aap kise currency ko khareedty hain to usski price aur aapko jo aap uss currency ko bechty hain uski price main farak hota hai. Ye dono prices kay farak ko ask aur bid price kaha jaata hai.Expert forex traders forex market main different trading tools aur techniques use kerty huey trade open aur continue kerty hain aur achi earning ker lety hain jabky new traders forex market main baghair kisi technique ky trades open kerty hain tou her trade main loss ho jata hai lekin kuch aesy lucky traders bhi hoty hain jo trade tou open ker lety hain lekin unko trade close kerny ka pata nehi hota aur jab tak woh kisi traders sy contact kerty hain tou unki trade main acha profit ho chuka hota hai lekin her trader aesa nehi hota maximum traders forex trading main sirf loss hi kerty hain jabky expert traders forex market main maximum trades profit main close kerty hain lekin experts traders ki bhi kuch trades loss main close hoti hain.
    • Click image for larger version

Name:	IMG-20211115-WA0002.jpg
Views:	5
Size:	95.7 کلوبائٹ
ID:	12592963
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bid price and ask price:

    The term "bid" refers to the highest price a buyer will pay to buy a specified number of shares of a stock at any given time. The term "ask" refers to the lowest price at which a seller will sell the stock. The bid price will almost always be lower than the ask or “offer,” price.
    Should I buy at bid or ask price?


    The Bid is the price that a buyer is willing to pay for the stock. This price is almost always lower than the Ask. The Ask is the price the seller is willing to sell the stock for. In a perfect world, we would be able to buy the stock at the Bid price, but that's rarely possible.
    What happens if bid price is higher than ask price?


    If the 'bid' level was equal to or higher than the 'ask' level, then shares of stock would sell until either there were no more offers to buy at that price, or no more offers to sell at that price. This is sometimes seen and reffered to as a crossed market, generally its an error and quotes and prices will adjust.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Bid price and ask price:

      INTRUDUCE TO BID PRICE***&&




      Asslamoalaikum dear members I hope you khariyat sy hoon gy Forex tradings marketing mein technically traders analysis of transfers shopkeepers sa koi cheez purchase karnay jaatay hain to woh aapko us cheez ki keemat btata hai aur woh addaa karka aap wo cheez khareedtay hain. Lakin agar wohi cheez aap os ko supply karain gy kay hamare cheez apni shop per sale karo to aap sa wo us rate par nahe khareeday ga jis rate par aap nay us sa khareedi the. Wo apny liey apnay profit ka margin rakh kar aap say wo cheez sell karty hen Yehi cheez bhi forex main laagu hoti hai kay jab aap kise currency ko khareedty hain to usski price aur aapko jo aap uss currency ko bechty hain uski price main farq par jata hay our Hamin comfortable mehsos hota Hai.




      DEFINED OF ASKED PRICE!!!





      Dear members forex trading Marketing main Expertise traders forex market main different trading tools aur techniques use kerty huey trade open aur continue kerty hain aur achi earning ker lety hain jabky new traders forex market main baghair kisi technique ky trades open kerty hain tou her trade main loss our kuch aesy lucky traders bhi hoty hain jo trade tou open ker lety hain lekin unko trade close kerny ka pata nehi hota aur jab tak woh kisi traders sy contact kerty hain tou unki trade main acha profit ho chuka hota hai lekin her trader aesa nehi hota maximum traders forex trading main sirf loss hi kerty hain or account wash ho jata hay.

      TRADINGS STRATEGY'S




      Dear friends Forex trading Marketing main jab working karty hen our bhi bhot ziyada dehan dety howy benifet hasil kar sakty hen bid aur ask price ka difference ka oper btaya gya hai jo bid aur ask price ka darmiyaan fark hota hai usko spread matlab buying aur selling ka darmian jo farak aa rahs hota hai woh aapky broker ya trader ka profit hota hai. Forex market mein bhi baki markets ki jo broker aapko trading ki facility deta hai wo apna commission ya profit spread ke soorat mein hasil karta hai our kisi kisam ka nuksan nahi hota Hai jis say ham kamiyabi hasil kar sakty hen.

      اب آن لائن

      Working...
      X