Upside Tasuki Gap Candlestick Pattern three bar candlestick per mushtamil hota hea aur yea candlestick pattern bullish up trend ki continuation ko numayan karta hai aur bullish friend ki continuation ko confirm karta hai yani kay bullish trend k continuation kay leye jana jata hai, aur ziada tar ye pattern qeematon kay darmeyan main ya high price area me banta hai lakin is pattern kee khas baat yea hea kay agar pattern k baad 4th candle aik bullish candle banti hai to ye market me buy ki entry ki position ho gi aur stop loss kay leye pattern kay sab say lower area yani 1st candle kay open position ko select karen.
Description of Upside Gap Tasuki Candlestick Pattern.
Upside Gap Tasuki candlestick pattern aik continuation trading pattern hai aur is ko samajhne ke liye sab say pahle is ki candlesticks ki configuration ko samajhna bahut zaruri hai is candlestick pattern main pehli candlestick aik real body wali bullish candlestick hoti hai aur jo kay previous trend ki nishan-dahi karti hai aur phir is pattern main first candlestick kay baad second create hony wali candlestick gap main aur upside main open ho kar close ho jati hea aur phir third candlestick ki body same second candlesake kay parallel main banti hai lekin yea candlestick aik
aur bearish candle hoti hai friends is pattern ki second aur third candlestick dono same gap main ooper kee taraf open aur close hoti hai kyon kay is main shamil third candlestick bearish hoti hai aur friends aap ko btata chaloon kay third bearish trend k baad fourth candlestick ka intezar karna chaheye aur agar pattern kay baad fourth candlestick aik bullish candle banti hai to ye market me buy ki entry ki position hogi. Jab trader ko ye tamam nishaniyan mil jaaye is pattern ki confirmation ke liye to use waqt hi is trading pattern ko use karte hue trading Karni chahie.
Trading at Up Side Gap Tasuki Candlestick Pattern.
Upside gap Tasuki candlestick pattern ki mukmmal wazahat oopar wale 2 pehron main kar dee gai hai Jab yah tamam nishaniyan complete ho jaati hain is pattern ki understanding ke liye ya phir is pattern ki confirmation ho jaati hai to trader ko market mein trading entry leni hoti hai lekin us ke liye stop loss ka bahut hi khas khyal rakhna hota hai.Friends is candalstick pattern ki third candlestick jo hoti hai vah bahut hi important hoti hai kyon kay ki third candle aik bullish candle hoti hai aur gap up open hony say bullish trend confirmation milti hai. Is pattern k banany k bad ap ko buy
ki trade lagani chaiy kun kay third candlestick kay hawaly say agar baat ki jaaye to third candlestick same bullish trend ki hi hoti hai aur baqi two candlesticks is pattern main bullish trend continuation ka kaam karti hai is liye yea pattern ya to qeematon kay darmeyan main aur ya bullish trend me banta hai aur yah confirm karta hai ki continuation pattern hoga jo pattern existing pattern hai.