trade with bullish engulfing candle stick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade with bullish engulfing candle stick pattern
    strong green candle stick ke body jo keh pehlay say red candle stick ko engulfing karte hey jo keh forex market mein nechay kay trend nechay indicate hota hey
    nechay ke taraf trend nechay wallay hesay mein hota hey candle stick Doji hte hey jo keh bad mein candle stick bullish cadle ke highs par indicate ho jate hey
    trend reversal up side jab candle stick bullish candle ke onchai kay bad mein zahair ho jate hey
    selling pressure losing momentum at this key level



    trade with bullish engulfing candle stick pattern



    nechay dey gay GBPUSD daily chart par bullish engulfing candle stick pattern or candle stick pattern ka action daikha ja sakta hey yahan par forex market mein pattern nechay ke taraf dekhaya geya hey bad mein anay wale candle stick kay signal ke toseeq kar de woh bullish candle stick ke onchai say par close hgain
    stop loss ko bullish engulfing candle stick kay lower part kay nechay darjay say nechay set kea ja sakta hey jes mein important evel par aik targeet mkarar kea jata hey jes ke price bunce ho choke ho yeh recently swing high hey or hamesha positive risk o reward frahm karta hey



    Trading bullish engulfing candlesick pattern

    Forex member is mein kam karne ke liye important hota hai ki Ham market mein pahle se market ko achcha time den market mein Ham jitna achcha kam karenge hamen kamyabi milegi market mein Ham sab planing ke sath kam karenge to hamen kamyabi milegi agar Ham ismein jaldbaji karenge to Ham kamyab Nahin ho sakte kamyabi unhin ko milati hai Jo ismein achcha kam karte hain proper market ko time dete Hain vahi log ismein kamyab ho sakte hain aur jo log ismein daily work karte hain daily market ko time dete Hain UN logon ke pass Forex ka sabse achcha knowledge hota hai aur vah daily apna profit nikaalte Hain Forex hamare liye ek behtarin online business hai ismein Ham kamyab ho sakte hain agar achcha kam krein .


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade with bullish engulfing candle stick pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bullish Engulfing Candlestick Pattern


    Bullish engulfing candlestick pattern main dosre din ki candle previous din ki candle k bottom par gap main open ho kar ussi k top par above close hoti hai. Bullish engulfing candlestick pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bearish candle hoti hai, jab k dosre din ki candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Pattern ki dosre din ki bullish candle pehli din ki bearish candle ko apne andar engulf kar leti hai, ynni bullish candle bearish candle k lower side par gap main khulti hai, jab k close ussi se above top par hoti hai. Pattern ki bullish candle bearish candle se ziada hoti hai, jo k market main current bearish trend ka khatema karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (44).jpeg
Views:	17
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12449412

    Candles Formation


    Bullish engulfing candlestick pattern main shamil candles bearish aur bullish pattern ki hoti hai, jo k prices k bullish trend reversal k leye istemal hota hai. Pattern ki dosri candle pehli candle ko apne andar ger leti hai, jiss ko engulfing kaha jata hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	figure-6.png
Views:	13
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12449413

    1. First Candle: Bullish engulfing candlestick pattern ki pehli candle market k current trend k mutabiq aik bearish trend hoti hai, jiss ka close price open price k se nechay hota hai. Bearish candle shadow samet ya uss k bagher ho sakti hai, jo k real body main hoti hai.

    2. Second Candle: Bullish engulfing candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k muqabele main long real body main hoti hai, jo pehli candle k bottom par open ho kar ussi k top par close hoti hai. Dosri candle lazmi real body main main honi chaheye aur pehli candle ussi k real body k andar honi chaheye.

    Explanation

    Bullish engulfing candlestick pattern price chart par uss waqat banti hai, jab bhi sellers market main dilchaspi lena kam kar dete hen. Ye pattern prices k top par ya bearish trend main ban kar market ka trend bullish reversal bana deta hai. Pattern main shamil dono candles real body main honi chaheye, jiss main dosri candle pehli candle se size main bari honi chaheye. Pattern ki banne ki psychology kuch iss tarah se hai, jiss main sellers ki prices k bottom main mazeed dilchaspi nahi rehti hai, aur ussi waqat buyers market main ziada active ho jate hen. Baaz dafa ye pattern koi strong news release hone k baad prices k bottom main banta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (98).png
Views:	15
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12449411

    Trading

    Bullish engulfing candlestick pattern trading k leye aik strong bullish signal deta hai, jiss se buyers market main entry karte hen. Pattern ki k baad aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main honne k sath sath dosri candle k top par close honi chaheye. Lekin bearish candle banne ki sorat main trade entre karne se parhez karen. Trend confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Pattern do candles ka hota hai, iss waja se stop loss ka istemal zarori hai. Stop Loss pattern k sab se lower position ya dosri candle k open price se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (46).jpeg
Views:	15
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12449410

    اب آن لائن

    Working...
    X