Forex trading mai cup and handle pattern ko dekhna Chahte Hain To yeh“ U” shape Mein banta hai. Aur iski shape 2 different tarah ki ho sakhti hai “U” shape upper sa neechy bhi ban sakhta hai or neechy sa upper bhi ban sakhta hai. Aur is shape ka sath aik handle banta hai tu ya Cup and Handle Patterns complete ho jata hai. Cup and Handle pattern ko trade karna chahte hain to ismein aapko yah pata hona chahie ki is pattern mein jo shape ban rahi hoti hai vah kab ki tarah hoti hai jaise kab ke sath hi candle laga hota hai aise hi is pattern Mein ek handle banta hai agar aap is pattern ko trade karna chahte hain to aapko yah pata hona chahie ki ismein humko trade breakout ke bad lagani hoti hai jaise aapane apni 3rd Mein picture upload ki hai ismein humko yah pata chal raha hai ke yahan per kaun sa kab banaa hua hai aur ismein breakout kahan per hua hai agar Ham is market Mein trade karne ke liye confirmation ka intezar karte hain to use per achcha takat hasil kar sakte hain.
Cup And Handle pattern:
Forex trading main different chart patterns hoty hain jin par hum trading kar k acha profit earn kar sakty hain isi tarha humary pass cup and handle pattern bhe hota hai Cup and handle pattern se related kuch important information main bhi aapke sath share karna chahta hun jismein aap usko apni trading main apply kr kay fayda Hasil kar sakte hain.Cup and handle pattern per trade karny k liay sub sy pehli chez ye hoti hy iski shape U honi chaye agr U shape main hoga to usy hum CUP pattern ka name dain gy aur isk bad is main aik handle banta hy us handle k breakout par hun trade ly sakty hain aur us main hum trager cup k size ka asani sy laga sakty hain jitny bary time frame main yee bany ga uska humain utja he bara target mil sakta hy is main apka SL handle k nechy hota hy aur apka TP ap CUP k size k jitna oper laga sakty hain jesa k hum nechy is pattern ko asani sy samjh sakty hain.
Take Profit and Stop loss :
Cup and Handle Pattern me cup k bottom / top se lekar breakout / breakdown tak pips count karke upper ya lower position par takprfit lagayem. Yaham par kamyabi k results 62% se le kar 100% tak hoti hai.Stop loss ki position Bullish cup and handle me handle k nechay set karen aur bearish cup and handle mai handle ky top pe put karen takeh humen market mai ziada loss ka samna na karna parta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим