Buy Limit, Sell Limit, Buy Stop, Sell Stop
Ye sab pending orders hay en ko kaisay use karna hay hay main apko inshAllah detail kay sath guide karta hun
Pending order kay bohat faiday hoty hay agar hum online nahi hay to market nay aik point par touch kar kay reverse kar jana hay to wahan par hum pending order use karty hay ta keh humara order khud he open ho jaye.
Ye wo order hain jab ap market mei majood na b hon ap ye orders pending laga saktay hain misaal k tor pe ap eurousd ki price 1.1700 chal rai ha ap chahtay hain 1.1680 pe buy krna chahta hoon tou ap new order k pending order mei ja kr buy limit at price mei 1.1680 likh kar order modify pe click kro gay order ap ka place hojay gay
ussi tarah jab sell limit lagao gay price 1.1700 chal rahi aur ap 1.1720 pey sell lagana chahtay ho ap pending order mey jaa kr 1.1720 at price mei likho gay aur order modify karogay order set hojay ga.
Buy Limit:
Ye pending order tab use kea jata hay jab market nay nehy ana hota hay aur humary analysis kay mutabiq ye aik point par nechy aye ge then hum nechy say buy ka order lain gay aur tp market main up trend ka ho ga maslan EURUSD ki current price 1.1660 hay aur humary analysis kay mutabiq esnay 1.1650 ko touch karna hay then up jaye ki market to humay pending order jo keh buy limit hay usko place karna hay aur uski price set karni hay 1.1650 jab he market es price ko touch kary gi to ye order forn automatically open ho jaye ga
Sell Limit: Ye order tab use kea jata hay jab market ki price nay up ja kar down ana hota hay to hum es order ko use karty hay maslan EURUSD ki current price hay 1.1660 ab es nay 1.1670 par ja kar nechy ana hay humary analysis kay mutabiq then hum pending order sell limit ka select karen gay aur price set karen gay 1.1670 jab market us price ko touch kary gi then humara sell ka order open ho jaye ga.
Buy Stop:
Es order ko hum tab use karty hay jab market price ranging main hoti hay aur up side par market price ka brake out hona hota hay to hum current price malsan EURUSD ki 1.1660 hay to agar ye 1.1670 ko touch kary gi then ye up trend main move kary gi humaray analysis kay mutabiq to humay buy stop order ko select kar kay pending order place karna hota hay aur eski price 1.1670 set karni hoti hay jab market ki current price esko touch kary gi humara order open ho jaye ga.
Sell Stop:
Ye order bhi tak use kea jata hay ziada tar jab market ranging main hoti hay aur humary analysis kay mutabiq agar market nay aik khaas price ko touch kea then ye sell trend main jey gi to humay sell limit pending order place karna hota hay maslan agar market ki current price 1.1660 hay aur agar market ki price 1.1650 par ai then ye mazeed down jaye gi humary analysis kay mutabiq to humay pending order sell limit 1.1650 price par set kar kay place kar daina chahiye jab market us level tak aye gi then humara order active ho jaye ga
Mainy Detail say samjhany ki koshish ki hay agar pher bhi kisi friend ko samjh nahi ai to muj say rabta kar skta hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим