dear forex market ki bohur sari asi conditions asi hoti hai jin main trade ko find karna aur trade lgana kafi ziada mushkil ho jata hai kyon ky ye satuation market main aksar banti hi rehti hai asa tab hota hai jab market main news ya fundamentls kam hon jis ki vajah sy market ki movement slow ho jati hai market ki ki movement slow hone ky aik yeh bhi vajah hai ky market main trend change hone ky lie sab sy pehle market side ways movement karti hai jis ki vajah sy asa hota ha aur hamen signal milna mushkil ho jata hai.
sideways market main trade karne ky nuksan
dear members market jab bhi slow move hoti ha jab aik acha trader bhi us main loss kar jata hai us ki waja yeh hoti ha ky ky jab bhi wo analysis karta ha wo ulat ho jaty hain ager wo buy ka order lgata ha tu market sell ho jati hai aur ager wo sell karta hai tu market buy ho jati hai jis ki vajah sy usko loss ho jata hai aur wo phir sy cinfuse ho kar jab loss recover karne ky lie tarde lgata hai usy phir sy loss ho jata ha is lie forex market main jab bhi sideways movement shuru ho jay tab ap ko hamesha trade karne sy avoid karna chahye phir hi ap ko loss sy chutkara mil sakta ha.
how to find signal on sideways market
abhi hamra traidng main sab ye bara problem yeh hota hai ky ham is market main kesy signal find karen kyon ky ju daily trade karne waly tarder hoty hain wo kabhi bhi saber nahi akrty hain unko ziada earning karne ky chaker trade lazmi lgani hoti hai jis say wo koi asa setup find akrty hain jiss say unko profit mily tu main ap ky sath apna aik chart share karon ga jis say ap market main acha signal find kar ky trade kar sakty hain.
![Click image for larger version
Name: gold side ways.png
Views: 1
Size: 44.5 کلوبائٹ
ID: 12589260](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12589260&d=1676106455)
ap mere chart main dekh sakty hain gold ko main ny kis tarah ap ko detail ky sath samjha dia hai sab sy pehle ap ny sideway movement main ap ne aik channel create kar laina hai kyon ky channel tu aik new trader laga sakta ha uss ky bad ap ne channel main rehty hoay jab bhi market uper chennel po touch karegi ap ne sell karna hai aur uska target ap ny nechy wala channel ki line rakhni hai aur isi tarah sy ager ap nay buy karna ha tu nechy waly channel line ko touch karne pay ap ne buy kar laina hai jis ka target uper wali line ho gi ap mere chart ko bhi sakty hain bohut asan lafzon sy main nay ap ko samjha dia hai ky kis tarah say hum aik sidemovement say bhi faida utha kar choti choti trade lay aik big profit hasil kar sakty hain mujhe umid hai ky meri is post say ap ko kafi acha knowledge bhi mila hoga aur ap ko trade find karne ka method bhi pata chal gea hoga.