What is Met hold candle stick pattern
Dear friends met hold candle stick pattern ko minor reversal pattern Ka tor samjha jata hai. Ye pattern ki khoosiat par depend karty huay bullish or bearish both trend reversal ko show kar sakta hai. Ye ik single candle stick pattern hota ha jo just ik candle stick par depend karta hai or esko aksar ham marobozu candle stick ka b name dety hain. Es ki body large hoti hai or shadow ya to hota he ni hai ya phr small hota hai. Shadow na hony ya kam hony ki waja sy bullish ya bearish activity ki strength ka andaza lagaya ja sakta hai. Es ko ham mazeed two types ma divide karty hain jin ko briefly discuss kar lety haim.
Bullish Met hold
Ye pattern har time frame ma ban sakta hai but ye daily ya weekly chart par zayada reliable samja jata hai. Es pattern k lae market ma pehle down trend hota hai or phr ik candle asi banti hai jo totally bullish hoti hai or ye market k trend ko bearish sy bullish ma ley jati hai. Ye pattern aksar market ma dakha ja sakta hai but ye etny achy result ni dety or na he achi tarha future ko predict karta hai. Es pattern ma ye belt hold wali candlestick previous session k nechy sy open hoti hai or mazeed down jany ki bajae strong up trend ma chali jati hai.
Bearish Met hold
Is pattern k lae market ma pehle bullish trend hota hai or jb market new session ma open hoti hai to ye upward ma gap sy open hoti hai or phr marker mazeed up jany ki bajae down ward move kar ati hai. Bearish belt hold ma last candle bear ki banti hai. Jo previous session wali candle k closing point k bhot uper sy open hoti hai or previous session wali candle ki closing point k bhot nechy ah kar close hoti hai.
Strategy using Met Hold
Is may aik rising candlestick hoti ha jo high k kareeb open hoti ha aur low par close hoti ha, isi tarah bearish belt hold ma aik dark candle hoti ha jo uptrend ko show karay gi, is ma opening pichlay din ki closing sa high hogi, isko ziada reliable nhi smjha ja sakta, prices ki kami ki waja sa aik long black candle bnti ha jiska lower shadow bht thora hota ha aur upper shadow nhi hota, in candlesticks ki lambai aik mumkin potential change ka ishara daiti ha, jb bullish aur bearish belt hold tb behtar reliable ho sakti hain jb ye market ki hadood k kareeb zahir hoti hain, jo trend line, support and resistance ya moving average sa zahir hota ha, beld hold us waqt ziada aham hoti hain jb ye dusri candle sticks k pattern ka hisa bnti hain jin ma dark cloud pattern ya engulfing pattern shamil hain.
Note
Hmaen forex sa related apni knowledge aur information ko enhance aur updated kartay rehna chaoay ta k hm different patterns aur indicators ko easily samajh sakain jis sa hmain market ya trend ki moment ka andaza ho sakay aur hm thek trades open kar paen, agr hmari learning behtar nhi hon gi to hm sa miatakes hon gi jo loss ka sabab bn jaen gi jis sa hmain forex ma nakami ho gi, is liay mehnat k sath kam karain ta k forex k tools, indicators aur chart patterns k sath sath candlesticks sa trade k liay indication hasil*kar*sakain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим