forex trading k doran relaxation zruri ha g

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    ji han jab tak ap rest nahi karte ap ka mind aik set huta hai aur ap usi kay mutabiq trade karte rehte hain jab kay market change hu jati hai aur dosra ap thak bhi jaty hain mentally aur retarded feel karte hain is liye trading mai bhi rest zaroori hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      jee han meray bhai nay ye bat bilkul theek kahi hai k humain har kam ko kartay wakt apnay aap ko over burden nahi kar dena chaiye kion k ham jab tak apnay aap kko relax nahi karaingay to hamara mind tension main rahega or ham galat faislay karne lagengay jis say loss hoga
         
      • #258 Collapse

        g mery bhai forex 1 international job hai ye 24 hour aveyly bal ha ap jab chay is main work kar sakty hain mager is ka ye matlib ye nahi keh ap is main 24 hour work karty rhy 24 hour kam karny sy ap ki sehet bhe krab ho sakti hai ager ap ki sehat krab ho gai to ap 24 hour main sy 1 hour bhe work nahi karskty
        • #259 Collapse

          Forex tradings ke doran relaxion ni balkay forex tradings kratay waqr relax mind ka hona zaroori he q k relax mind kesath aap acha khas aprofit bana skatay hen or aap market ka analysis bi acha kar saktay hen.
          • #260 Collapse

            Relaxtion to bohat zaroori hai forex kay kaam may bhe yeh bohat zaroori hai agar hum forex kay kaam may relaxtion nhe ho gaye to hum bemaar ho jaye jab bemaar ho jaye gaye to forex ka kaam nhe kar paye gaye aur hum ko loss ho ga is leye relaxtion bohat zaroori hai
            • #261 Collapse

              sarf forex ka lyea na hi hai sab busienss main app ko agar success hona hai to app ko fresh mind ki jarurat hai . is lyea app ko forex business main agar success hona hai to app ko relax mind ki bohut hi jarurat hai .
              • #262 Collapse

                jee han hamy trading krny k doran relaxation krna zaroori hai ager ham tention mai koi bhi choti se choti bhi trading kren gy to hamary liye wo koi bhi faida nahi laye gi kabhi bhi hamy loss ho skta hai tention se bachna chahiye
                • #263 Collapse

                  Admi aik kaam bar bar karne se thak jata hai aur is liye to relaxation bohat ziyada zaroori hai is market main. jab hum relax honge to ziyada ache aur fresh mind se trading karinge aur kamyab honge. her week 2 holiday hoti hain is market ta keh traders relax hon.
                  • #264 Collapse

                    yes dear forex trading karte huwe tension nahe leni chahieye kiunke tension main hamesha kaam kharab hota hey... relax reh kr trading karen gay to earning karen gay warna loss ho jaye ga
                    • #265 Collapse

                      bhai jan forex trading relraxment bohat zarori he kiu ke isy lagtar nahe kiya ja sakta lagtar is par kam karne sey insan ki nazr wik ho gati he is kam me rileaxment zaruri he
                      • #266 Collapse

                        trading krny k lye ap k mind ko fresh or active hona chaye. ager ap ne aik trade kr di hai or lalach ki chkr me dosri trade b start kr dy gy, to ap k loss k chances ho skty hain, because market position tb tk stable nai rehti, change hojati hai, ap ko sb chezon ko dubara analyse or visualize krna hota hai. or ye sb ap aik fresh mind k sath kr skty hain, jis k lye ap ko aik trade k bad break le lena chaye, ta k jb tak ap ka mind fresh na hojaye ap dosri trade start na kren
                        • #267 Collapse

                          my dear brother theak hay ka forex trading market 24 hours open rah ti hay lakin iss may trader ko best time choose ker na hoota hay,iss lia best time ka intazr kerain or 24 hours market may inn na rahain is me benifit hai
                          • #268 Collapse

                            yes bussines may apko realexement zarori hay Q K apko zaida post karna kay bad apko bhgot tension may ajathy hay issliay you should that ap bussines may apny mind ko thra gap dy khe iss na hogie ap bussines may koi wrong step rahklay .............
                             
                            • #269 Collapse

                              forex trading k duran hamain mind ko relax karty rehna chaye. kyn k ya business online business ha or hamari choti se galti ki waja sa hamain boht baray losses ko bhe face karna parh sakhta ha . isi lye hamian chye k tension free trading karain . or jub mind fresh ho usi wakt working karain.
                               
                              :cool::cool::cool:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Mere Kyahl yeh Tareeq theak hai q k esssy na sirf humain relax kerny ka muqa mily ga blky hum ache trader bhi ban saktey hain ager hum ek trading ker k dubara sary chart ky analysis kerian or nuqsaan ka dar bhi kam ho jai ga Yehi Wajah hai k Achay trader bhi es treeqy ko prmote krte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X