Introduction Of Pattern ;-
Forex trading main agr ham is pattern ki baat kren to is*Bearish*Kicking*pattern ko*kicking*down pattern bhi kaha jata hai.*Bearish*Kicking*pattern main two marubozu candles hoti hain jo keh boht big lines wli hoti hain.*Bearish*Kicking*pattern may marubozu candles ki formation is terha say hoti hai keh is may 1 candle white (green ya bullish) marubozu ho gi jab keh 2nd number per aanay wali candle*Bearish*ya phir black marubozu candle ho gi.
Bearish*Kicking*pattern main 1st white marubozu candle say doosri*bearish*(black) kafi gape per neechay side per banti hai, jis k bitween may gap lazmi hota hai.*Bearish*Kicking*pattern may trend ki direction ki position or us trend ki downward side per continuation k bare main information miti hai.
Bearish*Kicking*Pattern Helps ;-
Financial market main ya forex trading may jis time marubozu candles banti hain or is main Bearish*Kicking*pattern is baat ko show kar raha hota hai keh ab market ki trend downward ko ho gi, or agar pehly ki continue trend bullish chal rahi ho to woh trend reverse ho jaye ga.*Bearish*Kicking*pattern main traders ko Indication mil jati hai keh ab say trend jo upside per tha ab down trend ho jaye ga or ab mazeed uptrend ka yahan end ho jaye ga.
Forex trading main maximum traders patterns ko follow kartay hain or isi base par hi market ko analise bhi karty hain. Pattern market ki knowledge dety hain or trader is base par apni trades ko open karty hain. Jo traders pattern ko ignore kartay hain woh aksar kamyab nahi ho paaty. But pattern aksar aik forum say doosray pattern main transform ho jaty hain or trader fake signals main bhi involved ho jaty hain jis say un k account k wash hony k chances or bhi increase ho jaty hain. Is pattern main ham*bearish*kicking*ko further explain karen gay.
Bearish*kicking*pattern and its Formation ;-
Bearish*kicking*pattern 2*candlestick*par mabni hota hai is main 1st wali candle bullish hoti hai or 2nd candle*bearish*hoti hai jo market main down gap say open hoti hai. Is pattern main trend maximum matter karta hai or*bearish*kicking*pattern main market ka reversal pattern or continuation ko show karta hai. Is waja say yeh pattern itna reliable nahi hai or traders ko is main confirmation nahi hoti keh market kis taraf move ker jaey gi.
Or is k ilava forex trading main market main yeh pattern appear ho jaey to traders ko market may entery point ko find kanay main boht problem hoti hai. Aisy pattern boht kamm popular hoty hain is wajah say keh yeh reliable nahi hotay. Forex trading main bhot saary pattern hoty hain but achy pattern woh hi hoty hain jo boht reliable hotay hain.
Market Gap &*Bearish*Kicking*Pattern ;-
Market main 2nd wali*candlestick*gap say open hoti hai ager yeh gap fill ho jaey to trader ko buy ki trade open kar leni chahiye or agr yeh gap zeyada ho jaye to trader ko sell ki trade ko prefer karna chahiye. Jo trader yehi technique use karty hain woh profit hasil kar leny main kamyab ho sakty hain. Jo trader is strategy ko use nahi kartay hain woh unsuccessful hi rehtay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим