Definition of Divergence in Forex Trading ;-
Dear Friends Forex main use hony wali aik term jis ko ham divergence kehty hain yeh dear assal divergence forex market ki us condition ko kehty hain keh jab market support ya resistance levels ko renew karnay k baad lower move kar jati hay. Matlab yeh keh ham yeh keh saktay hain keh market support ko ya resistance ko lower side ki taraf break karti hai.
Divergence back stage par traders ko sell ki trades open karni chahiyen tab hi aik trader ko trade main profit hasil ho sakta hai. Is terha ki situation may aksar traders kay take profit hit nahi ho paty to manually un ko yeh manage kerna parta hay lekin hamy yeh lazmi mind may rakhna chahiye keh support ya resistancesy aik baar price declined ya rejected ho janay k baad us point pay itna jaldi market nahi aati is liye trades ko manually close kerna behter option hota hay.
Divergence at High and Low Liquidity ;-
Divergence kay mutabik jab market high or low level ko retest karny k baad up side par move kar jaey doosry alfaaz main agar kaha jaey to market apna target per resistance ya support ko upward ki taraf say break karti hai. Is situation ko divergence throw back kehtay hain jis situation main trader ko buy ki trade ko open kar lena chahiye is tarha say he trader loss say bach saktay hain.
High Liquidity ;-
Members, High liquidty assal may market volume pressure ko kehty hain keh jab kuch pair buy or sell ho rehy hon aik significant size main bina kisi variances k ya phir un k exchange rate k. In ki example hain major pair of currencies like GBPUSD , USDJPY , EURGBP or AUDUSD.
Low Liquidity ;-
Low liquidity un pairs ko kehtay hain jo bina kisi variances k ya un ki exchange value ki base par zeyada significant size main buy ya sell na ho rahy hon. Exotic currencies ki low liquidity hoti hai. Is ki example hai PLNJPY.
Divergence pattern yeh indicate karta hai jis main ham becoming more likely dekhte hain ki is mein ham market ko or us ki strategies ko follow ker lain further ham yahan se is ki entry ko dekhain to is mein hamen taken or basic divergens point ko dekhne ko moka bhi milta rehta hai jis mein hamy kafi achy entry point and trading opportunity mil jaati hain or agr is ko achi terha say anylise kren to is yeh kafi powerful strategy hai jo trader ko approach k liye maximum benefits provide kerti hay or yeh pattern mein or Pointing multiple complicity main award indicate karti hay trade ko is say win kiya ja sakta hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим