Dear Forex market main bahut Sare candlestick pattern Hote Hain jin ko Hum Agar in ko studying mai Shamil kar lete hain to Hum ko us main Kafi zayada information mil sakti hai is lye Humko chahie ky hum un ko use Kar ky confirmation ke bad trading kary. Doji Aik reversal pattern hai jo resistance level Or spot level both per hi ban jata hai is double per Humko confirmation ke liye yeh pattern Karna chahie Us ke bad Ham Ko is market main Apne account ke yahan se lot size Le karna chahie aur trade open kar deni chahie is main Ham Ko Kafi zayada profit ho sakta hai. Doji candlestick ko sigle or plural form both mai use kiya jata hai. Yeh us time par banti hai jub open or close candlestick ka approx same hota hai. Doji show karta hai k es session mai buyer bhe or seller bhe thy but market koi decision ni kar paye k wo kis side par ja saky. Kiu k buyer or seller equally matched thy es lae price kahe bhe nahe gay or Aik he jaga par stick kar gae. Kuch trader doji ko es sense mai bhe lety hain k yeh koi bhe trend start karwa sakta hai jo next time mai strong momentum bun sakta hai.
Doji Candlesticks Pattern:
Doji candlesticks pattern Aik candle per moshtamil hota hai.Doji candlesticks pattern ko indecision Pattern kaha jata hai bcz is pattern mai sirf aik candle hoti hai jis ky both wicks long hoti hai aur is mai price ka open and close same hoti hai isko cross bhe keh jata hai. Is liye isko indecision pattern kaha jata hai bcz is pattern mai open aur close same hona hamen batata hai k seller aur buyer equal force rukhta hai aur current market trend k reversal batata hai jo long time ka hota hai.Doji candlesticks pattern hamasha up-trend k top per aur down-trend k bottom per banta hai. Ager yeh up-trend ky top per bana to yeh humen bullish trend ka bearish trend mai reversal ka signal deta hai. Aur ager yeh bearish trend k bottom mai bana to yeh long bearish trend ko long bullish trend mah reverse ker deta hai.
Trading With Doji Candlesticks Pattern:
Dear forex members Doji candlesticks pattern long bullish trend ky bad banta hai to hamen doji candle ky low sy six pips nicha "sell ki trade active" kerna chaheye. Stop loss ko new high per aur Take Profit ko next support levels per 1- 2 aur 3 ker ky place kerna chaheye.Doji candlesticks pattern long bearish trend k bad bana to hamen doji candle k high sa six pips oper apni "buy ki trade active"kerni chaheye. Stop loss ko new low ky uper aur Take Profit ko next resistance level per 1- 2 aur 3 ker ky place kar ky lagani chaheye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим