Apne bonus ki to fikar hai,forum ki dignity ka bhe khayal hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    g bilukl bhai jaan huemn apni bonus ki hi fikar hotui hay is forum may kay kahin humara account suspend ya disable houaje tou humari earning tou pani may chali jaegi naw is wajha say huemn in cheezon ka kafi had tak khyaal rakhna chaeya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      ji han bonus ke lye forum ki dignity ko bhool nhi jana chahiye dono ka he equally khayal rakhne me he ham ko faida milta hai agar sahi se trading kari jaye tio banda is business me kafi pese kama sakta hai forum se har month acha khasa invest bhi kar sakta hai .
      • #378 Collapse

        g han dear ap ne bahut achi bat ki hai hm sab ko apni apni pri hai kbhi forum ka bhi khiyal rakh lena chahiye ta k hm reality ko samjhein darsl ye forum hamri hi guide aur help k liye hai is liye hm achi threads aur posts krni chahiye ta k jin ko ilam na ho wo is ko achi trah samjh sakein aur knowledge hasil krein
        • #379 Collapse

          ap ny buhat hi achi baat ki ha hamary ma sub sy bari khirabi yahi ha jo hamay faida daita ha hum usi ko nuksan ponchaty hain tub hi hum sub sy pechy hain hamay asy kam karny chae ha dosro ko b faida ho
          • #380 Collapse

            Anne of the pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forum trading my agar ap is my agar ap is my agar
            • #381 Collapse

              han g ap thek keh ry hn i agree hmen jis forum se profit mil ra he itna hm us se bdzn ho jaty hn ku k hmara ak wqt ka profit bnd ho jy agr but ye glt he hmen apny profession ki bht ziada respect krni chye
              • #382 Collapse

                Yes you are say th right that I am agree with you. I am say that we are follow the forum rules and we are all time right work and we are active member in theforum
                • #383 Collapse

                  ji bhai ji si amin waqai min koi shak nhi hai k is main waqia min profit kmnaa thek ahis i amain waqi amin profit kmnaa thek hai si amian ap ko bonus milta hai laikin is main waqia ma in log bht hi ziada se ziada ajeeb kam krty hain is main waqia min profit kmana thk ahia i
                  • #384 Collapse

                    ji app ko chaheay k ap es kam ko smjh k k kren yeh kam sahi hai acha hai es liey krna chaheay ...................!
                    • #385 Collapse

                      JE brother you are right mostly log aisa hi kartay hai k bonus ki just fikar hoti hai or issi ko zayda sy zayda time detay hai so hamay dignity k b khyal rakhna chahyian
                      • #386 Collapse

                        ye aap ne achi baat ki hai hamay forum kay rules ka khiyal lkrna chaaiye agr hum forum kay rules ka khiayl kraingay tb hi hum forum mai thk sai trade kr skaingay forum mai hamay bonus bhi hasil krna chaahiye.
                        • #387 Collapse

                          Assalam o Alaikum
                          g bhai aap ne bil kul theak kaha hai ham log zara b sabar se kaam ni lete or ager zra bher b der ho jaye to thrad pe thread aane lagti hain es se bachain ta k forum ki khobsorti apni jagha qaim rehe hamaisha ache thread bnaeen jin se log mufeed ho skain.
                          • #388 Collapse

                            forex forum mai tw humay rules and regulation k saat kaam karna zarori he hota hai hum bina rules k saat na tw forex forum per kaam kar sakte hai or na he trading kar sakte hai issi waja say forex forum per humay kafi care say posting karni hoti hai is mai hum say jis bare mai pocha jata hai humay usi bare mai comments karna chaiey hota ha
                            • #389 Collapse

                              ji haan ye toh zahiri baat hain k aam forex ki guftugu mian agar hum teek se threads ko read karey and dehan dy toh ye hum sab k liye sab se best way hain leanring ka kyun k forum main bht sare sawals hai jis se hum bht kuch sikh kar knowledge mai izafaa kar sakta hai ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                yeah thats true jo hmain itne zada benefits deta ho hmain ous ki digninty ka b khyal krna chahiye yeh bht zaroori hai jaise hm apne qarobar ki apni job place ki izat krty hain waise he forex forum ki dignity ka b khyal krna chahiye jo k bht zaroori cheez hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X