What is difference between Rate Of Roll Over and Spread

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is difference between Rate Of Roll Over and Spread
    INTRODUCTION


    Dear friends Jab Jab Ham Instaforex pea apna trading account create karte hain to hamen chahie ki isko Role over Rate free ho Kyunki is per Hamen extra swap padta rahata hai jis ko Roll over Rate bhi kha jata hea basically yah rates two categories Mein divide Kiya Ja sakte hain jin ko Spread aur Rate of Roll Over Kaha jata hai.

    WHAT IS SPREAD



    Dear friends spread usko Kaha Jata Hai Jab aap koi bhi trade open karte hain to us per broker aapse ek commission leta hai trade kee opening per aur is ko kuch aisi bhi Kia ja sakta hea Spread wo fees ha jo trader kisi bhi order open karnay par pay karta ha, jis se broker earn karta hai.

    Click image for larger version

Name:	a2-5.jpg
Views:	1
Size:	25.3 کلوبائٹ
ID:	12589258

    WHAT IS RATE OF ROLL OVER


    Dear friends rate of role over woh fees hoti hai Jab aapki trade 24 ghante Se zyada open rahti hai aur is per market aapse charge karti hai ya phir isko Kuch yoon bhi kaha ja sakta hai Roll over woh interest rate hota hai jo 24 hours se ziyada opened trades par charge hota ha. Roll over 2 tarhan se kam karta haI friends aap apne account ko roll over free bhi banaa sakte hain yah facility aapke trading account mein Har Waqt maujud rahti hai aapko bus isko enable karne ki zarurat hoti hai jisse aapka account roll over let se free ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	understanding_rollovers_in_forex_market.png
Views:	1
Size:	80.1 کلوبائٹ
ID:	12589257

    POSITIVE AND NEGATIVE ROLL OVER


    Dear friends positive Roll Over Ki Surat mein open hony wali trade per trader ko amount of roll over ki sorat main pay karna hoti hai agr open hony wali trade ki currency ka nterest rate kam ho jae to trader ko wo amount wapas mel jati hai aur agr trader ko roll over ki amount ko pay karna parh jae to esko ham negative rollover kahyn gy. But jb ye roll ovet ki amount trader ko recieve ho jae to esko ham positive roll over kahyn gy. So trader ko apni trades ma roll over ki term lazmi use karni chahe.

    Click image for larger version

Name:	rollover.png
Views:	23
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12589259
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is difference between Rate Of Roll Over and Spread

    Forex market mein rollover ek open position ki settlement date mein extending ke amal ko kaha jaata hai ziyadeh tar currency ki trading mein ek trader ko len den ki tareekh ke 2 din baad currency ki delivery leny ki zaroort hote hai taham position ko rollover karke ek sath mojodah position ko rozana close rate per band karke next day new opening rate per dobara dakhil ho kar traders temporry tur per settlement ki date ko ek din barha dety hain

    What Types of Spreads are in Forex?


    1.Fixed
    2.Varible (also Known as floating)


    Click image for larger version

Name:	fixed-vs-variable-spread.png
Views:	3
Size:	203.0 کلوبائٹ
ID:	12449052

    Fixed spread aam tur per broker ke through paish kiye jaate hain jo market maker ya dealing desk modle ke tur per kam karte hain jabke variable spread none dealing desk modle chalane waly brokers ke through paish kiye jaate hain

    What are Fixed Spreads in Forex?

    sub se pehly hum fixed spread ko samjhne ki koshish karte hain fixed spread yaksan rehte hain regarding eske ky kise bhe time market ke halat kya hoon dusri lazfon mein chahye market kanye's ke mode ki tarah utar charah ka shikar ho ya mouse ki tarah khamoshi es se spread mutasir nahe hota ye wohe per he rehta hai or broker apni liquidity provider se bade positions buy karta hai or aapne traders ko small size mein ye paish krta hai or eska matlb ye hai ke broker apne clients ke sath trading mein counterparty ke tur per kam karta hai boht se broker esy koshish mein rehte hain ke jitna ho sake wo aapne company mein investment le ayen or clients ko achi saholiyat dain ta ke wo inke taraf mutwajah ho kynke jitne ziyadeh active clients kise broker ke plate forum per trading krte hain unko utna he ziyadeh profit un se hasil hota hai

    What are Variable Spreads in Forex?

    jesa ke naam se he pata chalta hai variable spread hamesha change hote rehte hain variable spread ke sath currency pairs ki boli bid or ask ke darmiyan musalsal change hota rehta hai variable spread non dealing desk brokers ke through paish kiye jaate hain non dealing desk brokers different liquidity provide karte hain or eska matlab ye hota hai ke inka phelao per koie control nahe hota or spread currency's supply or demand ke nateeje mein or bhe tight ho jaati hai


    What Is the Rollover Rate (Forex)?

    forex mein roll over ki shareh ek traders ki taraf se ratton raat rakhi gye currency position khalis sood ki wapsi hoti hai yani currencies per trading krte time ek traders ka dusre curreny buy krte huwe ek currency udhar leeta hai or raton raat position open hone se os per roll over lag jaata hai aam zuban mein samjhe tu ye sood per mushtamil hota hai as a muslim hame chahye ke hamesha en cheezon ka khas khayal rakhen or hamesha sweep free islamic account he open karen es mein aapko koie roll over ada nahe krna hoga ager che aapki koie trade sari raat open rehti hai wo sood free account hota hai

    اب آن لائن

    Working...
    X