Inverted Hammer Pattern
Inverted hammer candle aik single candle hai, jo k dekhne me same shooting star candlestick ki tarah hai, lekin ye prices k bottom me paye jati hai. Inverted hammer candle k upper side par aik long shadow hota hai, jo k uss k real body ka taqreeban dugna banta hai. Candle ki real body zarror honi chaheye, jo k black and white koi bhi color me ho sakti hai. Inverted hammer candle k banne k pechay ki psychology kuch yon hoti hai, k prices bearish trend ya low area mae hone ki waja se achanak buyers ki pressure ki waja se bullish jane ki koshash karti hai, lekin market main bearish ka control barqarar hone ki waja se ye wapis nechay a jati hai. Jiss se candle k small real body k sath upper side par aik long wick ya shadow ban jata hai. Candle ki bearish trend main lower prices main banna bohut ziada aham hai, jab k iss candle ka color khas qisam ka hona aham nahi hai.
How to Find Inverted Hammer in Market
Inverted Hammer candle prices k bottom me banti hai, q k top par banne ki waja se ye shooting star candle ban jati hai. Candle ki upper aide par aik long shadow hota hai, jo k real body ka taqreeban dogna ya uss se ziada hota hai. Candle ki real body shadow k muqabele me bohut small size ki hoti hai, lekin open aur close prices la same point par nahi hona chaheye, nahi to ye "Gravestone doji candle" ban jayegi. Candle ki color koi bhi ho ye candle ki hasseyat par koi asar andaz nahi hota. Ye candle lower price me hone ki waja se bullish trend reversal ka kaam karti hai.Candle ki real body bullish ya bearish dono main se koi bhi ho candle k specification uss se asar andaz nahi hote lekin candle ka lower price main hona zarori hai. Ye candle small real body main aik upper long shadow k sath banti hai. Candle ka shadow real body ka dugna ya uss se ziada hota hai. Ye candle bullish trend main banne wali shooting star candle se jaisi dekhti hai.
Brief Description of Inverted Hammer Pattern
Inverted Hammer candle bhi long shadow candles (shooting star, hammer candle aur hanging man candle) ki tarah aik small real body ki candle hai jiss ka upper side par aik long shadow hota hai. Candle ka shadow uss ki real body ka taqreeban dogna hota hai, jab k lower side par candle ki shadow nahi honi chaheye, agar small wick ban jaye to acceptable hai, lekin ziada long na ho iss se candle "Spinning top candle" ban jati hai.
Trading with Inverted Hammer
Inverted Hammer candle bottom area ya low price area me hone ki waja se bullish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle long upper shadow k sath aik small real body main hoti hai, jiss se market main buyers ki mazboti ka indication melta hai. Ye candle single candle pattern hone ki waja se ziada reliable nahi hai, iss waja se pattern par trading se pehle prices k leye agli bullish candle ka intezar karen ya dosre trend following indicator ka istemal karen. Inverted hammer candle bearish trend main buyers ki taraf se aarzi koshash hoti hai, jiss main wo prices ko bullish push karte hen, lekin market main still selling dabao ki waja se prices wapis apne aghaz wali position k pass a kar close ho jati hai. Jiss se candle k small real body k sath upper side par aik long wick ya shadow ban jata hai. Candle ki bearish trend main lower prices main banna bohut ziada aham hai, jab k iss candle ka color khas qisam ka hona aham nahi hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим