Trading with hammer candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with hammer candlestick pattern
    AOA

    Introduction

    Friends kya haal hai aapki ummid karta hun aap sab khairiyat Se Hain Aaj jes topic ko Ham discuss Karenge vah Hai trading with hammer candlestick pattern Jab is pattern ko Ham trading chart per Banta Hua Dekhte Hain To Hamen apni trading strategy kya use Karni chahie jisse Hamen market Mein Achcha profit Hasil ho sake isko understand Karte Hain Taki ham acchi trading karte hue Achcha profit Hasil kar sake

    Hammer candlestick pattern
    Bullish hammer candlestick pattern forex market mein paya jata hai jo ki forex market Mein price ke chart bullish pattern ke reversal Mein Hi paya jata hai forex market Mein dusre candlestick se different Hota Hai Kyunki Iske single candlestick Ek Mor per market Mein kam karne ke trend ke dauran Ishara Karta Hai hammer Ke Neeche ki candlestick ke forex market mein open close high aur Low per ki Ja sakti hai hammer banne ke liye currency new low banne ki taraf Ishara kar diya Jata Hai forex market Mein price mein vah se Taur per Ishara karna chahie aur Market mein kam ke bad price Mein kam Hona chahie candlestick forex market Mein Ek Chhote body rahti hai market Mein Iske close Ho Jaati Hain


    Identification aap hammer candlestick pattern

    Candle stick Ek Chhoti Badi ke sath hoti hai jo ki forex market Mein niche ke sath trend Mein lower part ke sath Hoti Hai dusre indicator se confirmation jaise ki neachy mein bataya Ja chuka hai forex market Mein trend reversal up side ki taraf hi hota hai ek specific Ke level per price reject Ho Jaati Hai

    Trading with hammer candlestick pattern
    Bullish hammer Candle stick pattern different kism ki chart aur time period Se Milkar Ban sakte hain currency per AUD/USD per hammer Ek hammer ki ek Misal Di Ja sakti hai 20 April se 31 may 892pipd AUD/USD Gir Gai Thi is Kami ke trend ka end hammer ke sath Hi Hua jata hai aur Iske bad price Mein Aaj Ke price action se total 792 pips ka ijaafa Ya Hai Ek level Ke Niche banenge Vishva Mein stop loss lagaenge ki Lagane ke liye niche kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading with hammer candlestick pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Hammer Candlestick


    Hammer candlestick aik single candle par mushtamil pattern hai, jo k prices k bottom trend par bannti hai, aur prices ka bullish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle taqreeban shap main hanging man jaisa hi hai, lekin faraq ye hai k hammer candle prices k bearish trend ya down trend main bantti hai. Hammer candle ki aik small real body hotti hai, jis ka downward side par aik long tail ya wick hotti hai. Jab k ziadda tar candle k upper side par koi wick ya shadow nahi bantta hai. Aggar up side par aik small wick ban bhi jayye to bhi acceptable hai, lekin ziada long ya real body se size main bara na ho. Ye candle bottom trend par honne ki waja se inverted hammer candle ki opposite hotti hai, q k wo bhi bottom trend par bantti hai, lekin us ka shadow ya wick upside par hotta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (20).png
Views:	65
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12449269

    Candles Formation


    Hammer candlestick pattern bottom trend par bullish trend reversal ka kaam to kartti hai, lekin zarrori nahi hai, k ye candle bullish hi ho. Candle k leye bottom position ziadda aham hai. Candle ki formate darjazzel tarrah se honna chaheye ;

    Click image for larger version

Name:	hammer-1024.jpg
Views:	37
Size:	51.1 کلوبائٹ
ID:	12449270

    Hammer Candle: Hammer candle bullish ya bearish dono formate main ho saktti hai. Ye candle kisi bhi color main yanni black or white main ho kaam is ka bullish trend reversal ka hotta hai. Candle ki real body small aur lower side par aik long wick zaror hona chaheye.

    Explanation

    Hammer candlestick pattern k banne k pechay ki psychology ye hai k bottom trend par prices bearish trend k rules ko follow kartte howe pehle downward jatti hai, lekin baad main buying pressure ki waja se qeematen wappis increase ho jatti hai, aur candle ki bottom prices k leye support ka role play kartti hai. Hammer candle main prices downward janne k baad wapis open price k pass close ho jatti hai, jis par candle ki aik small real body banti hai, aur lower side par aik long shadow ya wick hotti hai. Hammer candle ki upside par wese to koi wick ya shadow nahi honna chaheye lekin aggar bann jaye to is se candle k formation par koi assar nahi partta hai. Lekin upside par shadow ziadda nahi honi chaheye jis se ye candle "Spinning top" candle bann jaye. Candle k bullish ya bearish color se koi assar nahi parta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (21).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12449268

    Trading

    Hammer candlestick agar long timeframe pa ho to bullish trend reversal ziada mazbot hogga. Pattern k lower side par long wick prices ka support level show karti hai, jiss se prices ka upward rise ziada mustahkem hota hai. Hammer candle shape main hanging man candle jaisa hi hai, lekin prices k bottom par honne ki waja se dono main difference ban jata hai. Hammer candlestick pattern par entry karne se pehle prices ka bottom area honna zarori hai, dossra pattern k baad confirmation candle ya koi relaible indicator se help bhi zaror lenni chaheye. Aggar hammer candle k baad aik long real body wali bullish candle banti hai to ye aik strong trend reversal aur market main buy ki entry ki position hoggi. Stop Loss ki position pattern k bottom par ya hammer candle k lower price se ek ya do pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	45
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12449267
    • #3 Collapse

      Re: Trading with hammer candlestick pattern

      Hammer Candlestick Pattern:
      Hammer candlestick pattern just one candlestick par base karta hai. Jesa kay pehle discuss ho chuka hai es pattern ko identify karna bhot easy hota hai or ye market ki bhot clear information provide karta hai es laye es ko use karna bhot simple hota hai. Es pattern par trade karny kay laye but kuch chezo ka khawal rakhna hota hai. Jis ma pehle ye kay es pattern hamy tb he trade karni chahe jb ye apni confirmation provide kary. Ye pattern jetna simple hota hai etna he ye risky bi hota hai. Agr bena confirmation kay es par trade karny ki khosis karyn gy to ye pattern bhot harmful effects provide kar sakta hai. Es pattern par trade karny kay laye ik or bat bi zehan ma rakhni chahe or wo ye kay es ko back test lazmi karna chahe. Bena back test kay trade ma enter hony kay bhot worse results ho saktyn hain. Last ma ye bat bi zehan ma rakhni chahe kay hamesa es pattern par small lot sy trade karni chahe. Big lot hamy acha profit delany ma help to karti hai but jb loss hota hain to account wash bi ho jata hai. Kiu kay big lot ko use kar kay agr loss ho to wo bi zayada hota hai jo bear karna impossible hota hai.

      Explanation:
      Dear my friends Forex trading me hammer candle stick us waqat banta hai jab market me selling pressure waqti tawar pe a jata aur us k bad market ki reversal ho jati hai aur candle ki close hone pe market ki candle stick hammer patterns ka van jata hai. Hammer candle stick pattern banne se market me buyer zyada active ho jate hen, aur traders ko market ki reversal ka ishara mel jata hai. Jis se traders market me stocks ko sbuy karte hen. Forex trading me hamamer candle pattern ka ye faida hai k is se hamen aik strong qisam ki market ki reversal ka ishara mel jata hai aur yahan se market pher uptrend chalna shoro karta hai. Hamen lazmi tawar par hammer candle stick banne k bad market me buy ka trade open karna chaheye.

      How We Trading:
      Forex trading me candle sticks chart pattern us waqat banta hai jab bhi market me koi price kisi nuqta aghaz k muqable me kam ho jaye lekin apne opening point se kuch fasle pe band ho jaye, hammer candle stick pattern me candle ki choti si bady ban jati hai jo k doji candle stick pattern se mukhtalif hoti hai. Hammer candle stick pattern me candle ka jo saya banta hai aik to wo downward hota hai aur dosra ye saya candle ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candle stick pattern ko hammer candle stick pattern kaha jata hai. Hammer candle stick pattern me candle ki body market ki opening aur closing point ko represent karti hai, jab k candle stick ka saya market ki price high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai. Hammer candle stick aksar bearish movement pe banti hai jis me market me koi price aik khas waqat k leye bohut hi ziada down to chali jati hai.
      Click image for larger version

Name:	hammer 6.png
Views:	1
Size:	1.4 کلوبائٹ
ID:	12449288

      Thank YOU
      • #4 Collapse

        Re: Trading with hammer candlestick pattern

        A.O.A , sir ma yaha per new person hu aur jis tarha sa ap na explain keya ha , iss sa mujha buhot kuch wazha ho gaya ha , aur aga future ma mere leya ya buhot kara maad sabat ho ga , aur sir umeed karta hu ka ap mujha jasa new persons ko aur bhi achi tarha guide karn ga aur bhi ise tarha achi achi post kar ka hama sum jaya ga . Thanks you sir .
        • #5 Collapse

          Re: Trading with hammer candlestick pattern

          Hammer Candlestick pattern kya hy?

          Mere pyare dosto, hm apko hammer candlestick ke bare me btayen gy.Forex trading me candlesticks chart pattern us waqat banta hai jab bhi market me koi price kisi nuqta aghaz k muqable me kam ho jaye lekin apne opening point se kuch fasle pe band ho jaye, hammer candlestick pattern me candle ki choti si bady ban jati hai jo k doji candle stick pattern se mukhtalif hoti hai. Hammer candlestick pattern me candle ka jo saya banta hai aik to wo downward hota hai aur dosra ye saya candle ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candlestick pattern ko hammer candlestick pattern kaha jata hai. Hammer candlestick pattern me candlestick ki body market ki opening aur closing point ko represent karti hai, jab k candlestick ka saya market ki price high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai. Hammer candlestick aksar bearish movement pe banti hai jis me market me koi price aik khas waqat k leye bohut hi ziada down to chali jati hai lekin buyers ki pressure ki waja se wo price wapis uper position pe a jati hai. Lekin pher bhi candlestick ki aik small body nechahy side pe ban jati hai. Hammer candlestick pattern me market price ki down side pe rejection ko zahir karti hai jis se market us position se wapis a jati hai. hammer candlestick se related bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt agar aap Forex trading Mein Apne technical analysis ko complete Karte Hain To Aisi situation main aap bahut hi perfect results produce kar sakte hain hammer candlestick aapko bahut hi important information provided kar rahi hoti hai jismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.

          Click image for larger version

Name:	ham.jpg
Views:	5
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12449317

          Benefits of hammer candlestick pattern

          Hello friends, Hammer candlestick ke kuch benefits hain jo ke me apky sath share karne ja raha hu. Forex trading me hammer candle stick us waqat banta hai jab market me selling pressure waqti tawar pe a jata aur us k bad market ki reversal ho jati hai aur candle ki close hone pe market ki candle stick hammer patterns ka van jata hai. Hammer candle stick pattern banne se market me buyer zyada active ho jate hen, aur traders ko market ki reversal ka ishara mel jata hai. Jis se traders market me stocks ko sbuy karte hen. Forex trading me hamamer candle pattern ka ye faida hai k is se hamen aik strong qisam ki market ki reversal ka ishara mel jata hai aur yahan se market pher uptrend chalna shoro karta hai. Hamen lazmi tawar par hammer candle stick banne k bad market me buy ka trade open karna chaheye.

          Click image for larger version

Name:	hamm.jpg
Views:	18
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12449318

          Importance of hammer candlestick pattern:

          Dear students,dekhyen jesy baki candlesticks pattern important hoty hain wesy hi Hammer candlestick pattern bhi bht important role play karti hy. agar aap apne technical analysis ko perfect banana Chahte Hain to ismein hammer candlestick aapke liye bahut hi important platform ho sakta hai aur aapke analysis ko complete karne mein aapke liye bahut hi best indication provide kar raha hota hai isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap apne technical analysis ko study Karte Hain To usmein aap market Mein available different important candlesticks ko completely study Karen aur unko apni trading per reply karne ke liye consistently hardworking Karen aap apni analysis demo Kaun per complete kar sakte hain aur Iske bad of real account per isko apply kar sakte hain.Hammer Candle bht importance rkti hai kyu k yeh hamry trend change hny k bary mn btati hai jab bhi yeh candle bnti hai iska meaning yehi hta hai k trend ab sell sy buy ki tarf jaany wala hai aur yeh bnti bi tab e ha jab trade sell m ja rhi hti hai ya jany wali ho phr sy yeh bn jaye iska mtlb yehi hai k ab phr buy ki taraf e jayegi trade.Iski confirmation krna zruri hai jab bhi yeh ban jaye tw dekhien k agli candle agr buy ki tarf open hui hai aur bnd hrhi ha tw confirm trade ab buy ki tarf e jayegi aur buy trade lagaany kilie yehi best indication hai.

          Click image for larger version

Name:	hammm.jpg
Views:	11
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12449319
          • #6 Collapse

            Re: Trading with hammer candlestick pattern

            Hammer Chart Pattern:

            Hammer candle aik single candle standard mushtamil design hai, jo k costs k base pattern standard bannti hai, aur costs ka bullish pattern inversion ka kaam karti hai. Ye light taqreeban shap principal hanging man jaisa howdy hai, lekin faraq ye hai k mallet flame costs k negative pattern ya down pattern primary bantti hai. Hammer flame ki aik little genuine body hotti hai, jis ka descending side standard aik long tail ya wick hotti hai. Poke k ziadda tar flame k upper side standard koi wick ya shadow nahi bantta hai. Aggar up side standard aik little wick boycott bhi jayye to bhi OK hai, lekin ziada long ya genuine body se size fundamental bara na ho. Ye flame base pattern standard honne ki waja se rearranged hammer candle ki inverse hotti hai, q k wo bhi base pattern standard bantti hai, lekin us ka shadow ya wick potential gain standard hotta hai.Bullish mallet candle design forex market mein paya jata hai jo ki forex market Mein cost ke diagram bullish example ke inversion Mein Howdy paya jata hai forex market Mein dusre candle se different Hota Hai Kyunki Iske single candle Ek Mor per market Mein kam karne ke pattern ke dauran Ishara Karta Hai hammer Ke Neeche ki candle ke forex market mein open close high aur Low per ki Ja sakti hai hammer banne ke liye cash new low banne ki taraf Ishara kar diya Jata Hai forex market Mein cost mein vah se Taur per Ishara karna chahie
























            Candles Formation And Identification:

            Hammer candle design only one candle standard base karta hai. Jesa kay pehle talk about ho chuka hai es design ko distinguish karna bhot simple hota hai or ye market ki bhot clear data give karta hai es laye es ko use karna bhot basic hota hai. Es design standard exchange karny kay laye yet kuch chezo ka khawal rakhna hota hai. Jis mama pehle ye kay es design hamy tb he exchange karni chahe jb ye apni affirmation give kary. Ye design jetna straightforward hota hai etna he ye unsafe bi hota hai. Agr bena affirmation kay es standard exchange karny ki khosis karyn gy to ye design bhot hurtful impacts give kar sakta hai. Es design standard exchange karny kay laye ik or bat bi zehan mama rakhni chahe or wo ye kay es ko back test lazmi karna chahe. Bena back test kay exchange mama enter hony kay bhot more regrettable outcomes ho saktyn hain. Last mama ye bat bi zehan mama rakhni chahe hammer candle ke uncovered me btayen gy.Forex exchanging me candles diagram design us waqat banta hai punch bhi market me koi cost kisi nuqta aghaz k muqable me kam ho jaye lekin apne opening point se kuch fasle pe band ho jaye, hammer candle design me flame ki choti si bady boycott jati hai jo k doji candle design se mukhtalif hoti hai. Hammer candle design me candle ka jo saya banta hai aik to wo descending hota hai aur dosra ye saya light ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candle design ko hammer candle design kaha jata hai. Hammer candle design me candle ki body market ki opening aur shutting point ko address karti hai, punch k candle ka saya market ki cost high aur low ko show karti hai


















            Chart Trading View:

            candles graph design us waqat banta hai punch bhi market me koi cost kisi nuqta aghaz k muqable me kam ho jaye lekin apne opening point se kuch fasle pe band ho jaye, hammer candle design me light ki choti si bady boycott jati hai jo k doji candle design se mukhtalif hoti hai. Hammer candle design me light ka jo saya banta hai aik to wo descending hota hai aur dosra ye saya flame ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candle design ko hammer candle design kaha jata hai. Hammer candle design me light ki body market ki opening aur shutting point ko address karti hai, hit k candle ka saya market ki cost high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai. Hammer candle aksar negative development pe banti hai jis me market me koi cost aik khas waqat k leye bohut hey ziada down to chali jati hai.exchanging me hammer candle us waqat banta hai poke market me selling pressure waqti tawar pe a jata aur us k terrible market ki inversion ho jati hai aur candle ki close sharpen pe market ki candle hammer designs ka van jata hai. Hammer candle design banne se market me purchaser zyada dynamic ho jate hen, aur brokers ko market ki inversion ka ishara mel jata hai. Jis se dealers market me stocks ko sbuy karte hen. Forex exchanging me hamamer candle design ka ye faida hai k is se hamen aik solid qisam ki market ki inversion ka ishara mel jata hai aur yahan se market pher upturn chalna shoro karta hai. Hamen lazmi tawar standard mallet candle banne k terrible market me purchase ka exchange open karna chaheye.










            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trading with hammer candlestick pattern

              Presentation

              Companions kya haal hai aapki ummid karta hun aap sab khairiyat Se Hain Aaj jes point ko Ham talk about Karenge vah Hai exchanging with hammer candle design Punch is design ko Ham exchanging outline per Banta Hua Dekhte Hain To Hamen apni exchanging system kya use Karni chahie jisse Hamen market Mein Achcha benefit Hasil ho purpose isko comprehend Karte Hain Taki ham acchi exchanging karte tint Achcha benefit Hasil kar purpose

              Clarification

              Hammer candle design k banne k pechay ki brain science ye hai k base pattern standard costs negative pattern k principles ko observe kartte howe pehle descending jatti hai, lekin baad primary purchasing pressure ki waja se qeematen wappis increment ho jatti hai, aur candle ki base costs k leye support ka pretend kartti hai. Hammer light principal costs descending janne k baad wapis open cost k pass close ho jatti hai, jis standard flame ki aik little genuine body banti hai, aur lower side standard aik long shadow ya wick hotti hai. Hammer candle ki potential gain standard wese to koi wick ya shadow nahi honna chaheye lekin aggar bann jaye to is se flame k arrangement standard koi assar nahi partta hai. Lekin potential gain standard shadow ziadda nahi honi chaheye jis se ye light "Turning top" flame bann jaye. Light k bullish ya negative variety se koi assar nahi parta hai.

              Exchanging:
              Forex exchanging me candles graph design us waqat banta hai poke bhi market me koi cost kisi nuqta aghaz k muqable me kam ho jaye lekin apne opening point se kuch fasle pe band ho jaye, hammer candle design me candle ki choti si bady boycott jati hai jo k doji candle design se mukhtalif hoti hai. Hammer candle design me light ka jo saya banta hai aik to wo descending hota hai aur dosra ye saya flame ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candle design ko hammer candle design kaha jata hai. Hammer candle design me candle ki body market ki opening aur shutting point ko address karti hai, poke k candle ka saya market ki cost high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai. Hammer candle aksar negative development pe banti hai jis me market me koi cost aik khas waqat k leye bohut howdy ziada down to chali jati

              Candles Arrangement

              Hammer candle design base pattern standard bullish pattern inversion ka kaam to kartti hai, lekin zarrori nahi hai, k ye candle bullish hello there ho. Light k leye base position ziadda aham hai. Candle ki formate darjazzel tarrah se honna chaheye ;

              اب آن لائن

              Working...
              X