Flag pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Flag pattern
    Flag patterns, ya jhande ke patterns, forex trading mein istemaal kiye jane wale technical analysis ke aham tools hain in patterns ko traders istemaal kerte hai, jo market ke trend ko samajhne mein madad karta hai Flag pattern price action ki tarah, technical analysis ka ek important hissa hai ,traders flag pattern ka istemaal karte hue trend analysis aur entry aur exit points ko sahi tareeke se identify karte hain, flag pattern ka matlab hota hai ki jab kisi currency pair ki qeemat mazboot directional move ke baad ek tight range mein consolidate ho jati hai, tab ye pattern ban jata hai is tarah ki price action mein, price ek uptrend ya downtrend mein jata hai aur phir uske baad ek consolidation period hota hai, jis mein price ek tight range mein chalta hai is range mein price ka movement bada hi kam hota hai aur ye period usually kaafi chota hota hai.



    Flag pattern ke ilawa ek aur pattern hai jo traders dwara istemaal kiya jata hai wo hai Pennant pattern, Pennant pattern bhi flag pattern ki tarah hi hota hai, lekin ismein flag pattern se thoda sa difference hota hai, Pennant pattern mein price ka movement flag pattern ki tarah hota hai, lekin ismein flag pattern se thoda sa chota period hota hai is pattern mein price flag pattern ki tarah ek tight range mein consolidate hota hai lekin is range ka size flag pattern ke range se kam hota hai, flag pattern aur pennant pattern, dono hi directional move ke baad bante hain aur isliye in patterns ko trend ke continuation ki indication ke roop mein consider kiya jata hain, traders flag pattern aur pennant pattern ke saath sahi entry aur exit point tay karke apne trading strategy ko improve kar sakte hain.



    Flag patterns ko samajhne ke liye traders ko price movement ke beech mein ek flag ki tarah dikhne wala structure dekhna hota hai flag patterns ka ek key feature hai ki ye usually directional moves ke baad hi banate hain, isliye flag patterns ko price trend ke continuation ki indication ke roop mein consider kiya jata hai agar price ek directional move ke baad flag pattern banata hai to iska matlab hota hai ki ye directional move jari rahega, flag pattern ka istemaal karne ke liye traders ko ek sahi entry aur exit point tay karna hota hai flag pattern ke entry aur exit point ko tay karne ke liye traders ko ek tight stop loss aur target profit tay karna hota hai, Stop loss aur target profit tay karne ke liye traders ko previous swing high aur low ko consider karna hota hai agar price range ko breach karta hai to stop loss ki rakam ko exit point ke roop mein consider kiya jata hai agar price trend ke saath chalta hai to traders target profit ko achieve kar sakte hain.



    Key Point:
    1. Identify the pattern: Flag pattern ko identify karne ke liye traders ko price movement ke beech mein ek flag ki tarah dikhne wala structure dekhna hota hai, flag pattern usually directional moves ke baad hi banate hain is liye traders ko uptrend ya downtrend ko identify karne ke baad flag pattern ko identify karna chahiye.
    2. Entry point: Flag pattern ke entry point ko identify karne ke liye traders ko ek tight stop loss aur target profit tay karna hota hai stop loss aur target profit tay karne ke liye traders ko previous swing high aur low ko consider karna hota hai, agar price range ko breach karta hai to stop loss ki rakam ko exit point ke roop mein consider kiya jata hai.
    3. Exit point: Flag pattern ke exit point ko identify karne ke liye, traders ko stop loss aur target profit ka use karna hota hai agar price trend ke saath chalta hai to traders target profit ko achieve kar sakte hain.
    4. Risk management: Flag pattern ka istemaal karne ke liye traders ko risk management ka use karna hota hai traders ko apni trading capital ko protect karne ke liye ek sahi stop loss tay karna chahiye.
    5. Trading plan: Flag pattern ke sahi istemaal ke liye traders ko apni trading plan ko sahi tareeke se design karna hota hai, traders ko apne trading goals aur risk tolerance ko consider karke ek sahi trading plan tay karna chahiye.
    6. Technical indicators: Flag pattern ke sahi istemaal ke liye trader ko technical indicators ka use karna chahiye traders ko apne trading plan ke hisab se sahi indicators tay karna chahiye, jaise ki moving averages, RSI, aur MACD etc.
    7. Practice and experience: Flag pattern ko sahi tareeke se identify karne ke liye, traders ko practice aur experience ki zarurat hoti hai traders ko apne trading skills ko improve karne ke liye, demo trading account ka use karna chahiye.

    In sabhi important points ko dhyan mein rakh kar, traders flag pattern ka sahi tareeke se istemaal kar sakte hain flag pattern ke sahi istemaal ke liye, traders ko market ko samajhne aur apni trading skills ko improve karne ke liye consistent practice ki zarurat hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Flag pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Flag Chart Pattern


    Flag Chart Pattern ko chart analysis mein use kiya jata hai. Yeh ek continuation pattern hai jise trend lines ke beech mein banaya jata hai. Yeh trend lines market ke uptrend aur downtrend ke beech mein draw kiye jate hain.
    Jab market mein kisi stock ya index ka price ek trend line ke saath uptrend mein chal raha hota hai aur ek horizontal line banata hai, to isko flag chart pattern kaha jata hai. Yeh pattern bearish ya bullish trend ke beech mein bhi ban sakta hai.
    Flag chart pattern mein price ki movement ko ek flag ke andar simbolize kiya jata hai. Flag chart pattern banane ke baad, price typically flag ki upper trend line ke saath consolidate hota hai. Yeh consolidation phase typically kam volume ke saath hota hai.
    Jab price flag pattern ke upper trend line se breakout karta hai, to iska matlab hai ki trend phir se resume ho raha hai aur traders long positions le sakte hain. Agar price flag pattern ke lower trend line se breakout karta hai, to iska matlab hai ki trend bearish ho raha hai aur traders short positions le sakte hain. Flag chart pattern ko mazeed do aqsaam me tabdeel kia ja sakta hai ;

    Click image for larger version

Name:	images (23).jpeg
Views:	9
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12450087

    Bullish Flag Chart Pattern


    Bullish Flag Chart Pattern bhi chart analysis mein use kiya jata hai. Yeh pattern typically ek uptrend ke beech mein banata hai aur ek continuation pattern ki tarah kaam karta hai. Is pattern mein price ke saath ek flag ki tarah consolidation hoti hai. Bullish Flag Chart Pattern banane ke liye, ek trend line ko draw kiya jata hai jo uptrend mein price ko represent karta hai. Jab price is trend line ke saath chalta hai aur phir ek horizontal line banata hai, to yeh bullish flag pattern kehlata hai.
    Is pattern ke andar, price typically flag ke andar ki taraf consolidate hota hai. Jab price flag ke upper trend line se breakout karta hai, to iska matlab hai ki trend phir se resume ho raha hai aur traders long positions le sakte hain.
    Bullish Flag Chart Pattern ko dekh kar traders bullish trend ki confirmation kar sakte hain aur trading decisions ke liye helpful ho sakta hai. Is pattern ke breakout ke baad, price typically strong bullish move karta hai. Yeh pattern ko sahi tarah se samajhne ke liye, traders ko price ki movement, volume, trend lines aur other technical indicators ko carefully analyze karna hota hai. Bullish Flag Chart Pattern ek important tool hai jo traders ko market trends ke bare mein insights deta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (33).png
Views:	1
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12450088

    Bearish Flag Chart Pattern

    Bearish Flag Chart Pattern bhi chart analysis mein use kiya jata hai aur yeh pattern typically ek downtrend ke beech mein banata hai. Is pattern ko ek continuation pattern ki tarah dekha jata hai jahan price ke saath ek flag ki tarah consolidation hoti hai. Bearish Flag Chart Pattern banane ke liye, ek trend line ko draw kiya jata hai jo downtrend mein price ko represent karta hai. Jab price is trend line ke saath chalta hai aur phir ek horizontal line banata hai, to yeh bearish flag pattern kehlata hai.
    Is pattern ke andar, price typically flag ke andar ki taraf consolidate hota hai. Jab price flag ke lower trend line se breakout karta hai, to iska matlab hai ki trend phir se resume ho raha hai aur traders short positions le sakte hain.
    Bearish Flag Chart Pattern ko dekh kar traders bearish trend ki confirmation kar sakte hain aur trading decisions ke liye helpful ho sakta hai. Is pattern ke breakout ke baad, price typically strong bearish move karta hai. Yeh pattern ko sahi tarah se samajhne ke liye, traders ko price ki movement, volume, trend lines aur other technical indicators ko carefully analyze karna hota hai. Bearish Flag Chart Pattern ek important tool hai jo traders ko market trends ke bare mein insights deta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (32).png
Views:	1
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12450089

    Trading

    Flag Chart Pattern ki trading karne ke liye, traders ko price ke movement aur trend lines ko carefully analyze karna hota hai. Trading ke liye, traders typically flag pattern ke breakout ka wait karte hain. Agar price flag pattern ke upper trend line se breakout karta hai, to iska matlab hai ki trend phir se resume ho raha hai aur traders long positions le sakte hain. Long position lete waqt, traders ko stop loss order lagana chahiye jisse ki price ke against move hone par unka loss minimize ho sake.
    Agar price flag pattern ke lower trend line se breakout karta hai, to iska matlab hai ki trend bearish ho raha hai aur traders short positions le sakte hain. Short position lete waqt bhi, traders ko stop loss order lagana chahiye jisse ki price ke against move hone par unka loss minimize ho sake.
    Flag Chart Pattern ke saath trading karne ke liye, traders ko volume ko bhi analyze karna chahiye. Jab price flag ke andar consolidate hota hai, to typically volume bhi kam ho jata hai. Jab price breakout karta hai, to volume bhi increase hota hai.
    Traders ko technical indicators bhi use karne chahiye jaise ki moving averages, MACD aur RSI. In indicators ki help se traders trend ka strength aur direction ko samajh sakte hain. Flag Chart Pattern ek important tool hai jo traders ke liye helpful ho sakta hai. Is pattern ki sahi tarah se samajh aur analysis karne se traders trading decisions ke liye better prepared ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (34).png
Views:	2
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12450090
    • #3 Collapse

      Re: Flag pattern

      Aslamoalekum members. Mujhy umeed hay ap sab kheryt say hon gay. Apka trading session acha ja raha hoga. Aj ka hamara discussion flag pattern k bary hay. Dekhty hain k yeh kia hay r kesy information deta hay


      Flag pattern

      Tachniqui tajziya k tanazur main ak flag patter pattern hay jo ak mukhtasir waqt k frame main keemat k chart pr ak taweel waqt k frame main dekhy jany waly is muraweja keemat k.rujhan ka muqabla krna hay. Is ka nam is liye rakha gaya hay k yeh dekhny waly ko flag ki yad delata hay. Flag pattern ka istmal ksi pichly rujhan k mumkina tasalsal ki neshandahi karnay k liye istaml kia jata hay. Jahan say isi ki simat isi rujhan k khelaf barhati hay. Agar rujhan dobara shuru ho jaye to keemato main izafa tezi say ho sakta hay. Js sy parcham k namony ko dekh kr tejarat ka waqt faida man ho jaye ga. Flag pattern wh pattern hay js ki khasosiyat Tez counter trend ak kaleel mudati rujhan k bad hoti hay. Parcham pr namono k sath sath numainada hujam k isharay k sath sath keemat ki karwai bhe hoti hay. Flag k pattern istahkam ki mudat k bad rujhan k ulat jany ya break out ki neshandahi karty hain.

      How flag pattern works

      Flag ki keemat ki karwai main sakht istahkam k shuby hain jo ak insadad rujhan ki harkat ko zahir karty hain jo keemat main taiz dishatmak harmat ko bad barah rast perwi karta hay . Pattern am tor pr 5 ya 20 keemat ki salakho pr mushtamil hota hay . Flag jabkay patternk ko oper ki taraf rujhan ya nichy ki taraf rujhan ho sakty hain. Flag ka nichla hisa is sy pehly waly flag poll k wast point say zeada nahi hona chahye . Flag k namono main 5 ehm khasisiyat hain
      Sabka rujhan 1:consolidation
      2: Channel hujam pattern
      3: ak breakout
      4:ak tasdeeq jahan keemat break out
      5: ki simat main muntaqil hon
      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	17
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12450094
      • #4 Collapse

        Re: Flag pattern

        Bullish Banner Diagram Example bhi graph investigation mein use kiya jata hai. Yeh design ordinarily ek upturn ke beech mein banata hai aur ek continuation design ki tarah kaam karta hai. Is design mein cost ke saath ek banner ki tarah combination hoti hai. Bullish Banner Outline Example banane ke liye, ek pattern line ko draw kiya jata hai jo upturn mein cost ko address karta hai. Punch cost is pattern line ke saath chalta hai aur phir ek flat line banata hai, to yeh bullish banner example kehlata hai.Agar cost banner example ke lower pattern line se breakout karta hai, to iska matlab hai ki pattern negative ho raha hai aur brokers short positions le sakte hain. Short position lete waqt bhi, merchants ko stop misfortune request lagana chahiye jisse ki cost ke against move sharpen standard unka misfortune limit ho purpose.
        • #5 Collapse

          Re: Flag pattern

          WHAT IS A FLAG PATTERN :




          Flag ak trend continuation pattern ha or ya flag ak chart pattern ha jo ka graph ma ak parallelogram ke trha sa banta ha or ya stock ke price ko strongly continues ho kar jana ka signal data ha. Ya flag pattern market ma do trha sa banta ha yani ka ya ya bullish flag bhi hota ha or bearish flag bhi banta ha or ya jab banta ha to ya trend ko strongly continues karta ha. Ya bullish flag pattern market ka uptrend ma banta ha or ya up ko continue karta hua market ko higher ma la jana ka kam karta ha or jo bearish flag pattern hota ha ya tab banay ga jab downtrend chal raha ho ga or ya downtrend ko continue karna ka kam karay ga. Ya flag pattern long term ma bahot se candles ka move hona ka bad banay ga or ya do trend line ka middle ma banay ga or continuation ka signal da ga. Ya jo bullish or bearish flag pattern ho ga ya dono ak dosra ka opposite pattern ho ga ak market ko high or dosra market ko low la jana ka kam karay ga jab bullish flag pattern banay ga yo is sa phalay market ke price taze sa higher ke traf ja rahi ho ge or higher ma ak flag ke trha sa kuch time ak he position par move ho ge or phir high ke traf continues ho kar jana lag jay ge or asa he bearish flag pattern ma ho ga jab ya bearish flag banay ga to is ka start ma market lower ma ja tahi ho ge or lower ma ak position ma move karti hoi lower ke traf continue ho ge or strong down jana ka batay ga.




          BULLISH FLAG PATTERN TRADING STRATEGY :




          Is bullish flag pattern ke jo formation ho ge ya higer ke traf uptrend ma ho ge or ya jo bullish flag pattern ho ga ya higher ke traf banay ga is bullish flag pattern sa 0halay ak strong uptrend chal raha ho ga or is sa phalay market strong high ma jati hoi is uptrend ko bana rahi ho ge or is uptrend sa jab ya flag pattern banay ga to is ma market high ma jay ge or ak small peak ko banay ga bad lower ma a jay ge or phir sa market high ma jay ge or is trha sa market high ma or lower ke traf small peaks ko banata hua aga ke traf jay ge or or in upper or lower peaks ma do trend line ko drae kiya jay ga or market in ka middle ma move kar rahi ho ge or jasa he market upper trend line ko break karay ge to is bullish flag pattern ke formation complete ho jay ge or market high ma jana laga ge or ya traders ko sharply market ka upward ke traf continues hona ka signal da ge q ka jab ya banay ga to is ma bull ka control ho ga jo market ko high ma la ja raha ho ga or is flag pattern ke formation ho ge to is ma jo bull ho ga ya high ma la kar jay ge or jo bear ho ga ya market ko lower trend ke traf reversal kara ga magar last ma jab market upper trend line ko break karay ge to huma market ka strongly higher jana ka signal mila ga or traders is upper trend line ka breakout sa buy ke trade ko enter kara ga or is stop loss lower breakout par place karay ga.




          BEARISH FLAG PATTERN TRADING STRATEGY :




          Bearish flag pattern m traders ko market ka downward ke traf continues ho kar jana ka signal mila ga jab is bearish flag pattern ke formation ho ge tu is sa phalay ka stock ke price lower ke traf ja rahi ho ge or is bearish flag pattern ke formation downtrend ma ho ge or is ka start hota market small lower ke traf jy ge or ak peak ko banay ge or phit market up ke traf reversal ho ge or small up ke peak banay ge or is ka bad market is trha sa he high or lower ma peak banatay hua high ke traf jati jay ge or ya jo high or lower small peaks ho ge ya trend lines ka middle ma ho ge jab banay ga to ya bear market ko dowm ke traf la ja raha ho ga or lower ma jo two trend lines ho ge in ka middle ma kabhi bull ay ga jo market ko high trend la kar jay ga or jo bear ho ga ya market ko lower trend line ke traf la ja raha ho ga or jab market move karti joi lowet trend line ko break kara ge to is point sa traders ko market ka lower jana ka signal mila ga or traders is lower trend line ka breakout point sa sell ke long term trade ko enter kara ga or is ka stop loss higher trend line par place karay ga.

          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            جواب: Flag pattern

            Assalamu Alaikum dear forex members ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se Honge so dear members are just topic were I am discuss karne ja rahe hain woh Hai flag pattern usko Ham Kyon use karte hain aur uske Hamare Forex nahi kya benefits Hai Hum detail Mein discuss Karenge.
            What is flag?
            Context analysis ke mutabik flag Ek Aisa price pattern hai jo shorter time frame Mein move Karta Hai counter to prevailing price trend me or observe Karta Hai in a longer time frame of a price chart is the name is clear flag hai because yah remind karta hai ki viewer of a flag on a flag pole.
            flag pattern ko use Kiya jata hai kya 95 Ke Jab possible continuation of a previous friend from point Jahan se price ko drift Kiya Gaya Hai against the same trend should be trend a resume yeah price increase ki Jaati Hai could we Rapid making the timing of the trade advantages by noticing flag pattern.
            Important key points;
            · Flag pattern it technical analysis Hasne Hum chat ko price categorise Kiya Jata Hai shop counter succeeding the life short Trend.
            · Flag petrol ko compared Kiya Jata Hai represented volume indicator se as well as price action.
            · At Patron signify Karta hairan ko reversal chapter break out after a period of consolidation
            ·
            [IMG]file:///data/user/0/com.microsoft.office.word/files/temp/msohtmlclip/clip_image001.jpg[/IMG]


            HoW a flag pattern work?
            Flags vo areas Hain Jahan per tight consolidation ki Jaati Hai Na price action show Kiya Jata Hai counter trand ko remove Karen follows directly after the shop directional Movement in price Ye pattern typically consist Karta Hai between the five or 20 price bar flag pattern can be either upward training ya FIR download training bottom of the flag exceed nahi karta midpoint of the flag poles of proceed Kare flag pattern Ke Main Panch characteristics Hain.
            · Preceding pattern
            · Consolidation pattern
            · Volume pattern
            · Breakout
            · A Confirmation jahan price move in same direction
            Police aur bearish pattern similar structure hand by difficult differ Hai in the trend direction increase Karta Hai preceding a trend or decline Karta Hai consolidation by contrast volume pattern increase Karta Hai first or then 10 to hold level the bear is trend Mein increase Kiya Jata Hai volume time progress.
            Yah pattern follow Kiya Jata Hai Unse volume se break aur pattern per Jo pattern ko categorise karte hain diminishing trade volume se after the initial increase he emplies Karte Hain Ki trade pushing the prevailing trend have less urgency continue their buying ya FIR selling during the consolidation period the setting up the possibility new traders or investors take up the trend with the usual.

            اب آن لائن

            Working...
            X