trade with shooting star

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade with shooting star
    what is shooting star



    shooting star ke tashkeel forex market mein aik bearish reversal candle stick pattern hota hey forex market mein yeh serf aik candle stick pattern hota hey jab market mein price ko zyada dahkail deya jta hey or yeh market mein nechay ke taraf reject ho jate he takeh forex markt mein aik long wick oper chor jay or forex market mein nechay ke price ko reject kar deya jata hey total lambai ka kam say kam half part layna chihay Click image for larger version

Name:	shooting-star-candlestick-pattern_body_2019_05_02_13_06_48_Window.png
Views:	16
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12589544
    mazeed yeh keh close honay wale price candle stick ke price kay zyada close hone chihay yeh overall tor par bearish ka structure he hota hey or higher trading ko kaim rakhnay say bhe kaiser hn



    advantage shooting star candle stick pattern


    shooting star candle stick pattern apni sadge ke wajah say new technical trader aik best tool hota hey ager forex trader pattern ke details par amal karna chahen gay jaisa keh oper batya ja choka hey keh candle stick pattern khod he kabhi kabhi nakes ho jay ga forex market mein shooting star new bearish trend ko identify karta hey es ley aik single candle stick forex market kay tred kay ley important nahi ho sakte hey


    trade with shooting star



    Click image for larger version

Name:	shooting-star-candlestick-pattern_body_2019_05_02_14_04_05_IG_Trading_Platform_Spread_Betting.png
Views:	19
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12589546
    forex market mein es reversal pattern par trade karna kafi zyada asan ho jata hey es ka matlab yeh hey keh forex market mein prices ko asani say samjh saktay hein chonkeh prices ko pehlay shooting star ke highs par reject kar deya jata hey es ley hum recently swing high par stop loss ko kaim karnay ke koshesh kar saktay hein
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Shooting Star Candlestick
    Shooting star candlestick aik long Upper tail k sath short body ki candle stick pattern banti hai. Candle ki open aur close price aik dosre k qareeb hone chaheye. Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji candlestick se mukhtalif hoti hai, q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai. Shooting star candlestick ki aik long upper tail is baat ka ishara karti hai, k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat (reversal) change nahi hoti hai bulke jo candlestick Shooting star banti hai us k tail ki reversal trend shoro hoti hai. Shooting star candlestick pattern bearish aur bullish dono tarah ki candle main ho sakti hai, lekin market aur prices k ziada upper area main hone ki waja se ye bearish trend reversal k leye ziada mashahoor candles hai.
    Candles Formation
    Shooting star candlestick candle prices k top main kam supply aur ziada demand k natijay main wajood main ati hai. Ye candle aik strong reversal k leye jani jati hai, jo k upward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se ho sakti hai; Shooting Star Candle: Shooting star candlestick agar prices k top main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, ye bearish candle hi tasawar ki jati hai, q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai. Candle k leye prices k position zarori hai, color nahi hai.
    Explaination
    Shooting star candlestick price chart par aksar top ya bottom prices par nazar ati hai aur aksar issi position prices reversal ho jati hai. Ye candle aik spike ki sorat main nazar ati hai, jab bhi kisi strong news ki waja se prices teezi k sath upward rise karne k baad wapis apne lower open price k qareeb ja kar close hoti hai. Ye candle aik long upper shadow k sath hoti hai, jiss k lower side psr aik small real body hoti hai. Candle k lower side par small wick banne se candle ki performance par koi asar nahi parta hai, lekin ziada lamba shadow banne se candle ki hososeyat neutral ho jayi hai. Real body ka color kisi khas pattern ka hona zarori nahi hai, lekin iss candle ki upper prices main hona ziada aham hai. Dekhne main ye candle top prices par banne wali gravestone doji candle ki hi tarah lagti hai.
    Trading
    Shooting star candlestick prices k top main ziada bullish pressure parne par banti hai, jiss se aik small real body ki candle k upper side par aik lamba saya hota hai, jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta hai. Ye candle aik strong bearish signal genrate karti hai, jiss par confirmation k baad sell ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle ka bearish real body main hona zarori hai, jab k bullish candle banne se ye candle trading k leye invalid ho jati hai. CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main trade karni chaheye, jis se confirmation aur bhi ziada mustehkam hoti hai. Stop Loss pattern k sab se top position ya candle k shadow k upper side par jo k prices k leye resistance level hoti hai, se two pips above set karen.
    • #3 Collapse

      shooting star ke tashkeel forex market mein aik bearish reversal candle stick pattern hota hey forex market mein yeh serf aik candle stick pattern hota hey jab market mein price ko zyada dahkail deya jta hey or yeh market mein nechay ke taraf reject ho jate he takeh forex markt mein aik long wick oper chor jay or forex market mein nechay ke price ko reject kar deya jata hey total lambai ka kam say kam half part layna chihay aik long Upper tail k sath short body ki candle stick pattern banti hai. Candle ki open aur close price aik dosre k qareeb hone chaheye. Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji candlestick se mukhtalif hoti hai, q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai. Shooting star candlestick ki aik long upper tail is baat ka ishara karti hai, k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat (reversal) change nahi hoti hai bulke jo candlestick Shooting star banti hai us k tail ki reversal trend shoro hoti hai. Shooting star candlestick pattern bearish aur bullish dono tarah ki candle main ho sakti hai, lekin market aur prices k ziada upper area main hone ki waja se ye bearish trend reversal k leye ziada mashahoor candles hai.
      Candles Formation
      Shooting star candlestick candle prices k top main kam supply aur ziada demand k natijay main wajood main ati hai. Ye candle aik strong reversal k leye jani jati hai, jo k upward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se ho sakti hai; Shooting Star Candle: Shooting star candlestick agar prices k top main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, ye bearish candle hi tasawar ki jati hai, q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai. Candle k leye prices k position zarori hai, color nahi hai. shooting star candle stick pattern apni sadge ke wajah say new technical trader aik best tool hota hey ager forex trader pattern ke details par amal karna chahen gay jaisa keh oper batya ja choka hey keh candle stick pattern khod he kabhi kabhi nakes ho jay ga forex market mein shooting star new bearish trend ko identify karta hey es ley aik single candle stick forex market kay tred kay ley important nahi ho sakte hey trade with shooting star
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum Dosto! Shooting Star Candlestick Shooting star candlestick aik long Upper tail k sath short body ki candle stick pattern banti hai. Candle ki open aur close price aik dosre k qareeb hone chaheye. Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji candlestick se mukhtalif hoti hai, q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai. Shooting star candlestick ki aik long upper tail is baat ka ishara karti hai, k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat (reversal) change nahi hoti hai bulke jo candlestick Shooting star banti hai us k tail ki reversal trend shoro hoti hai. Shooting star candlestick pattern bearish aur bullish dono tarah ki candle main ho sakti hai, lekin market aur prices k ziada upper area main hone ki waja se ye bearish trend reversal k leye ziada mashahoor candles hai. Candles Formation Shooting star candlestick candle prices k top main kam supply aur ziada demand k natijay main wajood main ati hai. Ye candle aik strong reversal k leye jani jati hai, jo k upward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se ho sakti hai; Shooting Star Candle: Shooting star candlestick agar prices k top main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, ye bearish candle hi tasawar ki jati hai, q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai. Candle k leye prices k position zarori hai, color nahi hai. Explaination Shooting star candlestick price chart par aksar top ya bottom prices par nazar ati hai aur aksar issi position prices reversal ho jati hai. Ye candle aik spike ki sorat main nazar ati hai, jab bhi kisi strong news ki waja se prices teezi k sath upward rise karne k baad wapis apne lower open price k qareeb ja kar close hoti hai. Ye candle aik long upper shadow k sath hoti hai, jiss k lower side psr aik small real body hoti hai. Candle k lower side par small wick banne se candle ki performance par koi asar nahi parta hai, lekin ziada lamba shadow banne se candle ki hososeyat neutral ho jayi hai. Real body ka color kisi khas pattern ka hona zarori nahi hai, lekin iss candle ki upper prices main hona ziada aham hai. Dekhne main ye candle top prices par banne wali gravestone doji candle ki hi tarah lagti hai. Trading Shooting star candlestick prices k top main ziada bullish pressure parne par banti hai, jiss se aik small real body ki candle k upper side par aik lamba saya hota hai, jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta hai. Ye candle aik strong bearish signal genrate karti hai, jiss par confirmation k baad sell ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle ka bearish real body main hona zarori hai, jab k bullish candle banne se ye candle trading k leye invalid ho jati hai. CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main trade karni chaheye, jis se confirmation aur bhi ziada mustehkam hoti hai. Stop Loss pattern k sab se top position ya candle k shadow k upper side par jo k prices k leye resistance level hoti hai, se two pips above set karen.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          "Shooting Star" candlestick pattern ek reversal pattern hai jo ke market analysis mein istemal hota hai. Yeh pattern typically uptrend ke baad aata hai aur bearish reversal ko indicate karta hai. Iska appearance ek star ki tarah hota hai jis ke neeche ek lambi tail hoti hai. Mainly, is pattern ka matlab hota hai ke buyers ne price ko initially upar lekar gaye the lekin phir sellers ne control le liya tha aur price ne neeche aakar close kiya. Shooting Star Candlestick Pattern Ki Tafseel: Shooting Star candlestick pattern ki tafseel niche di gayi hai: Body: Choti body hoti hai jo ke upar wali price aur neeche wali price mein difference hota hai. Upper Shadow (Tail): Upar wali taraf lambi tail hoti hai, jo price ke upar gayi thi lekin phir wapas neeche aayi. Lower Shadow (Tail): Neche wali taraf choti tail hoti hai, jo body ke neeche extend hoti hai. Shooting Star Pattern Ka Trading Tariqa: Shooting Star pattern ka trading tariqa samjne ke liye yeh steps follow karein: Trend Ka Pata Lagayein: Shooting Star pattern uptrend ke baad aata hai, is liye pehle trend ko identify karein. Agar uptrend hai toh aap Shooting Star pattern ki taraf tawajjo denge. Shooting Star Ki Confirmation: Agar Shooting Star pattern bana hai, to usko confirm karne ke liye doosre indicators ya patterns ka istemal karein. Yeh pattern single indicator par rely karne ke liye nahin hota. Price Confirmation: Agar Shooting Star pattern ke baad price ne neeche move kiya aur trend reversal hua, to yeh pattern confirm hota hai. Support/Resistance Levels: Shooting Star pattern ek important support ya resistance level ke near bana hai toh yeh us pattern ki credibility ko barha sakta hai. Volume Check Karein: Agar Shooting Star pattern ke saath kam volume hai, toh yeh indicate kar sakta hai ke market mein interest kam ho sakta hai aur reversal hone ke chances hote hain. Stop-Loss Aur Target Set Karein: Agar aap Shooting Star pattern ke based par trade le rahe hain, toh aapko proper stop-loss aur target levels set karna chahiye. Stop-loss aapki capital ko protect karta hai aur target profit ko secure karta hai. Risk Management: Hamesha risk management ka istemal karein. Aap apni trading capital ke sirf chhote hisse ko risk karne ki salahiyat rakhein. Yaad rahe ke candlestick patterns ek part hain trading analysis ka. Iske saath saath aapko doosre technical indicators aur market analysis tools ka bhi istemal karna chahiye. Shooting Star pattern ko sahi tariqe se samajhne aur us par trade lene ke liye practice aur experience ki zaroorat hoti hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X