Pin Bar Candlestick

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    aaroon indicator wo indicator hai jo market ka trend or pair ya commodity ki price ko find karny k lae use kiya jata hai es k sath sath ye trend ki strength ko b measure karny k lae use kiya jata hai. Ye indicator highs or lows k darmeyan ma time mahloom karta hai. So strong uptrend ki sorat ma ye new high ko show karta hai. Es k sath sath ye strong down trend ko new low sy share karta hai. Ye indicator signal deta hai jb es tarha hota hai or tb b signal deta hai jb es tarha ni hota. Ye indicator 2 lines par depend karta hai ik hoti ha aroon up line jo up trend ko find karny ma usw hoti hai or ik hoti hai aroon down line jo down trend ko measure karny k lae use hoti hai. Aroon indicator date k 25 periods ko use karta hai or ye batat hai k ketny period high or low thy en 25 periods ma sy. Jb aroon up aroon down sy uper hu to yw bullish behaviour show karta hai or jb aroon down aroon up sy uper hai to ye downward signal show karta hai. Jb both lines ma cross over hota hai to ye trend change ko show karta hai. Aroon up or aroon down lines 0 sy 100 k darmeyan ma chalti rehti hain. Jb enki value 100 k kareeb ho to eska matlab hota hai market ma strong trend hai but jb ye lines 0 k pas hoti hai to eska matlab hota hai market ma weak trend hai. Aroon up jetna low ho ga trend etna he weak ho ga. Importance of Aroon Indicators: Dear my friends Indicators bahut he zayada important hote hain q ke is main hamen acha tarah se hum is se faida hail kar sakte hain or marketmain analysis kar sakte hain jitna zayada hum is main sahe tarah se kam karte hain hum is amin se kuch na kuch kar he jate hain to is liye hamen cahiye ke hum is main mhenat kra karen jitna zayada hum is main mehnat kar jate hain to hum is main utna he success bhe hasil kar he jate hain to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main jo bhe kam kiya karen behtar tareeke se kiya karen is tarah se heto hum is main se ache earning hasil kar sakte hain bas ache earning tab he to ho ge jab hum ache indicators ka use karte howe is main hum kam karen ge to bas is main kam karte rahen jitna zayada ap is main mehnat karen ge success hasil karne ke liye ap is main utna he ache tarah se apko is ka profit or reward bhe milta he rahe ga to technically market ko samajhne ke koshish karen or is ke liye mehnat karen ap is main jitne bhe mehnat karte hain ap is main kamyab ho he jate hain or is kja apko faida bhe hota hae bas hamen bhe is main kabhe bhe himmat nhe harne cahiye hum is amin jitna dil se kam karte hain hamare liye faida wohe to hota hae to h to hum is main hum is main success ful ho sakte hain agar hum is main mehnt bhe zayada he karte hain to or is main ache tarah se analysis bhe karte hain. Uses of Aroon Indicators: Dear my siblings market main indicators ko kabi bhi ignore nahi karna cahey hamy moving avarage incadicator ko use karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy forex market mai moving avrage indicator ky ilawa RSI or CCA indicator ko use karna ho ga forex mai hamy soch samj kar kam karna ho ga hamy market mai indcators ko use karna ho ga hamy market mai indcator ko kabe be ignnore nah karna chayhey indicators bohat he zeada important hoty hain kuen k hum in se achi tarhan se faida bhi hasil ker sakty hain or market mein analysis bhi ker sakty hain hum jitna zeada is mein sahi tarhan se kaam keren gy tou hamen kaam kerny mein utni he asani ho gi is tarhan hum utny he successful ho saken gy humen chahiye k hum market mein achy indicators ka use keren aap is mein jitni mehnat keren gy us mein aap ko utna he faida hasil ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Pin Bar Candlestick Maliyati mandiyon ke takneeki tajzia mein istemaal honay walay candle stuck patteren ki aik makhsoos qisam ko pan baar kaha jata hai. usay himr candle stick ya Pin baar bhi kaha jata hai. jab kisi asasa ki qeemat ( jaisay stock, currency, ya commodity ) aik mehdood had mein tijarat karti hai is se pehlay ke achanak qeemat mein taizi se tabdeeli ka saamna ho, mom batii ke aik taraf aik makhsoos lambi batii ya saya chore kar, pan baar candle stick patteren banaya gaya hai . Pin baar candle stick mandarja zail hai : The body: Yeh candle stick ka aik chhota sa hissa hai jis ka aksar baqi candle se allag rang hota hai. yeh makhsoos time frame mein asasa ki ibtidayi aur ikhtitami qeematon ke darmiyan farq ko zahir karta hai . The Wick: Yeh mom batii ki phaily hui oopar ya neechay ki patli lakeer hai. yeh is makhsoos time frame ke liye asasa ki ziyada ya kam qeemat ki nishandahi karta hai . The Tail Or Shadow: yeh batii ka woh hissa hai jo mom batii ke jism se guzarta hai. yeh taweel ya mukhtasir ho sakta hai aur market ki janib se qeemat ki aik khaas satah ko mustard karne ki nishandahi karta hai . General information , , , Bearish PIN Bar ki aksar mom batii ke jism ke oopar lambi dam hoti hai, jab ke blush pan Baraz mein aam tor par candle ke jism ke neechay lambi dam hoti hai. khaas tor par agar yeh musalsal oopar ke rujhan ya neechay ke rujhan ke douran zahir hota hai, to tajir aksar pan baar ko is isharay ke tor par bayan karte hain ke rujhan ko tabdeel karna anay wala hai. kisi mumkina tijarti mauqa ki tasdeeq karne ke liye, jaisay kisi takneeki isharay ke sath, mazeed tools aur tehqeeq ka istemaal kya jana chahiye .

      اب آن لائن

      Working...
      X