main na forex main 3 din kay ander 100$ loss kia tha phr binry main chala gya us main 250$ loss kia ho us waqt meri jo feling the wo main express ni kar sakta kay us waqt mujy dunia main kuch nazar ni a raha tha or kafi din tak to bhokh bi ni lagi the but us sa main na seekha or ab seekh kar dobara karny laga ho umeed ha ab ki dafa sab bahtar ho ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим