Commodity Channel Index Indicator : : : : Logic behind the working of this indicator.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Commodity Channel Index Indicator : : : : Logic behind the working of this indicator.
    Chart ma bhot sary indicator hoty hain jin ko ham single or multiple way sy use kar saktyn hain. Oscillator bhot popular indicator ki ik type hai or ye wo hain jin ko trader ko pehle number par learn karna chahe. Ye ik fortunate thing hai kiu kay ye trader kay laye bhot helpful ho sakti hai. But ye just ik tool hai or ye past information kay tor par use kaye ja sakty hain. Jb ye past information ko use karty hain to hamy signal farham karty hain jis ko ham trade ma use kar saktyn hain. Ye traders use karty hain or en ki base par decision making karty hain. But ye sb past information kay uper based hota hai. But past ko use kar kay ham future ko predict ni kar payn gy. Ye information aksar hamy es stage par ley jati hai jaha par decision making almost zero ho jati hai or ham ye kehtyn hain kay market better work ni kar paye gi. But indicator ko realy just tool kay tor par he jana jata hai. So ham keh saktyn hain kay ye tool hammer or screw ka work karta hai. But ye dewar ma khud nail ko pin up ni karta or es kay laye hamy ye effort karna hoti hai. Ye tool hamy serf trend ki manifestation karty hain or es ko decision making ma use kiya jata hai but ye alone hamary laye khud profit ko show karny ki waja ni ban paty.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230213-204814_Firefox.jpg
Views:	2
Size:	97.1 کلوبائٹ
ID:	12589658

    Introduction.

    Commodity channel index indicator ik popular indicator hai or cci rsi ki tarha ik oscillator hai. Hamy pata hai kay oscillator kay bech ma value bounded hoti hai. Cci es sy zayada reliable hota hai kiu kay es ma candlestick ki wicks ko bi incorporate kiya jata hai jb kay rsi ma serf closing value par focus kiya jata hai. Cci ik unbounded oscillator hai or ye infinite value tak grow karta hai. Rsi jb kay 0 sy 100 kay bech ma bounded hoti hai or cci overbough or over sold ko find karny kay laye zayada room farham karta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230213-204833_Firefox.jpg
Views:	2
Size:	102.4 کلوبائٹ
ID:	12589659

    What is commodity channel index.

    Commodity channel index ik unbounded oscillator hai or es ko use kar kay market kay trend ki strength ko asses kiya ja sakta hai. Ye indicator es karta hai jb ye current price or historic moving average kay difference ko find karta hai. But ik chez es ma esi hai jo other oscillators ma ni hoti kay es ki value unbounded hoti hai. Cci ma zero line bhot important hoti hai or ye indicator kay middle ma plot ki jati hai. Agr eski price zero line sy above ho gi to ye indicate karta hai kay price historic price sy above side par move kar rahi hai. At the same time agr ye value zero sy below ho gi to hamy ye information mely gi kay price es time par historic value sy kam side par move kar rahi hai. Over bought or over sold ko generally ham +100 or -100 kay points par spot karty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230213-203853_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	96.4 کلوبائٹ
ID:	12589660

    Commodity channel index logic.

    Es topic sy pehle hamy rsi or other oscillator kay bech ma difference ko find karna chahe. Rsi bhot kam time over bought or over sold territory ma spend karta hai. But cci bhot often over bought or over sold states ma move karta hai. Es indicator ki approach standard oscillator sy bhot different hoti hai or jb cci +100 sy above move karta hai to ye hamy bullish continuation trend ka signal farham karta hai. So jb market -100 kay spot par ponchti hai to ye hamy bearish trend ki information deta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230213-203840_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	96.5 کلوبائٹ
ID:	12589661
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Commodity Channel Index (CCI) Indicator
    Commodity Channel Index (CCI) indicator ko aam tawar par market ki movement ko check karne k leye istemal kia jata hai jo buy ya sell ki identification karta hai. CCI indicator market me mojoda qeemat ko average qeemat k sath aik khas waqat k leye moazena karta hai. Forex trading me traders CCI indicator k leye mukhtalif qisam ki strategies ka istemal karte hen. Commodity Channel Index (CCI) indicator, dar-asal aik oscillator hai, jiss ko Donald Lambert ne 1980 ki dahai mein tayyar kya tha. CCI indicator current price k average price k sath mawazena karta hai, jo aam tor par 14-period se ziyada hote hen. CCI indicator aik oscillator ke tor par, overbought hue aur oversold honay walay areas ko wazeh karne ke liye aik behtareen tool hai, aur yeh aik trend mein bottoms aur tops ki shanakht karne mein bhi madad kar sakta hai.
    Overbought / Oversold Zone
    CCI indicator k liye pehle se by-default value 14-peroid hai, matlab yeh hai, k CCI indicator 14 periods mein average price ki changes k muqablay mein current price ka hisaab lagata hai. CCI indicator ka mushahida karte hue aap dekhen ge ke, ziyada tar time ke liye, indicator + 100 aur -100 ke darmiyan movement karta rehta hai. + 100 se oopar ki reading ko overbought samjha jata hai, jab keh -100 se neechay ki reading ko oversold samjha jata hai. Taham, jab baat trading karne ki ho to uss waqat oversold honay walay aur overbought wale areas ki nishan-dahi karna mushkil ho sakta hai, q k theoretically tor par koi bhi selected instrument baghair kisi limits k neechay ya oopar ja sakta hai. Iss ka matlab yeh hai ke yahan tak ke jab CCI indicator extreme level par ho, prices main mazeed izafa ho sakta hai, ya issi terhan assets bhi neechay ki taraf ja sakta hai chahay, CCI -100 ki satah se neechay q na ho. Issi terhan, CCI indicator ziyada durust signal day sakta hai agar trader usay volitilety k indicator ke sath istemaal karta hai, misaal ke tor par ATR indicator.
    Divergence
    Over-bought aur over-sold levels main reversal ko maloom karne mein madad karne ke ilawa, CCI indicator ko aksar divergences talaash karne ke liye bhi istemaal kya jata hai. Aik momentum based oscillator ke tor par, indicator data aur prices movement k darmiyan farq ko nazar andaaz nahi kya jana chahiye, q k yeh iss baat ki taraf ishara karta hai, k ab maojoda trend main tabdeeli hone wali hai. Divergence ki do aqsaam hen, jin ki tafseel darjazel hai; Bullish divergence uss waqat hota hai, jab CCI indicator oversold area main hota hai, aur CCI indicator high low movement karta hai aur jab k uss k bar-aks prices lower low banati hai. CCI indicator k bearish divergence main humen hamesha overbought level main dekhna chahiye, jahan CCI indicator lower high banata hai aur prices higher low movement karti hai. Price ki ye movement trend reversal ka ishara de sakti hai aur market mein entry honay ke liye traders ko confirmation points bhi faraham karti hai.
    Trading
    CCI indicator mojoda price ko average price k sath aik khas waqat k lehe compared karta hai. Values zero se uper nechay fluctuations karti hai. Aksar hum ne dekha hai k ziada tar 75% tak jo qeematen hen wo 100 aur - 100 ki darmeyan ati hai jab k sirf 25% qeematen is line ko yani 100 aur - 100 k line ko cross karti hai. Is se kisi pair ki ya kisi stock ki strongness aur weakness ko zahir karti hai.CCI indicator me jitna hum lamba time period ko istemal karengay to us se hamen ziada faida hasil hota rahega. Q k hamare target me ziada values ati rahe gi. Forex trading me CCI strategy ko hum kisi values ko 100 se above ya 100 se belwo k leye select karte hen jo k khas time peroid pe munhasir ho sakta hai. CCI indicator ko hum weekly base pe long term aur daily base pe short term trading k leye istemal kar sakte hen.
    • #3 Collapse

      Introduce of Commodity Channel Index (CCI) Indicator Aoa Ummid karta hon Ap Sab khariat Say Hon gy AJ Commodity's Channel Index (CCI) indicator ko aam tawar par market ki movement ko check karne k leye Used kia jata hai jo buy ya sell ki identification karta hai. CCI INDICATORS market me mojoda qeemat ko average qeemat k sath aik khas waqat k leye moazena karta hai. Forex trading me traders CCI indicator k leye mukhtalif qisam ki strategies ka istemal karte hen.Commodity Channels Index (CCI) indicator, dar-asal aik oscillator hai, jiss ko Donald Lambert ne 1980 ki dahai mein tayyar kya tha. CCI indicator currently price k average price k sath mawazena karta hai, jo aam tor par 14-period se ziyada hote hen. CCI indicator aik oscillator ke tor par, OVERBOUGHTS hue aur oversold honay walay areas ko wazeh karne ke liye aik behtareen tool hai, aur yeh aik trend mein bottoms say formation gain ho gy The Explanation of Commodity Channel Index (CCI) Indicator Dear jab CCI INDICATORS k liye pehle se by-default value 14-peroid hai, matlab yeh hai, k CCI indicator 14 periods mein average price ki changes k muqablay mein current price ka hisaab lagata hai. CCI INDICATORS ka mushahida karte hue aap dekhen ge ke, ziyada tar time ke liye, indicator + 100 aur -100 ke darmiyan movement karta rehta hai. + 100 se oopar ki Reading ko overbought samjha jata hai, jab keh -100 se neechay ki reading ko oversold samjha jata hai.Taham, jab baat TRADING STRADGY karne ki ho to uss waqat oversold honay walay aur overbought wale areas ki nishan-dahi karna mushkil ho sakta hai, q k theoretically tor par koi bhi selected instrument baghair kisi limits k neechay ya oopar ja sakta hai. Iss ka matlab yeh hai ke yahan tak ke jab CCI indicator extreme level par ho, prices main mazeed izafa ho sakta hai, ya issi terhan assets bhi neechay ki taraf ja sakta hai chahay, CCI -100 ki satah se neechay ki Truf ho gy Ess trah Over-bought aur over-sold levels main reversal ko maloom karne mein madad karne ke ilawa, CCI indicator ko aksar divergences talaash karne ke liye bhi istemaal kya jata hai. Aik momentum based oscillator ke tor par, indicator data aur prices movement k darmiyan farq ko nazar andaaz nahi kya jana Chahti hyBULLISHNESS divergence uss waqat hota hai, jab CCI indicator oversold area main hota hai, aur CCI indicator high low movement karta hai aur jab k uss k bar-aks prices lower low banati hai. CCI indicator k bearish divergence main humen hamesha overbought level main dekhna chahiye, jahan CCI INDICATORS lower high banata hai aur prices higher low movement karti hai. Price ki ye movement trend reversal ka ishara de sakti hai aur market mein entry honay ke liye trader's ko confirmation positive point Mile ga Trading Stradgy Dear jab bh CCI INDICATORS mojoda price ko average price k sath aik khas waqat k lehe compared karta hai. Values zero se uper nechay fluctuations karti hai. Aksar hum ne dekha hai k ziada tar 75% tak jo qeematen hen wo 100 aur - 100 ki darmeyan ati hai jab k sirf 25% qeematen is line ko yani 100 aur - 100 k line ko cross karti hai. Is se kisi pair ki ya kisi stock ki strongness aur weakness ko zahir karti hai.CCI indicator me jitna hum lamba time period ko istemal karengay to us se hamen ziada faida hasil hota rahega. Q k hamare target me ziada values ati rahe gi. FOREX TRADING me CCI strategy ko hum kisi values ko 100 se above ya 100 se belwo k leye select karte hen jo k khas time peroid pe munhasir ho sakta hai. CCI indicator ko hum weekly base pe long term aur daily base pe short term TRADING STRADGY k leye Used take profit say entery Len gy
      Ap ka aik Thanks Post ki quality kalye Bhoot Important hy (thanks)
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        INTRODUCTION TO THE COMMODITY CHANNEL INDEX (CCI): Commodity Channel Index (CCI) ek aisa technical indicator hai jo traders aur analysts dwara financial markets mein overbought aur oversold levels ko pehchane ke liye widelyistemaal kiya jata hai. Donald Lambert ne 1970 ke aakhir mein isko develop kiya tha. CCI, ek specified samay avadhi mein vartmaan ke price level ko ek average price ke saath tulnatmak roop se maape hai. Ye indicator mukhya roop se potential reversal points ko pehchanne aur khareed ya bech ke signals taiyar karne ke liye istemaal kiya jata hai. CALCULATION OF THE COMMODITY CHANNEL INDEX : Commodity Channel Index isi formula ke istemaal se calculate kiya jata hai: CCI = (Typical Price - Simple Moving Average of Typical Price) / (0.015 x Mean Deviation) Typical Price, har avadhi ke high, low aur close prices ka average hota hai. Uske baad, Typical Price ka Simple Moving Average (SMA) ek specified samay avadhi ke liye calculate kiya jata hai. Mean Deviation, Typical Price aur uske corresponding SMA ke beech ka average difference hota hai. Ant mein, CCI, Typical Price aur SMA ke beech ke difference ko 0.015 guna Mean Deviation se divide karke calculate kiya jata hai. INTERPRETATION OF THE COMMODITY CHANNEL INDEX : CCI zero line ke aas paas oscillate karta hai, jahan par zero se upar ke values bullish momentum ko darshate hai aur zero se neeche ke values bearish momentum ko darshate hai. Traders aam taur par extreme overbought aur oversold levels ko dhundhne ke liye dekhte hai, jo potential reversals ko signal karte hai. +100 se upar ke readings indicate karte hai ki price overbought hai aur neeche ki correction sambhav hai. Wahi, -100 se neeche ke readings indicate karte hai ki price oversold hai aur upar ki correction ho sakti hai. TIMEFRAMES AND PARAMETERS FOR THE COMMODITY CHANNEL INDEX : CCI ko kisi bhi timeframe mein apply kiya ja sakta hai, chahe wo intraday ho ya long-term charts ho. Lekin, CCI ka standard parameter ek 20-day period hota hai. Traders apne trading style aur time horizon ke hisaab se is parameter ko adjust kar sakte hai. Chhote avadhi, jaise 14 ya 10 days, zyada sensitive signals provide kar sakte hai, jabki lambe avadhi, jaise 30 ya 50 days, zyada stable signals provide kar sakte hai. USING THE COMMODITY CHANNEL INDEX IN TRADING STRATEGIES : Commodity Channel Index ko various trading strategies mein istemaal kiya ja sakta hai. Ek common approach hota hai overbought aur oversold levels ka istemaal reversals ke liye. Jab CCI +100 se upar cross karta hai, to ye sell signal darshakta hai, jabki -100 se neeche cross karna buy signal darshakta hai. Traders CCI ko dusre technical indicators ya chart patterns ke saath combine karke signals ko confirm ya filter karne ke liye istemaal kar sakte hai. For example, CCI aur price action ke beech ki bearish divergence ek potential reversal suggest kar sakti hai. Aur iske alawa, CCI ko moving averages ke saath combine karke crossover signals generate kiye ja sakte hai, jahan CCI moving average se upar ya neeche cross karta hai. Ant mein, Commodity Channel Index ek versatile technical indicator hai jo traders ko financial markets mein overbought aur oversold levels pehchane mein madad kar sakta hai. Iske calculation, interpretation aur istemaal ko samajh kar, traders CCI ko apne analysis mein shaamil karke informed trading decisions le sakte hai.

        اب آن لائن

        avatar Ayn
        Working...
        X