Importance Of Indicator In Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance Of Indicator In Forex
    Forex mein indicator ka istemal kafi ahmiyat rakhta hai forex mein indicator ka matlab hota hai ke kisi technical analysis ka istemal kar ke trend, entry aur exit points ka pata lagana, ye traders ke liye kaafi useful hota hai kyu ki is se unko market movements ka andaza lagta hai aur unko trading decisions lene mein madad milti hai, Indicator ka istemal kar ke traders price charts ke patterns aur price trends ko analyze karte hain, ye analysis unko pata lagane mein madad karta hai ke market ke trend ki taraf movement ho raha hai ya nahi, agar market ki taraf movement ho raha hai to ye traders ko signals provide karta hai ke wo long position le sakte hain, agar market ki taraf movement na ho to ye traders ko signals provide karta hai ke wo short position le sakte hain.



    Kuch traders sirf ek hi indicator ka istemal karte hain, jab ke kuch traders multiple indicators ka istemal karte hain har ek indicator ke apne benefits aur limitations hote hain Indicator ka selection traders ki trading style aur preferences par depend karta hai., Indicators ke bohot sare types hote hain, jaise trend following indicators, momentum indicators, volatility indicators, volume indicators, oscillators, moving averages aur bohot sare aur in sab indicators ko traders apni trading strategies ke liye customize kar sakte hain.




    Trend following indicators:
    Trend following indicators market ke trend ko identify karne mein help karte hain agar market uptrend mein hai to ye traders ko signals provide karte hain ke wo long position le sakte hain aur agar market downtrend mein hai to ye traders ko signals provide karte hain ke wo short position le sakte hain.

    Momentum indicators:
    Momentum indicators market ki speed ko measure karte hain ye traders ko pata lagane mein madad karte hain ke market ki movement speed kis taraf ja rahi hai agar market ki movement speed tezi se barh rahi hai to ye traders ko signals provide karte hain ke wo long position le sakte hain aur agar market ki movement speed kam ho rahi hai to ye traders ko signals provide karte hain ke wo short position le sakte hain.


    Volatility indicators:
    Volatility indicators market ki movement ke fluctuations ko measure karte hain. Ye traders ko pata lagane mein madad karte hain ke market mein kitni movement ho sakti hai aur is ke basis par traders apni trading strategy tayyar karte hain, volume indicators market mein volume ko measure karte hain ye traders ko pata lagane mein madad karte hain ke market mein kitni activity ho rahi hai aur is ke basis par traders apni trading strategy tayar karte hain.

    Oscillators indicators:
    Oscillators overbought aur oversold levels ko identify karne mein help karte hain agar koi currency pair overbought level par hai to ye traders ko signals provide karte hain ke wo short position le sakte hain aur agar currency pair oversold level par hai to ye traders ko signals provide karte hain ke wo long position le sakte hain.

    Moving averages:
    Moving averages market ki trend ko measure karne mein help karte hain ye traders ko pata lagane mein madad karte hain ke market ki trend ki direction kya hai aur is ke basis par traders apni trading strategy tayar karte hain, moving Average currency pair ke price ke trends ko track karne mein help karta hai iska calculation past price data ko use karta hai aur iske result ke basis par future price movements predict kiye ja sakte hain, moving average ka basic concept hai ki agar aap past price data ko average karoge to uss se aapko trend ka pata chal sakta hai Is indicator mein, aap price ke n number of periods ka average calculate kar sakte hain moving average ka timeframe aap apne trading style ke hisab se customize kar sakte hain,aap chahe to daily, weekly, monthly ya kisi aur timeframe ke hisab se moving average ka istemal kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    جواب: Importance Of Indicator In Forex

    اشارے اہم ٹولز ہیں جو فاریکس ٹریڈرز مارکیٹ کے رجحانات کا تجزیہ کرنے اور باخبر تجارتی فیصلے کرنے کے لیے استعمال کرتے ہیں۔ وہ قیمت کی نقل و حرکت، مارکیٹ کی رفتار، اور مستقبل کی ممکنہ قیمت کی سمتوں کے بارے میں قیمتی بصیرت فراہم کرتے ہیں۔ اشارے استعمال کر کے، تاجر اپنی تجارت کے لیے ممکنہ داخلے اور خارجی راستوں کی شناخت کر سکتے ہیں، خطرے کا انتظام کر سکتے ہیں، اور اپنی تجارتی حکمت عملیوں کو بہتر بنا سکتے ہیں۔ بالآخر، اشارے کے استعمال سے فاریکس تاجروں کو زیادہ منافع بخش تجارت کرنے اور ان کی مجموعی تجارتی کارکردگی کو بہتر بنانے میں مدد مل سکتی ہے۔
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Importance Of Indicator In Forex

      what is indicator
      indicator ko use karna thora say difficult hay lakin use karna bohut hi important hy jb ap trading karty hain to ap janty hain kay ap ek best movement ka wait for karty hain market ko bar bar watch karty hain to dear members apko chhaiy kay sab say phly ap market kay bary me knowledge gain kren jab bhi ap market me entry lety hain to sab say phly ap ko chahiy kay indicator ka use karen kew kay yahan say ap advance trade kay bary me knowledge hasil karty hain trade leny kay liay sab say important hy main points ko dekhna guide karna and struggle work karna dear members apko chahiy kays ab say phly ap tamam indicators ko samjhen aor yaha say best work kren.

      indicator momentum
      momentum market me indicator ki movement ko judge krta hy and market kay bary me bhi guide deta hy market ki movement ko jab ap dekhty hain to apki trade hamesha shorty term ki hoti hay isi laiy movement ko dekh kar agar ap trade karty hain to ap asani ka sath success hojaty hain dear memebrs apko chahiy kay sab sy phly markety ko samjhen ans soch samjh kay trade kren ap asnai kay sath zyada say zyada earning kr lengy.
      Click image for larger version

Name:	EURUSD-H4-Stochastic-1024x398.jpg
Views:	3
Size:	77.7 کلوبائٹ
ID:	12452143
      trading with indicator

      trading karna to asan hy lakinb agar ap indicator ko use kar kay trading karty hain to uska yh faida hy ay apki trde asnai ky sath hit hogi agar ap trading ko dekh kay yahan say soch samjh kay work krty hain to apa sani ky sath successful hojaty hain isi liay apko chahiy kay trade kko hamesha best indicator say kren jab bhi ap kuch pivot pointys dekhty hain yani kay ap khty hain is point par hum trade krn dear members apko chahiy kay yahan par asab say phly main indicator ko dekhen and soch samjh kay trade karen and secue trade karen
      Click image for larger version

Name:	stochastic-oscillator-indicator.png
Views:	1
Size:	27.8 کلوبائٹ
ID:	12452144

      اب آن لائن

      Working...
      X