Hammar candlestick pattren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hammar candlestick pattren
    trading with hammer candle stick pattern

    What is Hammer Candle stick..,?

    hammer*candle*stick*pattern me*candle*ki choti si bady ban jati hai jo k doji*candle*stick*pattern se mukhtalif hoti hai.*Hammer*candle*stick*pattern me*candle*ka jo saya banta hai aik to wo downward hota hai aur dosra ye saya*candle*ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is*candle*stick*pattern ko*hammer*candle*stick*pattern kaha jata hai.*Hammer*candle*stick*pattern me*candle*ki body market ki opening aur closing point ko represent karti hai,

    jab k*candle*stick*ka saya market ki price high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai.*Hammer*candle*stick*aksar bearish movement pe banti hai jis me market me koi price aik khas waqat k leye bohut hi ziada down to chali jati hai lekin buyers ki pressure ki waja se wo price wapis uper position pe a jati hai. Lekin pher bhi*candle*ki aik small body nechahy side pe ban jati hai.*Hammer*candle*stick*pattern me market price ki down side pe rejection ko zahir karti hai jis se market us position se wapis a jati hai.

    Interpretation of*hammer*candlestick :-

    Dear agar aap*hammer*candlestick ko properly identify kar lete hain to Iske bad aapko market Mein Ek conformational candlestick milati hai jo aapko market ki next movement se related apni important information provide kar rahi hoti hai dear agar aap market Mein completely successful trading karna chahte hain To Aisi situation main aapko market Mein*hammer*candlestick ki proper interpretation karna Hogi aur uske sath sath aapko conformational candlestick ka bhi Intezar Karna Hoga otherwise aapke liye Forex trading Mein completely successful Hona difficult ho sakta hai.



    dear agar aap apne technical analysis ko perfect banana Chahte Hain to ismein*hammer*candlestick aapke liye bahut hi important platform ho sakta hai aur aapke analysis ko complete karne mein aapke liye bahut hi best indication provide kar raha hota hai isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap apne technical analysis ko study Karte Hain To usmein aap market Mein available different important candlesticks ko completely study Karen aur unko apni trading per reply karne ke liye consistently hardworking Karen aap apni analysis demo Kaun per complete kar sakte hain aur Iske bad of real account per isko apply kar sakte hain.

    Benifits of*hammer*candle*stick:-

    Forex trading me*hammer*candle*stick*us waqat banta hai jab market me selling pressure waqti tawar pe a jata aur us k bad market ki reversal ho jati hai aur*candle*ki close hone pe market ki*candle*stick*hammer*patterns ka van jata hai.*Hammer*candle*stick*pattern banne se market me buyer zyada active ho jate hen, aur traders ko market ki reversal ka ishara mel jata hai. Jis se traders market me stocks ko sbuy karte hen.

    Forex trading me hamamer*candle*pattern ka ye faida hai k is se hamen aik strong qisam ki market ki reversal ka ishara mel jata hai aur yahan se market pher uptrend chalna shoro karta hai. Hamen lazmi tawar par*hammer*candle*stick*banne k bad market me buy ka trade open karna chaheye.

    Drawback of*Hammer*candle*stick*pattern:-

    Hammer*candel*stick*pattern ki drawback ki agar baat karen to ye hai k financial market me koi bhi pattern 100% sahi kaam ka nahi jeh sakta hai, q k sare chart pattern ya*candle*stick*pattern market me traders ki banaye howe hen, is waja se market me*hammer*candle*stick*pe bhi bharosa nahi kia ja sakta.
    Kher bharosa to hum kisi bhi chart pattern pe nahi kar sakte hen lekin market me*hammer*candle*stick*pattern ka stop loss bohut zyada fasle pe banta hai jo is ka bohut bara drawback ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hammar candlestick pattren

    Hammer Candlestick Pattern

    Dear Friends! Forex trading me candlesticks chart pattern us waqat banta hai jab bhi market me koi price kisi nuqta aghaz k muqable me kam ho jaye lekin apne opening point se kuch fasle pe band ho jaye, hammer candlestick pattern me candle ki choti si bady ban jati hai jo k doji candlestick pattern se mukhtalif hoti hai. Hammer candlestick pattern me candle ka jo saya banta hai aik to wo downward hota hai aur dosra ye saya candle ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candlestick pattern ko hammer candlestick pattern kaha jata hai. Hammer candlestick pattern me candle ki body market ki opening aur closing point ko represent karti hai, jab k candlestick ka saya market ki price high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai. Hammer candlestick aksar bearish movement pe banti hai jis me market me koi price aik khas waqat k leye bohut hi ziada down to chali jati hai lekin buyers ki pressure ki waja se wo price wapis uper position pe a jati hai. Lekin pher bhi candle ki aik small body nechahy side pe ban jati hai. Hammer candlestick pattern me market price ki down side pe rejection ko zahir karti hai jis se market us position se wapis a jati hai.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	6
Size:	65.8 کلوبائٹ
ID:	12452064

    Benifits of Hammer Candlestick

    Forex trading me hammer candlestick us waqat banta hai jab market me selling pressure waqti tawar pe a jata aur us k bad market ki reversal ho jati hai aur candle ki close hone pe market ki candlestick hammer patterns ka van jata hai. Hammer candlestick pattern banne se market me buyer zyada active ho jate hen, aur traders ko market ki reversal ka ishara mel jata hai. Jis se traders market me stocks ko sbuy karte hen. Forex trading me hamamer candle pattern ka ye faida hai k is se hamen aik strong qisam ki market ki reversal ka ishara mel jata hai aur yahan se market pher uptrend chalna shoro karta hai. Hamen lazmi tawar par hammer candlestick banne k bad market me buy ka trade open karna chaheye.\\

    Click image for larger version

Name:	11.png
Views:	10
Size:	144.9 کلوبائٹ
ID:	12452065

    Drawback of Hammer candlestick Pattern

    Hammer candel stick pattern ki drawback ki agar baat karen to ye hai k financial market me koi bhi pattern 100% sahi kaam ka nahi jeh sakta hai, q k sare chart pattern ya candlestick pattern market me traders ki banaye howe hen, is waja se market me hammer candlestick pe bhi bharosa nahi kia ja sakta. Kher bharosa to hum kisi bhi chart pattern pe nahi kar sakte hen lekin market me hammer candlestick pattern ka stop loss bohut zyada fasle pe banta hai jo is ka bohut bara drawback hai.
    • #3 Collapse

      Re: Hammer candlestick pattren....

      EXPLANATION:

      Dear basically Hammer profit mai close hony wali aik candlestick hai forex trading main commodities chart pairs main dekha ja sakta hai jis main kafi sare pairs ki movement aisi hoti hai mostly gold ya crude oil main aise he mistakes milne ko mil sakti hai jis se aap ko forex trading main asani se samjha ja sakta aur asani se aap is main kamyabi hasil kar sakte hain is liye aapko hamesha chahie to forex trading working karne ke liye mehnat lagan aur interest working ko understand karte rahen ye patterns ko smjhna basically aap ko best profit dene ke liye aik expert trick hai.



      Click image for larger version

Name:	hammer1.png
Views:	1
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12452068

      Hammer Candlestick Pattern:


      Hammer is a type of bullish reversal candlestick pattern yeh bhe just aik candle per shamil hoti hai. Hammer candle looks like a Hammer, iski long lower wick hoti hai aur short body hoti hai jis kay top per aik small pin bani hui hoti hai. Hammer candlestick aik long upper tel ke sath short body ki ek single candle take pattern hai jiska open or close price ek dusre ke kareeb hona chahie yah candle dekhne mein doji candles ki tarah lagti hai but do ji candlestick se different hoti hai kyun ki do ji candles take mein body banti hi nahin hai aur is mein short body hoti hai inverted Hammer ki ek long lower price ki is baat ka ishara karti hai ki ab yahan se price reject ho gai hai is vajah se vah dusri reversal se mat mein apne trend ki ko continue karti hai is mein trend ki simit change hoti hai balki jo candles take Hammer banti hai uske tel ki same side per trend start hota hai inverted Hammer inverted Hammer candlestick pattern bullish aur veeresh donon tarah ki candles mein ho sakti hai lekin market aur price ke jyada lower area mein hone ki vajah se yah bullish trend reversal ky liye jyada famous candle hai.
      Click image for larger version

Name:	hammer-candlestick-main_0.jpg
Views:	2
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12452069
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Hammar candlestick pattren

        Is a hammer bullish or bearish?
















        bullish





        The hammer candlestick is found at the bottom of a downtrend and signals a potential (bullish) reversal in the market. A hammer is a candlestick pattern, when a stock opens then moves a lot lower during the day then rallies back near the opening price.
        Which hammer is bullish?


        The hammer candlestick is a bullish trading pattern that suggests a stock has found its bottom and is poised for a trend reversal. It means that sellers entered the market and drove the price down but were eventually outnumbered by purchasers, who drove the asset price up.
        What is the most bullish indicator?
















        #1.

        A bullish signal will be generated when the MACD line crosses the signal line from below. A bearish signal will be generated when the MACD line crosses the signal line from above. Hence, MACD crossovers are generally considered a very common indicator, and hence we have to wait for the centerline crossovers.

        اب آن لائن

        Working...
        X