What are Aroon Indicator aur Aroon Oscillator in Forex Trading
Aroon indicator
Aroon indicator wo indicator hai jo market ka trend or pair ya commodity ki price ko find karny k lae use kiya jata hai es k sath sath ye trend ki strength ko b measure karny k lae use kiya jata hai. Ye indicator highs or lows k darmeyan ma time mahloom karta hai. So strong uptrend ki sorat ma ye new high ko show karta hai. Es k sath sath ye strong down trend ko new low sy share karta hai. Ye indicator signal deta hai jb es tarha hota hai or tb b signal deta hai jb es tarha ni hota. Ye indicator 2 lines par depend karta hai ik hoti ha aroon up line jo up trend ko find karny ma usw hoti hai or ik hoti hai aroon down line jo down trend ko measure karny k lae use hoti hai. Aroon indicator date k 25 periods ko use karta hai or ye batat hai k ketny period high or low thy en 25 periods ma sy. Jb aroon up aroon down sy uper hu to yw bullish behaviour show karta hai or jb aroon down aroon up sy uper hai to ye downward signal show karta hai. Jb both lines ma cross over hota hai to ye trend change ko show karta hai. Aroon up or aroon down lines 0 sy 100 k darmeyan ma chalti rehti hain. Jb enki value 100 k kareeb ho to eska matlab hota hai market ma strong trend hai but jb ye lines 0 k pas hoti hai to eska matlab hota hai market ma weak trend hai. Aroon up jetna low ho ga trend etna he weak ho ga.
Aroon oscillator
Jb oscillator zero sy nechy ho ga to eska matlab hai k new trend start hony wala hai. Es ka matlab hai k aroon down aroon up ko nechy sy cross kary ga. Es ma low zayada banta hai agr ham esko high sy compare karyn to. Aroon oscillator aroon up or aroon down ko use karta hai oscillator ko bananay ma. Aroon up or aroon down periods ko measure karty hai last 25 high or low ma sy. Aroon oscillator zero ko cross karta hai jb aroon up aroon down k uper sy move karta hai. Aroon oscillator zero line par drop ho jata hai jb aroon down aroon up k nechy move kar rha hu.
Conclusion
Forex trading mein, aroon indicator aur aroon oscillator ko market ka aik jame nazriya faraham karne, aur ziyada bakhabar tijarti faislay karne ke liye deegar takneeki tajzia tools ke sath mil kar istemaal kya ja sakta hai. Taham, tamam takneeki tajzia ke alaat ki terhan, tajzia aur market ki maloomat ki deegar aqsam ke sath mil kar aroon isharay aur aroon oscillator ka istemaal karna zaroori hai, aur tijarti faislay karte waqt kabhi bhi mukammal tor par takneeki tajzia par inhisaar nah karen .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим