Countinoution candlestick patterns per trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Countinoution candlestick patterns per trading.
    Dear traders Forex trading chart per la tadad kism ke trading pattern paye jaate hain in mein se kuch trading pattern jo hote hain woh trend reversal hote hain kuch pattern jo hote hain woh market ki volatility ko zaahir karte hain aur kuch trading pattern aise hote hain jo trend continuation ko ujagar karte hain aur is hi tarah say ub ham aik trading pattern ko discuss krian gay jis ko continuation trading pattern Kaha jata hai yah pattern Is tarah kay hote hain Jab yah develope hote hain trading chart per to existing trend ko continue Rahane ka Ishara milta hai aur trader ko yea confirm karne ka mauka Mil jata hai Ki existing trend continue hone wala hai jis ki vajah say is per trading entry na lee jaaye.

    Click image for larger version

Name:	images (40).jpeg
Views:	2
Size:	42.9 کلوبائٹ
ID:	12592857

    Briefing at Countinoution Candlestick Pattern.

    Dear traders continuation Pattern won pattern hoty hean jo hamen market price ki already continue trend main he rehna ka signal deti haain jeasy for example triangles flags, pennant aur rectangles kuch common continuation pattern ki examples hain countinoution pattern humian market price kay trend man continue kay bara man nahe batata hea aur pattern humian market price k trend man continue kay bara man nahe batata hea aur friends pattern humian market price k trend man continue kay bara man nahe batata hea aur dear traders aap ko btata chaloon kay Continuation trend bearish bi ho sakta hai Jab market lagatar downtrend ki taraf ja rahi hoti hai aur ismein correction aur retracement karne ke bad Bhi Apne trend ko Ho Ja Re rakhti hai aur apni movement downwards hi continue kar rahi hoti hai to is ko aap bearish continuation bhi kaise sakte hain agar aap police continuation patterns ko acchi tarah say analysis ke baad trading karian gay to aap ko bahut hi acche training result hasil ho sakte hain iske liye aapka experience hona chahie trading se related.

    Click image for larger version

Name:	images (53).png
Views:	4
Size:	14.1 کلوبائٹ
ID:	12592858

    Trading at Countinoution Patterns.


    Continuation patterns per trading karna kafi mushkil hota hai ba nisbat trend reversal trading pattern kay kyn kay yea candletick pattern aise candlestick pattern hote hain jo sirf export tradets hi tajzia kar kay ke use kar sakte hain aur inse acchi khasi earning hasil kar sakte hain dear traders continue market trend ko identify kerta han aur pher us continue market trend man Continuation Pattern ko identify kerta han aur phir breakouts ka wait kerta han aur breakout ki confirmation per apni buy ya phir sell ki trade open per sakty hean.

    Click image for larger version

Name:	images (41).jpeg
Views:	1
Size:	30.1 کلوبائٹ
ID:	12592859
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Countinoution candlestick patterns per trading.

    INTRODUCTION

    Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sab umeed hay ap sab tek hon gay aur aap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.yeh pattern*aur indicator humari trading main bht important role play karty hain.yeh humain profit delany main bht madad karty hain. Hum agr in ki learning nai krain gay aur in ko fazool samjyn gay to kbi bhi kamyabi humary kadam ni choomy gi aaj hum jis topic per bat krain gay wo hai continuation pattern par trading.Continuation candlestick pattern jo rozana ki bunyad par traders ki janib say istemal ki janay wali sab say maqbool hikmat amliyo main say aik ki bunyad banatay hain is bat ka ishara detay hain kay arzi gap khatam honay aur breakout ki tasdeeq honay kay bad maroja trend jari rehnay ka imkaan hai.continuation ki formation reversal pattern kay opposite hai.


    Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	5
Size:	28.5 کلوبائٹ
ID:	12452673


    UNDERSTANDING CONTINUATION PATTERN IN FOREX
    Two bearish candlestick kay darmiyan aik gap talash karin next candlestick previous candlestick say oncha kholna aur close hona chahye agar gap ko fill nai kiya jata hai to bears ne control bar qarar rakha hai.is ka mtlb hai kay mukhtasir position ko kholnay yah barhanay kay liye yeh acha waqt hai.
    Continuation pattern darmiyani trend kay hotay hain aur mukhtalif duration ki keemat kay amal main aik waqfa hotay hain jab yeh pattern hotay hain to yeh is bat ki nishan dahi kar sakta hai kay pattern mukamal honay kay bad trend dobara shuru honay ka imkaan hai.aik pattern ko mukamil samjha jata hai jab pattern ban jata hai (drawn kiya jaa sakta hai) aur pir is pattern ka thor jata hai mumkina tor par previous trend kay sath jari rehta hai.tick chart say lay kar daily yah weekly chart tak tamam time frames par continuation pattern dehkay ja saktay hain aam continuation kay patterns main triangles,flags,pennats aur rectangles hain.continuation pattern keemat kay amal ko kch logic fraham karaty hain.pattern ko jan kar aik trader aahm pattern say fayda othanay kay liye aik trading plan bana sakta hai.pattern trading kay mawaqay pesh kartay hain jo dusray tariqo ko istemal karaty huway nai dehkay jaa saktay hain.aur in pattern ko samajhna bhut hi zarori hai.in ko sai samajh kar hi hum acha profit hasil kar saktay hain.


    Click image for larger version

Name:	images (12).jpeg
Views:	9
Size:	43.9 کلوبائٹ
ID:	12452674

    اب آن لائن

    Working...
    X