Bull & Bear's Powers Indicator ;-
Dear Friends*Forex*main trend ki strength ko measure ker kernay kay leiye ham Bull and Bears Powers Indicator use karty hain. isi ki help say hamay yeh pata chal jata hay keh market*k current trend main kitni strength hai ya phir yeh trend kitna long lasting ho ga or kitnay time tak chalay ga.
Trading Help with Bull and Bears Powers Indicator ;-
Basically maximum Trader's ko is base par apni trades ko manage karnay main asani hoti hai keh*Market*k strength ka pata chal jaey to woh yeh faisla kar leny main kamyab ho jaty hain keh yeh trend kitnay period mazeed chalay ga. Yani ager aik trend weak ho raha ho to trader ko is ki trades say exit kar jana chahiye or agr*market*ka trend mazeed strength pakar rha hu to is ka matlab yeh hai keh trader ko abi is trade ko continue karna chahiye.
Bull and Bears Powers Indicator Working Technique ;-
Is indicator ki value 0 to 100 k bitween move karti rehti hai. Jab is ki value 20 say neechy aa jaey to trader ko is say yeh signal milta hay keh*market*ka trend weak ho raha hai. isi tarha jab is indicator ki value 50 say zeyada ho jaey to is ka matlab yeh hota hai keh*market*ka trend mazeed strong ho rha hai.
Stochastic indicator ki tarha yeh indicator*market*ki bullish or bearish state k baray main signal nahi deta. Yeh sirf trader ki help karta hai k kon sa trend kab tak*market*may jari rehy ga. Trader ko is indicator say ye bhi help milti hai keh woh market*k bary main jaan saktay hain keh*market*side move main hai ya kisi or other type k trend main hay.
Bull and Bears Powers Indicator's Signals ;-
Bull and Bears Powers Indicator volume k mutabik signal daita hay or sath sath moving average or volume ko combine kar k in ki average show kerta hay jis say market*k baray main prediction ki jati hay, Bull and Bears Powers Indicator ka ziyada volume show karnay say*market*ki upward moment ka signal milta ha or low volume say*market*k downtrend ki prediction hasil hoti hay, is tarah ham vdx ki three lines strategy ko bhi use kar k*market*ki moment ka andaza achi terha say laga saktay hain, yeh aik acha indicator hay jo hmain trade k liye acha entry orr exit point dila sakta hay, jin k mutabik hm buy or sell ki trades open ya manage kar saktay hain, lihaza ager hmaray pass Bull and Bears Powers Indicator ka acha knowledge ho ga to ham*market*k trend ko thek tarah predict kar paain gay jis sa profitable results gain hon gay.
Technical Points ;-
Is ay basic facts main yeh baat boht hi eham hay kay yeh indicator hamain sirf trend ki strength ka batata hay jab keh hamain is main kisi kisam ki reversal ki indication nahi milti, or agar ham is kay sath kisi or indicator ka use kar kay behter trading signal laity howe achi trading karty hain. Ager ham Bull and Bears Powers Indicator ko apni trading main ziyada help lainy kay liye use karain to is ky sath fundamentally analysis bhi karna boht hi important hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим