What Is Tweezers Bottom And Tweezers Top?
Forex trading market man candlestick chart patterns aapko diagram ke through tweezer top and bottom understand karne mein aapki help karta hun. Jab continue bearish candles banna shuru ho jaati hain air koi bhi candle bullish last candle ko cross kr ky close na ho to is ko tweezer bearish reversal trend kaha ja skta hai. Aisy he agr koi bhi three ye four candles continue bullish bn jain aor koi bhi candle bewrish camdle ko break kr ky below close na ho to us ko top tweezer oattern kaha ja skta hai jo bullish trend ki prediction deta hai aor ap intra day ma bullish trade open kr skty hai.

Tweezers Top Candlestick:
Tweezers bottom candlestick patteren aik trend reversal pattern hai, jo k two days candles par mushtamil hota hai. Ye pattern aam tor par bohat se traders ke zareya istemaal kya jata hai, kyunkay usay kisi bhi chart mein talaash karna aasaan hai aur usay nazar anay ke liye bohat se indicators ki zaroorat nahi hai. Agarchay tweezers bottom candlestick patteren ka tasawur bohat seedha hai, lekin is mein bohat se dosray tareeqon se istemaal honay ki salahiyat bhi hai. Ye pattern aik trend ke ulat jane ka ishara karta hai.Jub market apni top positions per jati hai or us k baad woh aik aisi candlestick banati hai jahan per last candlestick close hoi thi same usi jaga say next candlestick bearish trend ki banti hai to us point ko aap tweezer top keh letay hain. Last bullish closing candlestick or next bearish candlestick ka point or shadows same point hi hona chehiye.

Tweezers Bottom Candlestick:
Tweezers bottom candlestick pattern ki pehli candle bearish hoti hai, jo k bearish trend ki tarjumani karti hai, jab k pattern ki dosri candle bullish hoti hai. Ye bullish candle pehli candle k bottom ya low point k sath same low banati hai, jo k close upward side par hoti hai. Ye pattern aik tweezers ki tarah dekhne ki waja se iss ka naam bhi yahi hai, jo k same hight aur real body ki waja se aik trend reversal pattern hai. jab market apni low positions per reach kerti hai or us k baad aik aisi candlestick banati hai jahan per last candlestick close hoi thi same ussi jaga say next candlestick bullish trend ki banti hai to us point ko apa tweezer Bottom kehtay hain. Last bearish closing candlestick or next bullish candlestick ka point or shadows same point hona chahiye. Is ko tweezer Bottom kaha jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим