AOA
Introduction
Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai negative belt hold line candlestick pattern isko Ham trading chart Mein Kaise identify Karte Hain aur Kis Tarah is pattern per Ham trading Karen ki Hamen market Se Achcha profit Hasil Ho isko discuss Karenge aur understand karne ki koshish Karenge
Negative / Bearish belt hold candlestick pattern
Bearish belt hold line candlestick pattern today's candle per depend karta hai yah Ek bearish trend reversal pattern hai jo ki up Trend ke bad banta hai pattern Ek bullish trend Mein use Waqt Banta Hai Jab market Mein Ek opening marubozu bearish candle pichhali bullish candle ke upar gap mein open hokar aur real body banane ke bad pichhali bullish candle ke real mein Center se niche close Ho Jaati Hai pattern ke mutabik sellers market mein jyada active Ho Jaate Hain Jo sabka Bullish trend ko reject karte hain pattern ki dusri candle ka open side per Koi Shadow Nahin Hona chahie jabki closing end per candle ke Shadow ho sakta hai pattern ki Pahli candle Shadow Samet ho sakti hai lekin donon candles ki real body lazme Mein honi chahie

candles information
1 # first candle
belt hold line candlestick pattern Mein Pahli candle Ek bullish candle Hoti Hai yah candle price ke up trend ko show karti hai jo ki white ya green color ki candle Hoti Hai yah candle strong real body Mein banti hai yani candle ki real body Shadow Se Jyada hoti hai
2 # second candle
Negative belt hold line candlestick pattern ki second candle Ek bearish candle hoti hai jo ki open to pahle candle ke top per gap Mein banti hai lekin close Pahli candle ke real body ke Center se niche Hoti Hai yah candle color Mein black ya red hoti hai jo khatm bullish trend ky khatm karti hai aur price ke bearish trend reversal ka sabab banti hai yah candle opening side per Ek Marubozu candle hoti hhai

Trading
Negative ya bearish belt hold line candlestick pattern price Mein bulls ki Kamyab koshish ko zahar Karti Hai jisse price bearish trend reversal ko follow Karti Hai pattern ki donon candles ke closing price per Ek dusre ko overlap Karti Hain pattern ki dusri candle ke upar side per Koi Shadow ya wicks Nahin honi chahie Kyunki bearish candle ki yah strong wapasi price ke trend reversal ka sabab banti hai pattern per trading se pahle Ek confirmation candle Ka Hona important hai jo ki real body Mein bearish honi chahie aur dusri bearish candle ke bottom per close honi chahie pattern ke bad bullish candle ke banne se ya pattern invalid ho jaega pattern ki confirmation CCI RSI integrated aur oscillator per value overbought zone Mein honi chahie stop loss pattern ke sabse top position ya dusri candle ki open price se 2pip above set Karen

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим