Pennant Pattern
pennant aik neutral formation hoti ha jo triangle patterns sa kafi similar hota ha, ye aik steep trend k baad small wedge ki surat ma appear hotay hain aur opposite direction ma develop kartay hain, uptrend k baad is pattern ma downward slope hoti ha aur downtrend k baad is ma upward slope hoti ha, pennant aik trading pattern hai jis ko trader apny faiday k lae estamal kar sakty hain.
strategy with pennant Pattern
market kbi ik he direction ma hamesa move ni karti wo main trend ko follow karny k bad kuch dair consolidate karti hai or es state ma pennat pattern creatr hota hai, ham ye keh sakty hain k pennant pattern market ki continuation ko show karta hai, consoliidation k waqat market k volume ko observe karna chahe, market ka volume kam ho ga to consolidation state continue karti rahy gi or jb volume increase ho jae ga to market break out karny wali hai, jb market break out kar jae to tb trader ko apni trade open karni chahe, aksar asa dakhny ma ay hai k market us side he pennant pattern k bad move karti hai jis side ye es pattern sy pehle move kar rahi hoti hai.
Signals using Pennant Pattern
Trader ko pennat pattern ko deeply observe karna chahe or es pattern k bad market k break out ka wait karna chahe. Normally asa hota hai k market us side par he move karti hai jis side par es pattern sy pehle move kar rahi hoti hai. Es he lae ham pennant pattern ko continuation pattern kaha jata hai. Yani market agr up trend ma hai to pennant pattern k bad ye mazeed up jany k chances hoty hain. So trader ko buy ki trade ko he open karna chahe. Jo trader es time par achi trade open ni karty wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni ho sakty. Yani pennant pattern k anadar market jb move karna start ho jati hai to market ik channel ma move karna start ho jati hai or ye channel break out par he end hota hai.
Caution
ye pattern trader ki madad k lae hoty hain but enko ankhyn band kar k ehtamad ni karna chahe, pattern market ko explain karty hain or trader es explanation ko use kar k achi trade ko open karty hain agr market ki explanation ko use na kiya jae to trader kbi achi or profit delany wali trades ko open ni kar sakta jis sy esko ye nuksan hota hai k loss ka shikar ho kar apna he account wash kara bethta hai, so small lot sy or pattern ki base par trade ko open kiya jae to kamyabi ma dair ni lgti or profit hasil zarur hota hai, esi sorat ma he loss sy bacha ja sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим