WHAT IS (PVI) positive volume index in forex?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    WHAT IS (PVI) positive volume index in forex?
    INTRODUCTION

    Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sab umeed hay ap sab tek hon gay aur aap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.yeh pattern*aur indicator humari trading main bht important role play karty hain.yeh humain profit delany main bht madad karty hain. Hum agr in ki learning nai krain gay aur in ko fazool samjyn gay to kbi bhi kamyabi humary kadam ni choomy gi aaj hum jis topic per bat krain gay wo hai positive volume index (PVI).positive volume index aik aysa indicator hai jo technical analysis main istemal hota hai jo trading volume main positive izafay ki bunyad par keemato main tabdeeli kay liye signals farham karta hai PVI trend ki power ka andaza lganay aur keemat kay reversal ki mumkina tor par tasdeeq krnay main madad karta hai aur isay maqbool market indexes kay liye shumar kiya ja sakta hai aur sath hi infradi securitise main naqal o harkat ka tajziya karnay kay liye bhi istemal kiya jaa sakta hai.


    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	3
Size:	36.0 کلوبائٹ
ID:	12592330


    UNDERSTANDING POSITIVE VOLUME INDEX TRADING (PVI) IN FOREX

    (NVI) ki pehrwi aam tor par negative volume index (PVI) posituve volume index kay hissab kay sath ki jati hai wo aik sath keemat jama karnay walay volume kay isharay kay tor par janay jatay hain.1930 ki dehai main paul dysart ne 1st time NVI aur PVI market breadth kay isharay jasay kay advance decline line ka PVI aur NVI indicators ne 1976 main istemal kartay huway tiyar kiya tha.is indicator ne aik kitaab main shumiliyat kay bad maqboliyat hasil ki jis ka name hai stock market logic bazariya norman foss hake jis ne apni application ko infradi securitise tak barahaya foss back ki tehqeeq jis main 1941 say 1975 kay arsay ka ihata kiya geya tha ne tajweez kiya kay jab PVI apni aik saal kay average say kam ho to bear ki market ka 67% imkan hota hai.agar PVI aik ki average say ziyada hai to bear ki market ka imkaan 2 say 21% tak gir jata hai.aam tor par trader volume kay lehaz say market kay trend ko samjnay kay liye PVI aur NVI dono isharay dehkain gay jab volume barh raha ho to PVI ziyada gahir mustaqim ho ga aur jab volume kam ho raha ho to NVI ziyada gahir mustaqim ho ga.


    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	1
Size:	18.9 کلوبائٹ
ID:	12592331
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    جواب: WHAT IS (PVI) positive volume index in forex?

    Introduction :-
    Click image for larger version

Name:	Positive-Volume-Index-Indicator_pre0.png
Views:	1
Size:	33.4 کلوبائٹ
ID:	12452155
    indicator trader ki market main bhot help karty hain. Wo trader k lae assistant ka kirdar ada karty hain. Wo trader ko sari information ik page par show kar dety hain jis ko use kar k trader ko help melti hai k wo kesy trade open kary kis point par trade ko close kary or stop loss or take profit ko kaha par set kary. Indicator trader ko bhot sari information ki help sy kuch trades suggest karty hain wo trader k lae trades ko open ni karty. Es tarha ham ye b keh sakty hain k analysis ka sara kam trader k lae indicator karta hai or es ki base par trader ko serf trading karna hoti hai. Yani indicator trader ka kam easy bana dety hain. Jis sy trader bhot sari problems sy bach jata hai.

    Positive volume index strategy:-
    Click image for larger version

Name:	positive-volume-index.png
Views:	2
Size:	48.0 کلوبائٹ
ID:	12452154
    Es strategy ma ham market k volume ko use karty hain. Market k current session k volume ko previous sessiom k volume k sath compare karty hain or es base hamy information melti hai es ko ham trade k lae use karty hain.

    Best Point for take entry:-

    Is k ilawa is indicator ki madad se hun Forex trading ki market ke liye aek accha signal Le sakte hain aur in signals ko follow kar ke market Mein aEk achi entry Le sakty hain Kyun ki Forex trading ki market Mein Hamein Ussi Waqt enter Hona zyada acha rahy ga Jab hamary pass bohat zyada Acha entry point available hoga aur yeh indicator Hamein market ky Trend ky bary mein aek acchi indication provide karta rehta hai aur Market ki positive value Hamein chart per indicate karta rehta hai.

    Planning or strategy se trading:-

    hamein at a time aik he strategy se kaam lena chahiye aek dffa ham ne aik strategy ko fix kr diya tou humen poori tade tak usi ko follow krna ho ga us mein changing ka mtlb hai k humen nuqsan uthana pary ga kuen k hum ne poori trade ka sik set up us strategy k according kiya hota hai hamen chahiye k agar hum forex k forum par kmayab hona chhaty hain or aik acha profit hasil hasil krna chhaty hain tou hamen is forum par aik achi planning or strategy ko adopt kr he kaam krna chahiye kuen k aik insan us waqt behtr kaam kr sakta hai jab us k samny aik poori planning or set up pata ho k kaam kesy krna hai.
    Click image for larger version

Name:	Positive-Volume-Index-Indicator_pre1.png
Views:	1
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12452153
    Working of positive volume index strategy:-

    Agr current session ka volume previous session k volume sy increase kar jae to trader ko buy ki trade open karni chahe kiu k market ki prices increase ho rahi hoti hai. Ese tarha current session ka volume agr previous session sy decrease kar jaye to eska matlab hota hai k trader ko sell ki trade open karni chahe or market ma prices ma decrease predict kiya ja sakta hai. Ek or b situation ho sakti hai or wo ye k agr forex market ma previous session ka volume current session k equal ho to eska ye matlab hota hai k market side movement ma hai. Or es point par trader ko apni trades ko hold kar lena chahe.
    Click image for larger version

Name:	PVI-Chart-Example-2.png
Views:	1
Size:	56.7 کلوبائٹ
ID:	12452152

    اب آن لائن

    Working...
    X