ap ki feelings kia hun gi ager ap k sarey balance ka loss ho jay?????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    aik new trader ki ye feeling hogi k wo ye smjega k bs trading me ab us ki koi jagah nahi q k us ka account wash hogaya. lekin acha puranay trader ko pata hoga k wo apna loss recover krlega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      listen brother jab aap ka account full wash ho jae ga to zahir se baat he us men aap ki zeyda se zeyda mistakes hongi jiski wajah se aap ka account balance loss ho gaya, forex men trade always fresh mind and market analysis ke baad position open karni chahiye.
      • #468 Collapse

        Agar forex main loss to hota hai lekin agar pora loss hota hai to yakinan ap hi ki galti hogi kyun forex main loss k sath sath profit bhi hota hai to agar apka pora balance khatam hogaya to matlab apne risk management par dehan nahi diya.
        • #469 Collapse

          to mujhy to bhot zada afsos ho ga shyd may bhot zada narvis ho jao or is may zada risk na lo ya hi hota hy agar mujhy forex tradiing may loss hova to may os may zada invest nhi karo ga or is may zada sy zada practice karo ga or phir aik new trikeuy sy forex trading ko start kro ga
          • #470 Collapse

            mere hisaab se jb hum loss mein chalay jatay hain to humein hope bilkul bhi nai loss krnee chaye humein apne app br beleive hona chaye k hum jo kaam krhe hain saee hee krhy hain issay hmein hmare kaam mein bht help mltee hai
            • #471 Collapse

              agr mera loss ho jaye to wo muje koi farq nai pare ga q ke business mn profit aur loss hota retha hai q ke forex mn emotions ko controll karna acha hota hai
              • #472 Collapse

                Assalam-o-alaikum janab mein apne khayal laat batao mein itni bari bids to kabhi na maroo jis main sara amount hi khatam hojae aur ALLAH na kare ke esa kuch ho lekin agar hota hai to isse apne liye imtehan ka waqt samajh kar guzarunga aur agey ke liye planning karna shuru karun ga Thank you...
                • #473 Collapse

                  G han dear loss hony k baad dil karta hai k hum trading chor den but Wo insan hamesha kamyab hota hai jo apni mistakes sy seekhta hain G han dear mere khyl mai humain forex trading mai apni mistakes sy seekhna chahye humain jab b mistake ho humain chahye k hum search karen k humain yeh kis waja sy hoi hai or phir next time is sy bachana chahaye Thanks
                  • #474 Collapse

                    main tu first ye hai ky asi bat socta he nahe ho ky muje forex trading main loss ho ga khoe ky forex trading main jab ap ko loss ho jaye tu per ap demotivated ho jate hai aur fealing be sad hoti hai is lie asa souch be anhe
                    • #475 Collapse

                      mere khayal se isi liye kaha jata he ke mind ko sharp rakh kar yahan ao ke yahan par kuch bhi kabhi bhi hosakta he agar apka mind sharp hoga aur fresh hoga to ap behtar faisla akrne ke qabil rahogre aur mere khayal se aisi situation men bhi behetareen faisla yehi he ke ap kaam karte raho aru kaam ko barhate raho khatam na karo
                      • #476 Collapse

                        yar yakeeni bat hai ke kafi dukh hoga wese mere sath kabhi bhi aesa nahi hua hai lekin ham apni planning ki waja se aesa hone se rok sakte hain
                        • #477 Collapse

                          mujhy bht zada afsoos hoga agar mera sara balance khatam ho jae ga lakin mujhy is bat pay bhi yakin hay kay asa ni hoga ku kay main tamam sawaloun kay jawab kafi imandari say awr un sawaloun kay mutabkat say jawab day raha houn.
                           
                          • #478 Collapse

                            Allah na kre aesa kbi ho..lekn agar aesa hoga tou mera mood tou bht kharab hoga aur shayd yeh kaam chornay ka b decision le ln lekn mein shayd choron nae umeed rkhnga kyn k kbi kbi aap ko profit baad mein b hoskta hai
                            • #479 Collapse

                              well ye to aik normal baat hai k hum bht sad hon gy qk hamari total ammount ka hi loss ho jaye ga jis ki waja se hamare pas koi second option hi nhi hogi yan to hum kaam ko chor dain gy yan phr naye sire se kaam ko start karen gy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                i think in this situation we should be learn about money managment money management are the main reason that trader are succes ,if you dont have any money management then the way to become succesful trader are more far away from you ,you should have this one if you wanna be succesful trader

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X