What is trading tips in trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is trading tips in trading
    AOA

    introduction
    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap khairiyat se Honge Aaj Jis topic per Ham discuss Karenge Aur Main Apne knowledge ko aapke sath share Karunga vah Hai trading pips yah kya hai aur Inki trading mein kitni ahmiyat hai aur yah loss aur profit ko kaise declare karte hain isko understand Karenge aur koshish Karenge ki Ham ine pips ke bare mein zada sy zada knowledge Hasil Karen

    Pips meaning
    Forex trading Mein market ki movement ko Measure karne ke liye Jis unit ko use Kiya Jata Hai Isko pips Kahate Hain market jitne point move Karti Hai To Ham yah Kahate Hain Ki market mein itne pips move kar chuki hai for example Agar market 5 point. Move Karti Hai To Ham yah Kahate Hain Ki market five pips Move kar chuki hai Iske bad Ham pips term ki different usages ko bhi discuss Karenge
    Click image for larger version

Name:	pip-explained-1.png
Views:	3
Size:	23.3 کلوبائٹ
ID:	12590002
    Usages Of Term Pips
    Traders ki pips aur lot size ke help se pahle yah profit ko ya loss ko find karne mein Kamyab Ho Jaate Hain aur is base per hi traders stop loss ko aur take profit ko set karte hain so pips ko market mein enter hone se pahle hi profit aur loss ko find karne mein help milati Hai Forex trading mein jo traders ISI Small knowledge able Term ko ignore kar dete Hain Uske liye market Mein survive karna itna hi Mushkil ho jata hai jo traders Forex mein Bina soche samjhe trade Mein ine hone ki koshish karte hain usko profit kam aur loss jyada ho jata hai aur Kai bar to yah loss Itna big Hota Hai ke recover karna hi bahut Mushkil ho jata hai
    Click image for larger version

Name:	pip-value-basics-example.png
Views:	3
Size:	31.1 کلوبائٹ
ID:	12590003
    Rule importance of pips
    Percentage in points Tamam pairs Mein use Hoti Hai yani point ke bad Jo Aakhri 2 hensey hote hain unko pips Kaha jata hai agar Kisi pair ke price 34.56 hai to ismein 56 pips kahlayegi Agar Kisi per ki price 1.2372 hai To Iske Aakhiri 2hensey Jaane Ke 72 pips kahlate Hain ISI Tarah Hamen is Ka Pata hone ke bad iska use bhi Pata Hona chahie Kisi bhi pair ke spread ko janne ke liye Hamen pips ki help Se Hi is ki calculation karna Hoti Hai yani Agar Ek pair ke bad price 1.2354 Hai jabki Iske ask price 1.2348 Hai To 1.2348- 15 iska spread Hoga Iske alava Ham pips ki movement ke through plus aur take profit limits Lagate Hain yani Agar Ek pair ki maujuda price ka Hamen Pata ho aur Jahan per Ham order place kar rahe ho to usmein pips add Karke Ham favourable side per take profit limit lagaenge Jab Ke dusre side per stop loss set Karenge Ham trading Mein hone wala Apna profit and loss ke difference Se Hi calculate karte hain profit Ki Surat Mein spread ko mines Karke remaining Hamara profit Hoti Hai jabki loss Ki Surat Mein spread bhi include Hota Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is trading tips in trading

    Introduction

    is main koi shak nahi ke forex is jadeed daur main kaam kanre ke liye ahem shobo main se aik hai hum kisi bhi shobay main do wajohaat ki bana par kaam karta hain un dono tanazur main hamari dilchaspi aur maali faida forex trading ka koi mutabadil nahi hai forex iak dilchasp feld hai aur yeh challenging bhi hai aur sspns aur ghair yakeeni sorat e haal se bhara sun-hwa hai aik kamyaab tajir bananay ka wahid tareeqa yeh hai ke baqaidagi se sekhen aur aik pesha war tajir ki terhan mashq karen

    forex bator shoq

    main ne teen saal tak is shobay main kaam kya hai aur usay dilchasp dilchasp aur muhim joi se bharpoor paaya har din aik naya din hai yeh forex trading feld ke liye aik bahhtreen iqtabas hai kal jo sun-hwa aur kitna dilchasp lag raha tha is main koi talluq nahi hai yeh ilaqa musalsal seekhnay se mutaliq hai kyukay yahan kamyaab honay ke liye aap seekhnay ke amal ko nahi chore saktay

    forex aik aalmi karobari maidan hai

    forex marekt ke baray main mere mushahiday main hamari duniya ka is shobay se iak ahem talluq hai yeh hum keh saktay hain ke aalmi halaat forex trading jori ki naqal o harkat ke zimma daar hain har muashi ya siyasi waqea forex trading par apne asraat ko zahir karta hai misaal ke tor par roos aur ukrain ke darmiyan jung ki wajah se khaam tail ki haliya qeematon main izafah sun-hwa hai aur hum forex trading chart per khaam tail qeematon ke irtiqa ka mushahida kar sakty hain dilchasp baat yeh hai ke hum duniya main kya ho raha hai is ke baray main maloomat haasil kar sakty hain aur yeh maloomat hamein is simt main tijarat ke lehaaz se adaigi karti hai
    yeh awamil forex trading ko aik purkashish field banatay hain bohat se dosray awamil hain jaisay ke is maidan main money managment factor aur nafsiati managment factor


    Click image for larger version

Name:	download (1).jpg
Views:	1
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12449928

    اب آن لائن

    Working...
    X