Market order
Market order
Forex trading market me khareedne (buy) ya bejne (sell) k amal ko market order kehte hen. Market me khareedari (buy) aik naye position ko shoro (start) karne ya porane position ko khatam karna ho sakti hai. Market order zarori nahi hai k ye mojoda (current) qeematon (prices) pe ho, q k qeematen pani ki tarah phesal (flow) kar rahi hoti hai. Ziada tar Market Maker app ko wo qeemat dekhate hen, jo order se pehle asol karna chahte hen, lekin asal me mosol hone wali qeemat us se mukhtalif hoti hai. Bohut ziata order (big order), slow, fast aur illiquid market app k order ko mutasir kar sakte hen Khareedari (buy) aggregate demand me izafa karti hai aur
qeematon (prices) ko barhane ki koshash karti hai,lekin agar ye thora sa ho to, sale of aggregate supply mi izafa karti hai aur qeematon me kami lati hai (ie sell k amal me ulat asar hota hai). Bid-Ask spreads forex me is ko mutasir karti hai.
Pending orders
Forex trading main pending orders do tarah se hote hen, aik ko limit orders kehte hen, jis ko mazeed do hison me taqseem kia gaya hai; buy limit and sell limit. Jab k dosre pending order ko stop orders kehte hen, jis me aik ko buy stop aur dosre ko sell stop kaha jata hai, jin ki tafseel darjazel hai
Order limit
A limit order aap k order par amal karne k leye aik makhsos qeemat batata hai. Ye aap k order ki duration bhi batata hai k ap ne order ko kitne waqat k leye jari rakhna hai. Agar to us makhsos waqat me qeemat ko cho kar leta hai to wo market order ban jata hai. Stop-limit order me aap aik makhsos position ko chun kar sakte hen, k jab us position pe qeemat pohunch jaye to open trade khud-bakhud ban ho jaye. Stop-limit order ka faida ye hai k aap ko wo qeemat mel jati hai jo app chahte hen,jab us qeemat tak order pohuch jata hai. Lekin je ka nuqsan ye hai k agar qeematen us level tak na pohunchi to app ki trade band nahi hogi aur chalti rahegi. Market ki fast fluctuations me stop-limit order ka faida aur nuqsan dono zaiyaa hot hen Market orders ka istemal normal market situation me karni chaheye, jab k limit orders ko bare orders, slow, fast aur kam rujhan wale market me istemal karne chaheye. Market limit- orders kisi events ya news ki waja se buri tarah mutasir hone ka hadsha hota hai, is waja se market orders k sath hamesha stop loss ka istemal zaror karen.
Market limit orders ko hamesha made-nazar rakhna zarori hai, q k market situation waqat k sath sath badalti rehti hai. Market limit orders ko dekhna traders ki ziamadari hoti hai brokers ki nahi.
Stop commands
Stop order aik terminology istemal ho rahi hai, jis ki madad se hum market me apne open order ko band karte hen. Trailing stop ki sahumat kuch brokers apne client ko dete hen, jis me traders apne order k stop loss ko market k order profit me jane se shift karte hen,is amal se traders ko lazmi apne orders se munafa melta hai,lekin us ka miqdar kam hota hai Automatic trailing stop aik bahtareen tool hai aik trader k leye, is se us ko munafay me rehne waki trade ko loss me nahi jana parta aur traders matket veriation k loss se mehfoz rehta hai.
Stop command mojoda market qeemat se bure qeemat hoti hai. Agar qeemat market price se letchay hai to sell k leye ye "sell stop order" hoga aur agar qeemat market price se oper hai to buy k leye ye "buy stop order" hoga. Limit order market k mojoda (current) qeemat se achi hoti hai. Agar qeemat mojoda market se uper hai to sell k leye ye "sell limit" hoga aur agar nechay hai to buy k leye ye "buy limit" hoga.
Forex trading market me new traders konlazmi stop loss ka istemal katna chaheye, jab traders ko market me bohut had tak experience hasil ho jaye to us k bad hi wo apne trades ko open rakhen aur loss ki sorat me demaghistop loss ka istemal karen. Baaz awqat traders metal stop ka istemal karte hen k market wapis profit me ayegi, lekin aisa buhut kam hota hai aur ya hota hi nahi hai.
Combined orders
Bohut they say orders bahmi tawar par makhsos nahi hai, lekin agar brokers ijazat deta hai to is ko yakja (combine) kia ja sakta hai. Aap markey me dono buy aur sell k orders ko bayak waqat laga sakte hen jab market bohhut kam band hood me trade kar raha ho. Jab us me se aik ko nikal deya jayega to dosre ko bhi cancel kardega.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим