Bullish Harami Pattern
Dear Friends! mein aapko mujhe batana Chahta Hun Ki Jab ki forex market Mein Ham Jab koi bhi chart pattern dekhte hain ya FIR Ham ismein candlestick pattern dekhte hain to Uske bare mein hamare pass poppet knowledge or experience Ka Hona Jaruri Hota Hai Jab tak hamare pass proper knowledge Nahin Hoga chart pattern ya FIR candlestick pattern ke bare mein To Ham ismein kabhi bhi acche profit Hasil nahin kar sakte bullish Harami pattern ke bare mein main aapko Kuchh chijen batana chahta hun.
Jab market long time sy continue down trend main movement ker rehi ho tou same Trend main jab market main aesi bearish candle creat ho ky usky bahd next bullish candle kuch gap ky sath uptrend main open ho aur isterha sy close ho ky bearish candle ka yeh fourth part tak ho lekin jahan per bearish candle close hui ho us sy kuch upside gap ky sath yeh bullish candle creat ho tou aesy pattern ko bullish harami pattern ka name dia gia hai tou jab aesa pattern complete hota hai tou wahan sy hamain buy main trade open ker leni chahiay ky aesy time per buy main trade open kerny sy hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai.
Downtrend:
Dear ya pattern sirf aur sirf support per banta hai aur Market Jab Bhi ek strong downtrend Mein Hogi to use Surat mein support per Ek pattern banta hai jisse Ham bullish Harami Baton ka naam Dete Hain aur Market Yahan Se Apna reversal Leti Hai ismein aapke pass do candles Banti Hai first candle aapke pass ismein bearish candle banti hai vah second aapke pass bullish candle banti hai lekin bullish candle bearish candle se Chhoti hoti hai yah candle bearish candle ke 50% Tak honi chahie Agar isase kam Honge to Aapka confirm bullish Harami candle stick pattern Nahin Hoga isliye aapko chahie ki aap 50% candle per follow Karen.
Bearish and bullish candle:
Dear yah Ek Aisa pattern hota hai jismein Sabse pahle aapke pass beerus candle hoti hai lekin bearish candle ke bad aapke pass usmein second candle bullish candle banti hai jo ke Bera scandal ke 50% Tak hoti hai agar 50% Se Jyada Hogi to vah aapke pass bullish Harami pattern Nahin hoga dear aap ismein third candle per entry Le sakte hain agar aap ismein dekhte hain ki market uptrend Mein start ho gai hai to aap apni trade Laga sakte hain lekin aap aap Agar bullish candle 50% retrace Mein Khile to vahan se entry len Agar retracement Na karen to aap isase 2pips Upar entry Le sakte hain.
Get profit:
Dear aap ismein apna take profit next resistance Tak Rakh sakte hain market mein aap Jab analysis karte hain to aapko is strong sport ke bad Jab 1 net resistance uptrend Mein Najar Aaegi to aapas Mein Apna take profit Laga sakte hain. Isliye Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko market Mein different patterns ko properly learn karna hota hai aur learning ke bad unko Apne experience ka hissa banana hota hai aur isliye Baat aapane unko practically apni trading per apply karna hota hai Jiske bad aapko bahut hi perfect results Milte Hain aur aap ke liye vah patent profit ka source Ban sakta hai.
Stop Loss:
Dear aap ismein apnon stop loss Jab Ek ek bullish candle banti hai jo ke first bullish candle Hoti Hai bearish candle ke bad aap usse Neeche apnon stop loss Laga sakte hain dear agar aap is patton ki confirmation Chahte Hain To aapko donon candles ki support ek hi Jagah per honi chahie Agar Niche Se barabar Nahin Hogi to aap ismein entry na.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим