Dear traders outside bar ka concept inside bar ki tarha he hai but ye pattern usk opposite hota hai aur dear traders outside bar trading strategy ek price action candlestick pattern hai forex market mein yah donon level per ho sakta hai hai bullish reversal mein bhi aur bearish reversal main bhi ho sakta hea aur aap ko btata chaloon kay kisi bhi pattern ki candle stick in candle sticks ko samjh kar trading karna bohat benefit de sakta hai.Friends is candlestick pattern ki formation ke bad aapko yah analyse karna chahie ki market bahut hi tezi sey revers trend Mein Ja sakti hai auragar same candle aesy time per creat hoti hai jab market main trend kisi aik direction main chal raha hota hai tou wahan per kisi bhi time jab outside bar candle creat hoti hai tou yeh trend reversal ki guarantee hoti hai.
Formation of Out Side Bar Candlestick Pattern.
Dear trader jaisa kay pahle bhi is baat ko discuss kiya ja chuka hai oopar wale pehray mein ke outside bar candlestick pattern bearish is bhi ho sakta hai aur bullish bhi ho sakta hai aur yea tub banta hea ya is kay bannay kay chances hoty hean jub market extreme bullish ya phir bearish trend mein ho lakin zyada ter out side bar ko ham bullish engulfing or bearish engulfing patterns k names sy bhi janty hain aur
friends aap ko btata chaloon kay Outside bar pattern two candlesticks pe mustamil hota hai aur friends outside bar kay high aur low is say pehle wali bar ko over shadow karty hain aur outside bar ki sorat ma ham two say five pips pechli candle kay low point sy sell stop ka order place karty hain is liye is per trading karny kay liye aap ko dhehan rakhna ho ga kay agr buy ka order hai to trailing stop loss ko low ka pehcy set kiya ja sakta hai agr sell ki trade hai to trailing stop loss ko previous candlestick kay high point par set kar sakty hain.
Trading at Out Side Bar Candlestick Pattern.
Outside bar candlestick pattern per trading karne ke liye trader ko Intezar Karna chahie ki jubb extreme up trend ho ya extreme down trend ho market mein to use Waqt is pattern ko talash karne ki koshish kar ke is per trading kay
karni chahie kyn kay yea candlestick pattern zyada dikhai nahin deta is liye aap ko is per zyada focus karna chahye aur daikhna chahye kay market ky uptrend ko expect kerty huey buy main bari lot use ker ky trade open ker leni chahiay ky aaesy time per ham bahot acha profit bana sakty hain ky downtrend main market ki last bearish candle ky bahd next bullish candle jo size main bhi bari ho aur bullish bhi ho aur friends aap ko btata chaloon kay Candlestick mein ek single candle aapko complete information de sakti hai aur aap usko study Karke apni required information le sakte ho.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим