ap ki feelings kia hun gi ager ap k sarey balance ka loss ho jay?????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    Forex trading is very risky, so i will not say everyone should depend on it. It is clearly written on brokers disclaimer that you should not invest the amount you can not afford to lose in Forex. This is how it works, many people are having the amount that is too precious to them e.g Inheritance, Pention, school fees etc, all these categories are not investable.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      jab loss h jay to boht dukh hota hai kuch lanhe k liye hwas kam nahi karta jo k boht pain ful hota hai ap ki mehnat zaya ho jati hai but jb loss ho taklef k bawjud himat kabhi b nahi harni chaiye pane emotions par control karna chaiye or us lamhe jald bazi mai a kar ghalt fesla nahi karna chaiye bal k hosle se nay sire se mehnat star karni chaiye
      • #588 Collapse

        bhai allah na kare k aesa kisi k sath b ho lekin ager kisi k sath aesa ho jata ha to phir us person ki feelings bohat he buri ho jati hen is liye humen chahie k ham hud mehnat k sath he kam karen
        • #589 Collapse

          janab app ka sara ka sara balance loss ma chala jay ga to feelings achi nahi ho gi balka app ko masla hi ho jay ga is ka liya kosis karna zarori ha
          • #590 Collapse

            bro loss to hojata hai likin trading chorene ka dill hi nahi karta na jane ke ye kia hai pta nahi ye dhoka hai ya sach ha per mera dill nahi karta trading chorne ko
            • #591 Collapse

              bahi jan apko jb bhi loss hota hai bura to bhot lagta hai zaher si bat hai or gussa bhi bhot aata hai to dear gussa karny sy khoch hasil nai hota bal k apko pearctise ki ziada zarorat hoti hai or yahan py hum loss kar k profit karty hain to apko business chorna chaey bal k ziada knowldge expearns or kam envestment sy dobara treading karni chaey
              • #592 Collapse

                dear bro merey khayal say agr hum ka is main sarey balnace ka loss ho jaye to hum ko is main savar say kam lena chahiye or is main huym ko is say lalach nahi karni chahiye bohat zaida
                • #593 Collapse

                  ge ager sera balce loss mein wast ho geny to mein to tarding chorn do gy bhot guss aati gb loss hote mugy loss berdast nhe hote he dill kart he srif proift he proft ho kunda easy waqt kbhi na line gb mera sera balce loss mein wast ho geny./
                  • #594 Collapse

                    agar mera sara balance loss hota hai to me bahuthu dukhi ho jauna ga kyui hum pak forex forum me abhuthu hard work karte hai post karne me kyuki pak forex foum me hume line ka post type karne me bahuthu time lagata hai to hume mahenat karna padta ahai ur wo loss hote hai to bahut bura lagata hai
                    • #595 Collapse

                      Your thread is good that my thinking avout the loss of the Forex market.
                      I am feel the very bad because I am loss the whole money in the Forex market.
                      But I an care that I am not face the loss in the Forex market.
                      • #596 Collapse

                        Dear bro us time to main kafi depresion man hota ho or mujhy kafi gussa ata han but main jald hi apny app ko recover krleta ho or Next think krta ho k ab kia kiya jaye to phir main next working krta ho or Profit gain krta ho.
                        • #597 Collapse

                          itna loss possible nai he , han agar ho jay to obviously bad feweling hon gi , bt hmein loss k baad himmet nai harna chahie blky or mehnet kerni chahie ta k zeada earn ker skein or apne loss ko pura ker skein
                          • #598 Collapse

                            mery bhi bat asy ha k jab ma ny is kam ko start kiya tha to mujhy is kam par yaken nhi tha ma har mounth aisa he samajta hon k ager kuch na bhe mila to koi bat nhi ma is kam sy wasy bht kuch hasil kar chuka hon
                            • #599 Collapse

                              mujhy patience se kaam lena chahiye insan apni ghalti se hi seekhta hai loss ke baad bhi traders ko himat nahi haarni chahiye, trading aik business hai or business men loss ke bhi utne hi chahnces hoty hain jitne profit ke , but agr hmary pas enough trading knowledge or experience hai to ham apni in skills ko implement kar ke loss ke chances kam kar sakte hain or profit margin increase kar sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                yar kai ho gi loss ho gay tou ho gay koshish o g i k next time hum tora ziada ikhtyat karin or is bar jo ghaltiyan hoi hain un ko dobara repeat na karian
                                is se acha or kuch bhi nai ho askteh k banda himat na hare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X