forex trading k doran relaxation zruri ha g

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    G han kabhi bhi confused mind ke sath trade na karen aur na hi trade karte hue panic hon,hamesha cool and calm rehte hue hi trade karen aur relax rahen chahen profit ho ya loss kiunke apko ek acha trader ban'ne ke liye emotion less hona parta hai apni trades mein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ji han jab tak ap relaxed nahi hunge ap ka mind frustated huga aur koi analysis karne keliye tiyar nahi huga ap bas forcefully aik trade laga dain gay aur lazmi nahi wo sahi hu kiu kay ap mistake kar rahe hain is liye relaxed mind ka huna buhut zarori hai
      • #48 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
        forex market 24 hours opnen rahti ha or is me ager ak trader trade krta ha to us ko kuch daer trade krne k baad rest krni chahye or apne mind ko fresh kr lena chahye ta k next trade me analysis chart ka ache trika se ho or loss k chnces km ho jayn do you agree with me??????????
        Han bhai me ap ki baat se agree karon ga jab bhi hum trading kar rahe hon to hume kuch dair rest bhi karna chayye taake hamara mind fresh ho saken aur hum market ko ache tareeqay se analysis kar saken....
         
        • #49 Collapse

          g blkl fresh mind trading k liye bht zarori hai mein to sar din rest krta hu or mghrib k bd market watch kartu hu or mjy rest krny ka bht faida hota hai k rat ko mein relax rehta hu
          • #50 Collapse

            dear hame ye kaam start karnay say pehlay khud ko relax kar lena zrori hai ku k jb tak hum khud ko relax nahi kare gay hame yaha pay kabhi b achi trade kar k profit earn nahi kar saktay hain so yaha pay learn karna zrori hai.
            • #51 Collapse

              relaion ho inehai zarori hain q k is se appka mind fresh hota hain aur app asani ke sath rade kar sake hain apne liye market main
               
              • #52 Collapse

                haan ji i do agree with you kisi b kaam ko krne k liye apko relax hona bht zarori ha ager ap relax ny hoon gay tu apka mind fresh ny ho jis se ap trading aachi ny kr sktay is liye apko koi b kaam krne k liye relax hona bht zaori ha mind fresh ho ga tu kaam b theek ho ga tired mind se trading ny ho skti.
                • #53 Collapse

                  maray khyail main kam kay wakat kam he karna chchyia. aur relax kay wakat relax. forex ka kam bohat he akalmandi say karnay wala hai.is business main timings ke bohat importance hothi hai kia pata kis wakat rates oper neechay ho jay . aik aacha trader wohi hota hai jo apnay poray hosh kay sath kam karay .maraya khayial main kam kay wakat relax kee zarorat nahi
                  • #54 Collapse

                    friend men smajhta hon k trade open kerne k bad bhi relax he rehna chaye aur gar profit meljai tu phir saber se dosri trade open kerni chaye aur greed nahi kerni chaye bare thande demagh se trade kerna chye
                    • #55 Collapse

                      yes forex trading k doran relaxation most important hai agar appka mind relax nahi hoga to app thek sey trading nahi kar saktey aur yahan mind persent hona bohat zaroori hai aur concentration bht zaroori hai
                       
                      • #56 Collapse

                        yes dear forex mein trading karna ho to thora time rest karna bhe zarori ha is lye forex mein work karny k lye ap k pass acha experience hona zarori ha or ap sath rest kar k apny mind ko fress kar k dobara join kareen to achi earning kar sakty hain
                        • #57 Collapse

                          Han forex market go k 24 hrs open rehti hy laken aik banda 24hrs tu screen se tai nhe reh sakta na . is lye baqi kaamon ki tarah forex mein b rest zarori hy is mein sub se best ye hy k ap apna daily ka aik target rakh len aur jaise he ap ka target pora ho market band.
                          • #58 Collapse

                            Je haan relax mind sy trading mian kafi enjoy kya ja sakta hai aur islye apko bhi chahye k apny zehn ko relax rakh kr trading krayn takay apko maza bhi aye aur apki trading main loss bhi na ho islye main khud bhi aisa hi krta hoon kyonk mind jab relax ho ga tu phr apsy achay faislay hongay aur earning bhi achi hogi.
                            • #59 Collapse

                              Insan ko must relax hona chaiye jb wo trading shru kare ya phr or koi kaam. Ab bat forex ki hai to mein ye hi kahun ga k agr aap ne kisi pair ko buy kia hai or lekin wo pair uper janay k bajai neechay jana start hogea hai to aap ko ghabrane ki zarurat nai behtar hai k stop loss laga dain agr capital boht ziada hai to behtar hai k wait kar lia jai kio har pair hmesha neechay to nai jata uper b ata hai. Uper ai to profit kay sath withdraw kar len.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Bilkul fresh mind jo hota ha wohe achay faisley krta ha ager ap ka mind fresh nhe ho ga tou ap kse acahy faisle kro gae or achay faisley nhe kr paon ge tou nuqsan ho ga so relaxtion is also need if you want to make perfect profit :)
                                TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X