What is Margin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Margin
    What is Margin

    Dear Friends, Forex trading me broker margin ke facilities dety hen Jo ham traders us ko use karty hain to har broker ka aap k account aur jab ap trade me nuqsan hoty hen to us wakt margin Kam reh jata hy hai. agar aapka 100$ ka account hai aur aap ke margin ke percentage 10% hai. To jab aap margin wali trade open karin to aapko loss main aany ke soorat main jab aap ke equity 10% sy kam reh jaay ge to aapko margin call aa jay ge.

    Click image for larger version

Name:	margintrading.png
Views:	2
Size:	69.1 کلوبائٹ
ID:	12590284

    Condition for Margin

    Margin call hasil hony Kay baad ya to aap ko apny account main mazeed amount jama karwani hoti hay. Ya phir broker khud sy trades close karna suru kar deta hai Trading main margin wo loan hai jo aap ka broker aap ko provide karta hai. Aur es margin ko istemaal karty huy aap choti amount laga kar broker kay zariey bari amount ke trades open kar sakty hain. Maslan agar aap 5000$ ka account open karty hain to broker aapko margin ke sahoolat sy 10000$ ke trade position open karny ke sahoolat deta hai. To ye 5000$ ke amount trading margin kehlaati hai trade boht zyda loss main chali jati hai yani ka ap ki amount katm hony lagti hai us wqt broker ap ka margin ko red color kar dyta hai jas ka mutlab hota hai ap ka account ab zyda dar tak nai chal sakta.

    Click image for larger version

Name:	margin1.gif
Views:	1
Size:	16.3 کلوبائٹ
ID:	12590285


    Margin Call From Broker

    Dosto har broker apny hasb say say margin call show karwta hai jas say ya pata chalta hai ka agher ap nay apny account ko save karna hai to investment kar lay ya pher apny account main huge kar lay aur market ki potion ka wait karny agher ap nay ya dono km nai kay to ap ka account wash ho jay ga jas say ap ko investment zayz ho jay gi as lay humsa apni trading money management ka sath karny takay ap apny account ko*save*rak*saky

    Click image for larger version

Name:	What-is-margin-call.jpg
Views:	2
Size:	29.8 کلوبائٹ
ID:	12590286
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Margin

    assalamu alaikum dosto kaise hain ummid karta hun aap khairiyat se honge ji han doston main aap fresh ke bare mein aga karna chahta hun aur aapko batana Chahta Hun ki ismein kaise kam Kiya jata Companions, Forex exchanging me dealer edge ke offices dety hen Jo ham brokers us ko use karty hain to har specialist ka aap k record aur poke ap exchange me nuqsan hoty hen to us wakt edge Kam reh jata hy hai. agar aapka 100$ ka account hai aur aap ke edge ke rate 10% hai. To punch aap edge wali exchange open karin to aapko misfortune fundamental aany ke soorat primary hit aap ke value 10% sy kam reh jaay ge to aapko edge call aa jay ge.

    Condition for Edge


    Edge call hasil hony Kay baad ya to aap ko apny account primary mazeed sum jama karwani hoti feed. Ya phir dealer khud sy exchanges close karna suru kar deta hai Exchanging primary edge wo advance hai jo aap ka specialist aap ko give karta hai. Aur es edge ko istemaal karty huy aap choti sum laga kar intermediary kay zariey bari sum ke exchanges open kar sakty hain. Maslan agar aap 5000$ ka account open karty hain to facilitate aapko edge ke sahoolat sy 10000$ ke exchange position open karny ke sahoolat deta hai. To ye 5000$ ke sum exchanging edge kehlaati hai exchange boht zyda misfortune primary chali jati hai yani ka ap ki sum katm hony lagti hai us wqt agent ap ka edge ko red tone kar dyta hai jas ka mutlab hota hai ap ka account stomach muscle zyda dar tak nai chal sakta


    Edge Call From DealerDosto har agent apny hasb say edge call show karwta hai jas say ya pata chalta hai ka agher ap nay apny account ko save karna hai to venture kar lay ya pher apny account fundamental immense kar lay aur market ki mixture ka stand by karny agher ap nay ya dono km nai kay to ap ka account wash ho jay ga jas say ap ko speculation zayz ho jay gi as lay humsa apni exchanging cash the executives ka sath karny takay ap apny account ko*save*rak*saky
    • #3 Collapse

      Re: What is Margin

      INTRODUCTION

      Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sab umeed hay ap sab tek hon gay aur aap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.yeh pattern*aur indicator humari trading main bht important role play karty hain.yeh humain profit delany main bht madad karty hain. Hum agr in ki learning nai krain gay aur in ko fazool samjyn gay to kbi bhi kamyabi humary kadam ni choomy gi aaj hum jis topic per bat krain gay wo hai margin trading in forex kiya hai.forex market main margin trading aik ya ziyada currencise main position kholnay aur barqrar rakhnay kay liye brooker kay sath naik niyati say jamma kranay ka amal hai.margin koi lagat yah fees nai hai bal kay ye coustomer kay account ka aik hissa hai jisay order trader main alag kar diya jata hai.matlooba margin ki meqdaar brookrage firm kay lehaz say mukhtalif ho sakti hai.aur is practice say wabista bhut say nitayaj hain.


      Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	1
Size:	31.1 کلوبائٹ
ID:	12452071


      UNDERSTANDING MARGIN TRADING IN FOREX

      Margin account is kay bunyadi tor par kisi position kay size ko barhanay kay liye karaz shamil hain aur yeh aahm tor par sarmaya kari yah tijarat say hasil honay walay profit ko bhetar banay ki khoshish hai.misal kay tor par sarmaya kar stock kharidtay waqt aksar margin account ka istemal kartay hain margin ini shares main aik bari position ko control karnay kay liye odaar ki raqam ka fayda othanay ki ijazat dita hai basurat e degar wo sirf apnay sarmaye say control karnay kay qabil hon ga.forex market main margin accounts ko currency kay traders bhi istemal kartay hain.margin accounts brokrage firms ki traf say sarmaya karo ko pesh kiye jatay hain aur currencise ki qadro main othar charaho kay sath update kiya jata hai.shuru karnay kay liye forex market kay traders ko phelay forex brookers yah online forex brookers kay sath account kholna chayhye.aik bar jab koi sarmaya kar account kholta hai aur fund deta hai to margin account qaiym ho jata hai aur trading shuru ho sakti hai.


      Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	4
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12452072
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: What is Margin

        Margin is essentially the amount of money that a trader needs to put forward in order to place a trade and maintain the position. Margin is not a transaction cost, but rather a security deposit that the broker holds while a forex trade is open.
        What does margin mean in forex?


        Margin means trading with leverage, which can increase risk and potential returns. The amount of margin is usually a percentage of the size of the forex positions and will vary by forex broker. In forex markets, 1% margin is not unusual, which means that traders can control $100,000 of currency with $1,000.
        What is a good margin level in forex?


        100%





        In forex trading, any Margin Level above 100% is considered healthy. It's calculated as the ratio of your Equity to the Margin you're using for open positions, using the formula: (Equity/Used Margin) x 100.

        اب آن لائن

        Working...
        X