Forex market main "Money Management" ki Ahmiyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main "Money Management" ki Ahmiyat
    Money Management kia hoti hy


    Forex trading mein ahmiyat rakhne wali cheez "Money Management" hai jo traders ko apni funds ko efficiently manage karne aur long term mein kamyabi ke chances ko badhane mein madad deti hai. Yeh trading capital ko allocate aur manage karne ka process hota hai jis se traders apni risks ko minimize kar sakte hain, apni capital ko protect kar sakte hain aur apne returns ko maximize kar sakte hain. forex traders apne paise ko effectively manage karne ke liye, alag-alag techniques aur strategies ka istemal karte hain. Un mein se ek sab se zaruri "Risk Management" hai jo traders ko determine karne mein madad deta hai ke woh kitni risk lene ke qabil hain. Iske alawa, "Position Sizing" bhi ek aham factor hai jo traders ko apne trades ke size ko determine karne mein madad deta hai taki unka capital risk minimize ho aur returns maximize ho.


    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	4
Size:	45.6 کلوبائٹ
ID:	12590137
    Money Management ki Tafseeli Wazahat

    Money Management psychology ki class mein Aati Hai Jab Ham Forex ko sikhate Hain To psychology ki classes ko read Karte Hain. To psychology Hamen yah sikhati hai ki Hamen lalach se Pak trading Karni chahie. Jab Ham lalach Nahin Karte aur sirf Apne account ko sev rakhne ke liye trading Karte rahte hain To Hamara account Kafi powerful ban jata hai aur trading ke liye profit Kamana Aasan Hota Hai. Agar Ham money management ke rules ko follow Karte Hain To Ham real life mein bhi Kafi successful Ban Jaate Hain.Dear members for extering market Mein money management zaroori hai Jaisa Ki Kisi bhi Business mein Ham investment Karte Hain To Hamen paison ka hisab Rakhna hota hai Hamen Mani management ko Mani ko manage karna hota hai koi bhi business ho aur Agar usmein Ham Mani ko manage karna Na sikhe To Hamen use Business mein loss ho jata hai Forex trading mein bhi aisa hi hai trading karte hue Hamen Mani management ke sath hi trade Karni chahie Mani management karne se hi Hamara account sev rahata hai aur ham long term market Mein trading kar sakte

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12590138
    Money Management ki Ahmiyat

    Trading nein money management bahut hi important factor consider kiya jata hai kyun kayaap trading without money management ke nahin kar sakte money management mein bahut sari important techniques ko follow karna hota hea aur trading main money mangement ka khas kyal rkhna chahye jis se hum apni trdaing main loss ki ratio ko bhi kam skty hain sath main hum apni trdaing main achi eraning bhi kar skty hain es liye hmain apni trdaing main kuj trading tools ko achi trha sue krna hoga aur friends aap ko btata chaloon kay money management hi successful trading ka important part hota hay demo account me be agar trading ki jaye to money management key base par hi trading karni chaye.


    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12590139
    Money Management ky sath Trading

    Dear members money management ke sath sath Hamen market ki position ko bhi dekhna Hota Hai yani ki Hamen risk ko kam se kam Rakhna hota hai aur reward Jyada Se Jyada Lena chahie target Mein trading Mein Har trader Jo is market se arning kar raha hai vah Mani management aur record radio ke sath kam karta hai aur kabhi bhi trade nahin karta risk trading karne wala trader loss mein hi rahata hai Forex trading Mein Hamen expert trader Yahan professional trader ya teacher Hamen Mani management ke sath trading karne ka Kahta Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market main &quot;Money Management&quot; ki Ahmiyat

    forex main trading ke tareeqa kar ki ahimiyat

    trading aik aalmi maliyati manndi hai jis main bohat se fawaid aur nuqsanaat hain aik ahem ansar jo tajir ki kamyabi ka taayun kar sakta hai woh zehni ansar ahi kyukay yeh baat bhi na qabil tardeed hai ke jis ansar ne bohat se taajiron ko ab tak nakaam banaya hai woh zehni haalat hai jo achi ya tarbiyat yafta nahi hai aik mazboot zehniat is baat ko yakeeni bana sakti hai ke aik tajir market ke mukhtalif halaat se ziyada pursukoon tareeqay se himat sakay hain chahay jab market taajiron ke liye pay dar pay munafe ke liye bohat ziyada munafe bakhash ho ya jab market tajir ke haq main nah ho taakay lain deen lagataar kho jaye aur yahan tak ke jab market ghair mamoli hai yeh taqreeban ghair mutawaqqa hai agar aap kamyabi chahtay hain to seekhna zaroori hai

    apni zhniat banayen

    trading dimagh ke baray main hai lehaza aik mazboot zehniat zaroori hai aik mazboot nuqta nzazr taajiron ko aqli faislay kanre main madad kare ga ghair mutawaqqa market ke halaat se ghabranay ke bajaye tajir un trading tareeqon aur mansoobon ko laago karne main pursukoon aur nazam o zabt ka muzahira karte hain jo bator tajir hamaray paas hain aur is liye aik mazboot zehniat taajiron ko khaouf ke lalach jaisay ne muwafiq nasfsiati halaat main parney se bhi rokay gi lekin zehni tor per mazboot bilashuba fori tor per tarbiyat nahi kya ja sakta aik taweel amal hai jis se khud taajiron ko guzarna parta hai yeh amal taiz aur bohat sust ho sakta hai is par munhasir hai tajir nakamiyoo aur kamyabion se kaisay seekhta hai par umeed rahen aur baqaidagi se sekhen

    trading ka nateeja

    kamyabi unhi ko milti hai jo lagan ke sath kaam main lagey rehtay hai agarchay bohat se log forex trading main kam karte hain phir bhi ziyada tar ko lamba waqt lagta hai yahan tak ke 10 year ya is se ziyada ke qareeb taham yeh log aksar margin calls khauf lalach aur bhaari bharkam istemaal karte hain is qardar ke is ki tijarti sargarmia kabhi taraqqi nahi kar saken gi aur yahan tak ke achi terhan se kaam kar saken gi aqli nuqta nazar ke baghair tijarat karne ki koshish nah karen



    Click image for larger version

Name:	best-forex-strategy-4.png
Views:	1
Size:	48.4 کلوبائٹ
ID:	12450076

    اب آن لائن

    Working...
    X