Trading ki psychology:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ki psychology:
    • Assalam alaikum dear members umeed ha ap sb khairiat se hn gy or apki tradinh bhht achi jaa ri ho ge.
    • aj ki post main hum forex trading ka important topic tradng psychology jo k sb traders k lye bht important ha smjhna, usko study karen gy.


    What is Trading Psychology?

    • Dear members trade karny k lye bhht se skills chahye hoty hain jesa k fundemants and technicals laikin koe bhi skill itna importanat ni ha jtna k aik trader ka mindset ha.
    • Trading psychology ka mtlb ha apny emotions ko controll karna, jldi se chezon ko smjhna or discipline or rules ko follow karna.

    Snap Decision:
    • dear members tmam traders ko baz oqat bht sharp decissions karny hoty market main entry or exit k lye or es k lye trader ka mentally present or sharp hona lazmi ha.
    • Or es k sth traders ko discupline ki bhi zrorat hoti ha taa k wo apny trading plan ko follow kar sky or apna profit or loss time oy book kar skt or emotions ko es k beech main na any dy.
    • Click image for larger version

Name:	03048DFE-C289-48F9-999E-4456DCDAC308.jpeg
Views:	13
Size:	33.2 کلوبائٹ
ID:	12589764
    • Understanding Fear:
    • Dear members jesa k hum sb janty hain k trading main at the same time profit & loss k chances hoty hain or loss ka hi fear hota ha jo successful hony se rokta ha.
    • Or yhi fear hota ha jski wja se hum baz okat achi trading oppertunities miss kar dety hain or aksr hum
    • fear ki wja se hum apni trades ko km profit main close karty hain jb k market hmari favour main mazeed move krti ha.
    • jb tk hum apny fear py controll ni paty tb tk hum successful traders ni bn paty.
    • Overcoming Greed:

    • Dear members fear ko dor karny ka mtlb ye b nhi ha k ap hr jagha trade le ln lalach karen or apni winning trades ko bhht lmbi hold karen or at the end ap loss main cloe karen.
    • ap ko fear b khtm krna ha or lalach b ni karni q k lalchi traders at the end loss krty hain.
    • apko apny emotions ko controll krty hovy market main technicals or fundaments ko smjh k trade karni ha or reasonable loss or profit targets set karny hain tbhi ap kamyab hn gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ki psychology:

    Trading psychology kya hai?Trading se Murad koi bhi business Shuru Karen aur use per mehnat se kam Karen trading kahlata hai. Misal ke Taur per Agar Ham koi bhi trading Karte Hain ya koi bhi business karte hain to usmein loss aur profit donon generate karne Hote Hain. Jab Ham profit ki taraf Aate Hain To Ham safe rahte hain Jab Hamen loss hota hai To Ham uncomfortable fel Karte Hain. Isliye trading opportunity ke liye Hamen Profit generate karna jaruri hai .
    Click image for larger version

Name:	images (15).jpeg
Views:	2
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12449729


    Bazar ki trading se kia murad hai.
    Bajar ki trading Ko Main explain karne ja raha hun ki jo bhi shopkeeper apni shop mein saazu Saman Le Aata Hai. To vah profit generate karne ke liye hi Le Aata Hai. Agar vah 500000 ka saman Le Aata Hai to usmein se vah Kafi had Tak profit karta hai. Misal ke Taur per Agar vah 500000 ka saman Le aata hai to vah 6 lakh mein bechta hai. Isliye 100000 profit Karta Hai vah Ek month mein. Forex trading Bhi Ek had Tak business Ki Tarah Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	1
Size:	23.6 کلوبائٹ
ID:	12449730Forex trading kia hai.
    Trading Mein Forex bhi Aati Hai Kyunki Forex Mein Kafi billions trillions dollar ki rate ho rahi hai jo ki global market kehlae Jati Hai. Aur Agar Ham Forex Mein Euro USD GBP USD aur Iske alava Kafi thread Hain jismein Ham trading kar sakte hain lekin EUR USD GBP USD Australian aur ameriki dollar yah Kafi men category hand trading ke liye. Isase Ham Achcha profit generate karte hain aur loss bhi kar lete hain lekin trading Mein profit or loss Ek dusre ke main areas Mein Shamil Hain.


    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	1
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12449731
    Last edited by ; 14-02-2023, 10:44 PM.

    اب آن لائن

    Working...
    X