Alligator's indicator trading Help Complete information.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Alligator's indicator trading Help Complete information.
    Introduction ;-

    Forex trading business main dear members aap apni achi working quality ki wajah say hi acha profit hasil kar rahy hon ge dear jab aap forex trading business main kaam kartay hain to different important indicators ko find out karna hota hay to aap ko boht advantages is terha say gain ho jatay hain.

    Click image for larger version

Name:	images (41).png
Views:	9
Size:	24.0 کلوبائٹ
ID:	12589947

    Isi liye aap ko profitable trading karnay k liye achy platforms per invite kiya jata hai dear members abi main aap ko aik boht achay indicator jis ko aap elegator indicator bhi kehtay hain us ke bare main kuch important information share karnay wala hoon.

    Alligator indicator Benefits ;-

    Alligator indicator aik important indicator hai yeh aik aisa indicator hai jo aap ko multiple moving average ki base per apny decision karne ke liye important information deta hai jab aap market main zeyada se zeyada advantage hasil karne ke liye different platforms ko find karty hain to us ki base per aap apnay achy decisions kar rahay hote hain isi liye indicators important role play kartay hain aap ki achi decision making main.

    Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	1
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12589948

    Developer of Alligators indicator ;-

    Alligator indicators "Bill Williams" nay develop kiya tha alligator ka use current prices ke trends or un ki basic direction ko find out karne ke liye kiya jata hai current situation ki ilava professional traders different situations main enter hone ke liye alligator indicator ka use kartay hain assal mein yeh dekhnay keh indicator line ka aik majmowa hai jo fractional geometry or non linear dynamics ka use karte hain.

    Red Lines (Alligator teeth) ;-

    Alligator indicator main aap ko three different lines nazar aati hain jin may aap k liye sab se important red color ki line hoti hai jo aap ko elegator ke teeth show kar rahi hoti hai. Assal mein is ki important information ki base per hi aap ko trading karni hoti hai or is main aap ko different moving average ki base per entry le kar hi acha profit mil sakta hai.

    Blue Line (Alligator Jaws) ;-

    Study karte Hain to ismein aapko jo blue line najar aati hai usko alligator jaws ka naam Diya jata hai aur yah line aapko important information deti hai ki isko kaise market ki situation ko samajhte hue trading ki ja sakti hai.

    Green Line (Alligator lips) ;-

    Or jab aap alligator indicator ki lines ko study kartay hain to green colour ki jo line aap ko show hoti hai us ko alligator mouth ka naam diya jata hai yeh alligator lips kehlatay hain is ki base per bhi aap market main achi entry le saktay hain or yeh bhi aap ko acha profit hasil karne main zeyada help deti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (43).png
Views:	4
Size:	42.6 کلوبائٹ
ID:	12589949

    Alligator Indicator's Trading Technique ;-

    Yeh Indicator convergnce and divergence relationship apply kerta hai trading signal ko build krnay main.Is main jo indicator ki jaga par turn banta hai woh slow hota hai or lip par banany waly turn fastest hotay hain.Yeh trader ki help krta hai trend ko find kerny main. Yeh indicator impulse or corrective waves ki information fraham kerta hai. But yeh tool best work kerta hai lekin jab yeh momentum indicator say combine ho jata hay. Jab indicator ki teeno lines aapas main mix ho jati hain to cris cross ban jata hay aisay tab hota hai jab market ki condition choppy hoti hai. Is time par indicator sleeping state main hota hai. Yeh wala indicator ka aik major draw back hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Alligator's indicator trading Help Complete information.

    Alligator's indicator ka Introduction


    Bill Williams' Alligator indicator provides a useful visual tool for trend recognition and trade entry timing, but it has limited usefulness during choppy and trendless periods. Market players can confirm buy or sell signals with a moving average convergence divergence (MACD) or another trend identification indicator.Alligator Indicator moving average par mushtamil hota hai jo ke mustaqbil ki taraf aafsit hotay hain : alligator ka jabra ( blue line ) - 13 period hamwar moving average jisay mustaqbil mein 8 baar muntaqil kya jata hai. alligator ke daant ( surkh lakeer ) - 8 muddat ki hamwar moving average jisay mustaqbil mein 5 baar muntaqil kya jata hai. alligator ke hont ( sabz lakeer ) - 5 muddat ki hamwar moving average jisay mustaqbil mein 3 baar muntaqil kya jata hai. bil Villiams un mutharrak average ko" balance lines" ke tor par kehte hain. aap dekh satke hain ke is ne isharay aur is ke anasir ko takhleeqi naam bhi diye. is ka khayaal aik aisi misaal faraham karna tha jo market ke ravayye ko zahir kere. yeh misaal magarmach ki hai jo neend aur shikaar ke adwaar ke darmiyan badalti hai .

    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	1
Size:	64.1 کلوبائٹ
ID:	12449880

    Alligator Indicator ki Tafseeli Wazahat

    Alligator indicators bill William Ne invent kiya tha aur is indicator ko properly utilised karne ke liye aapko is indicated se related complete information Hasil kar leni chahie aur jab tak aapki learning is indicator se related complete Nahin Hoti aap kabhi bhi is indicator se bahut jyada benefits Hasil nahin kar sakte. Ye Indicator three line par mushtamil hota ha or alligators indicators ka use market trend ko maloom karne or trend ki confirmation ka pata chalane ke liey use kia jata ha kyuke alligator indicator aik trending indicator ha jis ko use karke hum is bat ka pata chala sakte hain ke is wakt market ki direction kis taraf ha yeni ke alligators indicators ki help se asani se yeh pata maloom kia ja sakta ha ke market is wakt side way me ha ya trend me ha agr trend me ha tu is ki direction kis taraf ha yeni ke up trend me ha ya down trend me Alligator indicator moving averages per bana hota hai jo three line per mushtamil hota hai ky ham in three line ko differnet moving average values ky sath read kerty hain jin main sy aik ki value ham 13 set kerty hain second line ki value ham 8 aur third line ki value 5 hoti hai ky jab market kisi bhi trend main smoothly move ker rehi hoti hai tou alligator indicator market ky trend ko show ker raha hota hai


    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	4
Size:	67.4 کلوبائٹ
ID:	12449881
    Alligator Indicator ky sath Trading

    Alligator Indicator impulse or corrective wave ki information b deta hai. But ye tool best work krta hai jb ye momentum ondicator sy combine ho jata hai. Jb indicator ki 3no lines apas ma mix ho jati hai to cris cross ban jata hai asa tb hota hai jb market ki condition choppy hoti hai. William kehta hai k es time par indicator sleeping state ma hota hai. Ye indicator ka ik major draw back hai.indicator bhi ek tarah ki type ka indicator hai aur members ko trading mein maximum help de raha hota hai lekin iske bare mein members ko learning hasil karna hogi agar members indicator se related apni learning ko strong kar lenge tu is tarah Se vah har type ke indicator ko apni trading mein acchi tarah istemal kar payenge indicators ka istemal important hai aur inko ignore nahin karna hoga

    اب آن لائن

    Working...
    X