What is Spinning Top Candlestick Pattern:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Spinning Top Candlestick Pattern:
    Assalamualaikum I hope you all are fine and doing well on forex trading.aj ki post mein spinning top candlestick pattern key bary mein knowledge share krein gy.



    Spinning Top Candlestick Pattern:


    Forex main mukhtalif important kisam ki candle hoti hy. Jin mein sy spinning top unmein see jo kya bahuot Jada important Hoti Hai important candlestick ko Ham spinners Kahate Hain Hamen Forex forum mein Main Tamam different types of ki candlesticks ko carefully learn karna chahie Agar Hamen ko acchi Tarah Se learn Karenge tab Hamen ke bare mein acchi information Hasil kar Sakenge Hamen candlestick ke size ke bare mein information Hasil ka leni chahie aur unko acchi Tarah Se samajh Lena chahie Agar yah candle Bade size ki Hun To yah uptrend aur downtrend ko jahir Karti Hain aur yah size bahut jyada strong bhi Hote Hain candlestick Chhote size ki candles bahut jyada kamjor Trend ko jahir Karte Hain Forex trading Mein deri ke time frame mein daily Ek new candle banti hai in candlestick ki Tamam information ka hun Hamare liye bahut diya tha Jaruri Hota Hai. Spinning top candlestick Ek Aisi candlestick hoti hai jo aapko market Mein reverse train se related information provide kar rahi hoti hai dear jab aap market Me in is candlestick ko observe karte hain to ismein aapk o bahut jyada profit milane ke chance hote hain aur Market mein aap ek acchi entry Hasil kar sakte hain. Spinning top candle bull trend mein bhi hamari kafi madad gar hoti hai aur agar dekha jaaye k hamari biresh friend mein bhi kafi useful hoti hai agar ham Kisi downtrend movie work karna chahte hain k fir bhi hamen se kafi fayda uthaye sakte main samajh je ki hamen ISI jarur Apne mind mein rakhna chahiey aur isase acchi trading karne ki koshish Karni chahiey kyunki ji hamare liye bahut hi behtarin candle hoti hai aur hamen se bahut acha faida utha sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	dotdash_Final_Spinning_Top_Candlestick_Definition_and_Example_Nov_2020-01-9ebe4d0e8ccb482c922141.jpg
Views:	13
Size:	104.7 کلوبائٹ
ID:	12589375





    Treading Strategy:

    Dear market Mein inversion train se related data give kar rahi hoti hai dear poke aap market Mein is candle ko notice karte hain to ismein aapko bahut jyada benefit milane ke chance hote hain aur Market mein aap ek acchi pass Hasil kar sakte hain. Pivot candle bull pattern mein bhi hamari kafi madad gar hoti hai aur agar Dekha jaaye k hamari biresh companion mein bhi kafi accommodating hoti hai agar ham Kisi downtrend movie work karna chahte hain k fir bhi hamen se kafite fayinda isthay sak ki hamen ISI jarur Apne mind mein rakhna ho ga ta k shop ko samj kr kia ja sky or kamyabi k chance ziyaa ho skain.candle ko appropriately samajh na Chahte Hain To iski body bahut Chhoti hoti hai aur iska Shadow donon Taraf bahut jyada hota hai aap isko effectively perceive kar sakte hain.spinning top candle Bihar mein obstruction region per milati hai to vahan se pattern inversion ka signal deti hai aur agar spinning top candle mein support region per milati hai to vahan se hamen upturn ka signal deti hai isliye turn top candle ko jarur Apne mayke mein rakhna chahie ya aisi candle Hoti hai Jo ek doji candle hoti hai aur jis ke Ched hote hain aur iski body bilkul bhi Nahin Hoti yah body na sharpen ke barabar hoti hai isliye hamen embarrassment ko mind Mera ka exchange Karni chahie yah flame hamari exchange ke liye to aap hi behtar sabit ho sakti hai. Hamen rotating candles practice Karni chahie taki ham koi bhi aisa passage point mehsana Karen Jo hamen installment aap se milta h.

    Click image for larger version

Name:	spinning-top-candlestick-2.png
Views:	24
Size:	109.2 کلوبائٹ
ID:	12589376
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Spinning Top Candlestick Pattern:

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Spinning Top Candlestick


    Spinning top candlestick aik single small real body candle hone ki waja se analysis main bohut ziada istemal hoti hai. Japanese candles ko is wajah se trading ke dauran analysis mein zyada pasand kiya jata hai, kyunki ye candles single candle hone k bawajood bhi aik complete pattern tashkeel deti hai. Jab bhi ye single candlesticks prices k top ya bottom main paye jaati hai, to uss waqt ye trend reversal ka kaam karti hai. Single candle mein doji candles aur small real body wali candles akele ya dusre candles ke sath prices main leading indicator ka kaam karti hai. Spinning top candlestick prices ke top ya bottom mein trend reversal pattern ka kaam karti hai, jab ki yahi candle sideways market mein neutral candle tasawar ki ki jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (97).png
Views:	2
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12449275

    Candles Formation


    Spinning top candlestick prices k top par akele hi trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle small real body bhi aik strong position rakhti hai, jiss ki technical analysis main bohut ziada ahmeyat hai. Spinning top candlestick ki formation darjazzel tarah se hoti hai:

    Click image for larger version

Name:	URgqbNFyRi.png
Views:	13
Size:	13.2 کلوبائٹ
ID:	12449276

    Spinning Top Candle: Spinning top candlestick small real body k hone ki waja se ye candle bullish ya bearish dono tarah se hoti hai. Ye candle prices k bottom main bullish trend reversal jab k prices k top par bearish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle aik small green ya red real body rakhti hai, jiss k upper aur lower sides par aik small shadow ya saya hota hai.

    Explanation

    Spinning top candlestick k banne ki pechahay ki psychology ka inhisar traders par munhasir hoti hai, jab bhi buyers ya sellers prices ko kisi khas semat main move karne k baad wapis dosri semat main same pressure se push karte hen. Lekin kahani yahan khatam nahi hoti, bulke din k ikhtetam tak prices wapis apne aghaz wali position k qareeb a kar close ho jati hai. Iss soratehal main jo candle banti hai, wo Spinning top candle hoti hai. Ye candle bagher real body ki hoti hai, jiss main prices ka open aur close same point par nahi hota hai, jab k upper aur lower sides par small shadows hota hen. Shadow length main taqreeban same hote hen, jo buyers aur sellers ki barabari ko dekhati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (95).png
Views:	23
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12449274

    Trading

    Spinning top candlestick prices k top par ya bottom main ziada behtar tawar par kaam karti hai. Normal ye candle neutral tasawar ki jati hai, q k iss ki aik to small real body hoti hai aur dosra iss ka shadow kisi aik side par size ziada nahi hota hai. Bearish market main bullish trend reversal k leye buy ki entry ki ja sakti hai, jab k bullish trend main bearish trend reversal k leye sell ki entry k trades open keye ja sakte hen. Candle par trading se pehle long timeframe ka hona zarori hota hai, jab k trend reversal k leye confirmation candle ki bhi zarorat hoti hai. CCI indicator aur stochastic oscillator par trading k dowran support aur resistance levels ya overbought aur over-sold zone hona chaheye. Stop Loss candle k low ya high prices se two pips below ya above set kia ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (96).png
Views:	5
Size:	23.2 کلوبائٹ
ID:	12449273

    اب آن لائن

    Working...
    X